Eid vs forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Eid vs forex
    Eid vs forex
    Assalamu alaikum bhai jaan aap se mere Sawal hai ki Eid bhi aa rahi hai aur Forex ko time Dena bhi Jaroori hai isliye aap mujhe ek time table Bata De Jis Ke mutabik Mein Forex ko bhi time desh ko aur Eid Ko Bhi Apne related se friend ke saath enjoy kar score please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Eid vs forex

    Eid saal main aik baar ati hai islye eid ko wakt daina jarori hai aap aisa karain morning main apnay friends ko time dain aur un se free honay kay baad apnay work ko time dain sham kay time dobara se enjoy karain is tarah ap apni eid bhi celebrate kar payain gay aur trading bhi sath sath jaari rakh payain gay lekin apnay work ko mat chorain .
    • #3 Collapse

      Re: Eid vs forex

      Walaikum_salam Bhai ! Jee Bilkul Eid kay sath sath aap apny kaam ko bhi jaree rakh sakty hain like aap Pora Din Eid per Apny Friends n Relative kay sath khoob Enjoy kary or jab shaam ko Free ho kar 1 ghenta nikal lain or us main aap is Forex per work kar lain , Because Ek acha Trader kabhi bhi apny kaam ko Pending nhi karta or or time us say faida uthany ke koshish karta hy like our SeniOrs.
      :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
      • #4 Collapse

        Re: Eid vs forex

        Assalamualaikum dear Forex member either Forex bahut zaroori hai isliye Mai Chahe Jahan Mein Ek Aisa time table Banaye Jisme Hum Forex ko bhi time de aur Eid ko bhi enjoy karen thanks
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Eid vs forex

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari sawal hai bhai jaan hamein Eid k din eid bhi kerni chy our posting bhi ager ham daily routine main 50 posts kerty hain to eid k din 30 ya 20 ker lain lakin chorna nai chy forex ko is say hamari percentage kam ho jati hai jis say bonus kam atta hai.....................
          • #6 Collapse

            Re: Eid vs forex

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sherry345 پيغام ديکھيے
            Eid vs forex
            Assalamu alaikum bhai jaan aap se mere Sawal hai ki Eid bhi aa rahi hai aur Forex ko time Dena bhi Jaroori hai isliye aap mujhe ek time table Bata De Jis Ke mutabik Mein Forex ko bhi time desh ko aur Eid Ko Bhi Apne related se friend ke saath enjoy kar score please
            Assalamu Alaikum Aaj Kal ke Dinon Mein Eid bahut jyada lambi hoti hai aur Garmi hone ki vajah Se Hum Jyada bhi Bahar bhi nahin Reh Sakte isliye hamein chahiye ke hum Apne free timer Forex aur form Pade Taake hamm acchi earning Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Eid vs forex

              Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
              umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay
              yes sir hum ko ab doni ko time dena ho ga agar hum forex ko time ni dety hien tu hum as mien aa ker earning hasil ni ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar eid per eid bee karna hota hai or hamain forex ko bee time dena hota hai tab hum success hasil ker sakty hien.
              • #8 Collapse

                Re: Eid vs forex

                hum eid waly din be forex mai kam kar sakty hain forex aik unqiue business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar mahent kary gy to he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Eid vs forex

                  forex aik international business hain ham is main trading karty hain or ham is main expert ho kar is main amount be invest kar sakty hain yai asa business hain jis main eid ko be kam kar sakty hain yai all world main bohat hi tezi sy legal ho raha hain or pakistan main be aik unique business ban cuka hain is main hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Eid vs forex

                    forex business ke yai kobe hain ky yai eid ky din be open rate hain hum is main eid ky din be postind kar sakty hain forex aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is main live kam karty hain or yai kam hum sada urdu main karty hain forex kabe band na hony wala aik king business hain hum is ko part time ky liey be join kar ky kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Eid vs forex

                      ham is main live or sada urdu main baat karty hain pakistan main koi be invent ho ham is main kam kar sakty hain yai kabe band na hony wala business hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X