jald bazi mein mehnat waste ho sakti hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jald bazi mein mehnat waste ho sakti hy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemkhokhar پيغام ديکھيے
    asalam -o- alaikum dears , kuch log forex mein bhut mehnat karty hain magar phir jald bazi mein aa kar ap ni sari mehnat waste kar bethty hain , humy forex mein kam karty waqt jald bazi nahi karni chahiye balkeh sakoon se kam karna chahiye thanks
    Traders ko trading karte hue kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahi Jab aap jaldbaazi main Faisla Lete Hain To aapke paise Aksar wrong Hote Hain Jo aap ki puri mehnat ko Barbad kar dete Hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jald bazi mein mehnat waste ho sakti hy

      Jald bazi aik aisa factor hai forex trading Mai jis Kai waja say appka account wash ho sakta hai jald bazi Mai lagaya Gaya trade kabi be profit nahe dai sakta lehaza hamai chaye ke market ko achai say analyse karai trade keya karai.
      • #33 Collapse

        Re: jald bazi mein mehnat waste ho sakti hy

        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai bhai jaan hamein iss main juld bazzi bilkul bhi nai kerni chy juld bazzi say ulta nuqsan hota hai hamein har waqt ehtyat say kaam kerna chy ehtyat say kaam kerny wala kabhi nakaam nai hotaa hamein zyda say zyda mehnat kerni chy............
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: jald bazi mein mehnat waste ho sakti hy

          Assalamu Alaikum my dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main jaldbazi nhe chalte hae or jo bhe member is main jaldbazi karta hae wo is main nakam ho jata hae q ke jald bazi main mistake ho jate hae or jis kam main mistake ho gy ho wo kam sahe nhe hota hae

          اب آن لائن

          Working...
          X