*Can we do trade in forex without proper knowledge*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    No dear hm is business me trading ko kabhi bhi bgair knowledge k nahi kar sakty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen agr achi trading karni ha tu us k liye hmen is business me kafi acha experince or knowledge chahye hoti haa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      To do without proper knowledge trading is very dangerous for the trader. In this way he can face the loss instead of profit. First of all the traders should enhance the proper knowledge and experience of trading then it should be start in the real account for earning. Also if he has the good knowledge skill can prepare the good strategies of trading.
      • #48 Collapse

        Mostly traders isi waja se nakam ho jate hain ke woh knowledge ke bagher hi trading start kar lete hain aur isay buy aur sell ka game samajhte hain.
        • #49 Collapse

          brother without knowledge aor exprinces k hum kbi b trading m kamyab nai ho saktay hum ko chaya k phlay hum market ko learn karain us k baad earn karin forex is good in world
          • #50 Collapse

            my dear mei8n samjta hoon koi trader trading to kr sakta hai but without knowledge trading krna kisi trader k liye b ziada faida mand sabit nahi ho sakta is liye mein to yehi kahoon g k jb b koi trade lo proper knowledge k baad hi lo
            • #51 Collapse

              g nahi bhai esa her gizz mumkin nahi hay kay ap bina knowledge kay successful trading ker suko ap kuch waqt kay liye succes le skty ho but longrun me ap successful nahi ho skty jb tuk ap sekho gay nahi
              • #52 Collapse

                Assalam u alikum frind, jee haan forex bilkul without practice k or forex ki proper learning k hum kamyaab trading nhi ker sakty, iss buisness me aane k sath sath humein forex ki learning ko jaari rakhna chahiye or demo account pe daily time dena chahiye tabhi hum trading kr sakengy or profit bhi gain kr sakengy :)
                • #53 Collapse

                  Han Kar saktay hain lakin Phir Los hi Karin ge kio ke learning ke beghar trading karna Aisa hi he jese aap ko drive nahi aati lakin aap driving Karin.
                  • #54 Collapse

                    Forexchamp bat ye he k hum es business min agar knowledge k baghir trade karin ge to kar to lin ge aur sare tareeqe bhi use karin ge magar hum earning aur profit nahi le sakte es business min se because ye to business he hi learning aur expereince ka aur earning to es sorat min hi mumkin he jab hum apni knowledge ko har waqat hi update rakhin.
                    • #55 Collapse

                      dost aap trade to karlo gay k aap trade lagalogay lekin aap ko ziada tar loss he hoga q k information or knowledge gain karna laazmi hai q k is mein kaafi cheezain hain k aap ko samajh nai aayengi without knowledge
                      • #56 Collapse

                        Assalaam o alaikum nei aapk trade nei karsakte hain foex trading k bagerkisi knowledge k islsiyte trader ko cahiye k trade seekh kar kare phr hi faida hoga usko traders ko warna nuqsann hi ulta hoga forex tarding s eagara aap ne bager seekhe trading ki lekin aga aapne forex trading seekhi ho then aapko bohut faida hoga .
                        • #57 Collapse

                          han hum proper knowledge k bgair bhi trade kr skty hen mgr ye achi bat nahi q k humen phir loss hone k zada chances hoty hen jab humen market k bary me pata nahi hota is liye jis bandy ka knowledge or experience zada hu ga sirf wuhe banda sahi trading kr skta ha.
                          • #58 Collapse

                            mere bahi je se k ap ne kay he k Can we do trade in forex without proper knowldge to mere bahi bahat ye he k Forex trading business eek online business he is ham bekar knowldge k ham trad nahi kar sak the is liye mere bahi ahme lasmi knowldge or experience ki barthi he.
                            • #59 Collapse

                              Without proper forex trading knowledge or experience kay forex main trading karna to easy hai par aap forex market main baghair experience or knowledge kay survive nahi kar sakty hain kyun kay aap ko pata he nahi hoga kay kab aap ko konsi trade open karni hai or knosi nahi app ki ek ghalat trade aap ko bara nuqsan pohncha sakti hai.
                              AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                nahain meray nahain khiyal k koee b trader jis k pass proper knowedge na ho and wo forex say profir earn ker lyaian yeh ho nahain sakta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X