Forex Mai loss ke wajuhat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mai loss ke wajuhat
    Dear friends assalamualaikum vaisay to forex Mai log buhut say wajuhat ke waja say loss Kar jatay Hain Jin Mai main waja knowledge ke kami hai baqi zyada log trade laganai Mai jaldi kartay hai aur lalach kartay Hain aur money management ke bagair trade kartay hai bara lots size laga Kar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mai loss ke wajuhat

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
    Dear friends assalamualaikum vaisay to forex Mai log buhut say wajuhat ke waja say loss Kar jatay Hain Jin Mai main waja knowledge ke kami hai baqi zyada log trade laganai Mai jaldi kartay hai aur lalach kartay Hain aur money management ke bagair trade kartay hai bara lots size laga Kar.
    loss krwany ki bohat si reasons hain bhai jesy ap nay bhi kaha k poor money management, stop loss ka na lgana , ziada lalich krna, learning ka na hona , information ki kami hona , experience ka na hona , ye sari reasons mil k loss krwa deten hain , hamain ess say bachna chhaiye
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mai loss ke wajuhat

      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai forex market mein jyada loss hone ki wajah Yahi Hai Ke trading karne mein jaldbazi Karte Hain ya FIR money management ko follow karke nahi Chalte lalach syy kammm let Hai emotion ko control mein nahi rakhte in cheezon ki vajah Se Hi market mein jyada loss hota hai...
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mai loss ke wajuhat

        Forex trading mein loss ki boht si reasons hein ziada loss experience aur knowledge ki kami se hota hai big lot aur over trading aur traders ki greed se loss hota hai aksar kuch mistakes se bhi loss ho jata hai apko jb bhi kisi waja se loss ho tu usko next dafa control krein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mai loss ke wajuhat

          Forex me loss ki bohat se wajoohat hoty ha mehnat na karna Sabar se kaam na Lena experience na hona knowledge kam hona ye sab forex me nakaami ki wajoohat ha forex me Jo log serious ho kar kaam nahi karte wo kamiyab bhi nahi ho sakte kamiyab hona ha to forex me serious ho kar kaam karna pare ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mai loss ke wajuhat

            dear forex aik business hy jism mein ham los bhi hasil kerty hein or profit bhi jub ham treding mein expert ho jaty hein tub ham profit hasil kerty hein or jub hmary pas treding k liy kuch acha knowkledhe ni hota to ham uss mein ghlt trede lga dety hein ham joh k market k reverse chali jati hy or hamin iss sey loss ho jata hy .or loss hony ki main wja ham khd carelees hoty hrin .hmari lrarning kamzor hony ki wja sey ham forex mein loss hasil ker sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mai loss ke wajuhat

              Aap Ki Batae Hui vajuHaat bhi theek hain lekin Sabse Badi Wajah Jyada risk Lena Hota Hai Jab Humko bonus thoda Milta Hai Ya Hamari investment kam hoti hai lekin hum bahut jyada profit Ke Chakkar Mein Pad Jaate Hain Tu Hamara account was ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                Belkul g app nai bujut achai wajuhat bayan keye hai bhai jan agar ham in sari ghaltyo pe ghawor karai aur in cheezo ko apnai trading carrier say khatam karai to ham buhut profit kama saktay hai .
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                  forex trading business ik professional business hai yaha hum acha profit kama sakty hain kam waqt may bohat sy traders forex may loss hi uthty hain ase traders ki boaht si mistake hoti hai forex may loss ki sab sy bari waja lack of knowledge hai lack of experience hai or lack or hardworks isi liye hir traders ko koshish karni chahye kay wo forex ko phaly samjye phir experience gain karain or phir trade kare is tarha forex may acha profit hasil kia ja sakta hai shukariya
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                    forex par ham logo ko loss us waqt hota ha jab ham logo ka koi be trade market ka opposite move kar jata ha to ham logo ko loss hamary apni hi kharab analysis ki waja sa hota ha is liya hamay kabhi be is ka liya forex ko blame nai karna chayia aur hamay apni hi analysis ko sahi sa sai karna ki koshish karni chayia is ka liya ham logo ko agr demo account ko zada time dana parya to danya chayia
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                      loss ki wajah skills ka na hona he lazman hota ha jub ham treding mein expert ho jaty hein tub ham profit hasil kerty hein or jub hmary pas treding k liy kuch acha knowkledhe ni hota to ham uss mein ghlt trede lga dety hein ham joh k market k reverse chali jati hy or hamin iss sey loss ho jata hy .or loss hony ki main wja ham khd carelees hoty hrin .hmari lrarning kamzor hony ki wja sey ham forex mein loss hasil ker sakty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                        forex par ham logo ko agr losss hota ha is ma ham logo sa hi koi na koi ghalti howi hogi jis ki waja sa hamay loss hota ha agr ham log forex par trading karta howa greed karta zada profit eran karna ki to is sa be ham logo ko loss hota ha aur agr ham log jaldhibazzi ma koi be trade karta ha to is sa be ham logo ka trade loss ma jaya sakhta ha is liya hamay aisa nai karna chayia
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                          Dear friends assalamualaikum vaisay to forex Mai log buhut say wajuhat ke waja say loss Kar jatay Hain Jin Mai main waja knowledge ke kami hai baqi zyada log trade laganai Mai jaldi kartay hai aur lalach kartay Hain aur money management ke bagair trade kartay hai bara lots size laga Kar.
                          Forex trading Mein traders core loss Unki mistake ki vajah se hi hota hai agar trailer se apni mistake se Pak Abu Pana sikhle tuva Forex trading Mein acche traders Ban sakte hain lekin iske liye Jaroori hai ki woh apni mistakes ko cracked Karen
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                            Forex main loss ki bahot sari wajohat han jo ke lack of confidence, lack of knowledge ,lack of awareness air lack of experience ki waja se hota ha agr hum in tamam khamion KO door ker lain to ache business man ban sakte han loss us waqt hota ha jub hamari koi bhi trade market ke opposite move ker jaye .yes sub hamare galt analysis ki waja se hota ha human apni upper kids tamam khamion KO dor kerna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Mai loss ke wajuhat

                              14 x male or uski wajah se Yeh hai ki hum Koi mistake kar dete hain aur Ilzaam Forex par Dete Hain Hamein chahi ke Ham is Mein Dhyan se kam Karen aur isme Koi mistake na Karen tabhi Hum Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X