*Never trust the extremely bullish or bearish condition of the market*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Never trust the extremely bullish or bearish condition of the market*
    I mean to say that never trust the extremely bullish or the bearish view on the market because nothing is certain in trading markets anything can be change at any time and you can just predict it.So manage the risk and use good money management with risk.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul jab market bohot volatile ho to blindly jump in nahi karna chahya buying selling karni chahya but you should have enough money to manage that trade
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
      I mean to say that never trust the extremely bullish or the bearish view on the market because nothing is certain in trading markets anything can be change at any time and you can just predict it.So manage the risk and use good money management with risk.
      jab ham market ko analyze kiye bina hi trade kareingy to hamein apni trade se profit ho hi nahi sakta aur my dear brother hamien hamesha bullish ya market ki bearish condition ki base par trade nahi karni chahiye aur ager hamein earning karni hai to strategy ki base par trade karni ho gi
      • #4 Collapse

        Market news kabhi bhi 100% nahi hoteen aur hamain is pr eyes band kr key trust nahi krna chaheye. Market kisi bhi waqt change ho sakti hy aur aap ney agar stop loss key baghair lots lagayeen hain to bhari loss bhi ho sakta hy. Is leye forex news key sath market ko personally judge krna bhi zarori hota hy aur agar is key mutabiq kam karain gey to ziada loss nahi ho ga.
        • #5 Collapse

          ham ko forex trading mai kabhi b extreamely bullish ya bearish conditions py trust nahi karna chahiye kyu k in conditions k baad market ka nahi pata chalta k ab wo fori tor py up jaey ge ya down. is liye ham ko aisi condition mai trading sy avoid karna chahiye aur jab market proper chal rahi ho phir he trading karni chahiye.
          • #6 Collapse

            kabi b ap loog zayada ernign k lye bull system may enter na ho agr wo kisi b time apna trend change kar lay ga tu apko kafi los sho ga jiss ko recover karna asana kaam nahi ja or ap ko mazeed investment ki zarorat par jaye gi
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein hmein jb sahih experience hota he to hmein market mein acha earning ka moqa milta he aur hmein chahe hota he keh ham apne trading mein money management se kam krein aur risk management ko ache trah se kia krien es trah se trade bhtr ho ge
              • #8 Collapse

                g haan apne jo bhi ahchi strategies ap ke pass hai us ke mutabik hi kaam karey kiyun ke bullish or bearish market main ap ko khud analysis kerna hai jis se apko kisi bhi pair or commodity ki agli movement ka pata kerna ho or kabhi market ke trend ko follow to karey lekin us main ahchi tarha analysis ker ne bad
                • #9 Collapse

                  dear forex mai ap ko ap ki knowledge k mutabik aur trading k mutabik ap ko kam karna hota hy ap ko news aur data ko smjhna ho ta hy ta k ap es business mai loss nakaro au rseekh aur smjh k kam karo ta k ap ko faida hasil ho jaye aur ap waqt pe kam kar k apna faid ahiasl kaor aur acha earn karo...
                  • #10 Collapse

                    Han g forex trading business main her time risk involved hota hai Es lea her time apna account ko ready aur maintained rakna hota hai
                    • #11 Collapse

                      g han forex trading mein jitni teszi se agar koi trend banta hai to phir reverse bhi wo us hi tezi se karta hai is liye ap bohat dekh bhaal ke trading karen kiunke ye kaafi rtiksy trade hogi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        g han forex trading mien jb trends bohat ziyada strong hote hian to phir is mein wo bohat ziyada tezi se reversal bhi dete hian si liye apko chahiye ke ap reversal ke liye tayyar rahen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X