News ke time pe trading nahe karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ke time pe trading nahe karni chaye
    Aziz dosto jaisa ke ham.sab ko pata hai ke news ko market driver kehtai hai aur iss time market mai buhut zyada movement hote hai hamai chaye ke news ke time koye be trade na lagay takai ham loss say bach sakai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi news k time trading nahi karni chahiye iss trha hamain loss ho sakta hai Orr hamara account bhi wash ho sakta hai kiun k news k time market kahein bhi move Kar sakti hai lehaza hamain chahiye k hum sabar sy kaam karain Orr news k baad trading karain issi mein hamari kaamyaabi hai
    • #3 Collapse

      Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

      Good noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay..
      Jahan baat experience or knowledge ki a jati hai to hum ye jan jaty hain k ham ko as cheez ki zarort hai agar hum dil sy as mien kaam krty hain to hum experience or knowledge hasil kar sakty hain as lyi hum ko jab bi as main trade karna hota hai tu hum ko experience or knowledge zaror hasil karna hota hai or ham ko as ki base per har bar earning ho sakti hai as lyi hum ko jab bi jo bi kaam karna hota hai experience or knowledge k lyi try zaror karna hota hai as tarah hum success hasil ker sakty hien.
      • #4 Collapse

        Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

        G ha app ne achi bat share ki k he news k doran koi b tarde na lagai qk news k doran market bohot tazi se movement kerta he or pata nhi chalta k kona pair best he trade lagane k lei is lei thora wait kere per jonsa pair app ko best lage us per trade laga ye
        • #5 Collapse

          Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

          G han dear freindd newss kyy waqatt tradingg ni karnii chiyeee jbb markeet main neww efect karti hai tuo markeet ki movement fast ho jatii hai analysis bi kiseii kamm ni atyyy wasyy bi jbb newss mukmal effect kar kyy ek sidee main chali jati hai ius waqat tradingg ni kar sktyu newss main phlyy syy order place karnaa partaa ...
          • #6 Collapse

            Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

            Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se sehmat hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae is main jab bhe news ate hae to market ke movement bahut fast ho jate hae to is liye sab members ko achiye ke jub news aye to us waqt trade open na karen q ke us waqt market ke movement fast hote hae
            • #7 Collapse

              Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

              Assalamu alaikum my dear friend and all member of Pakistan Forex Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge aur bahut hi mehnat se posting kar rahe Honge hanji Baat aap ne bilkul theek share ki hai K views ke time par trading Nahin Karni chahie hanji bilkul thik hai ki news ke time par Agar Hum training karte hain tu hamesha Se last hone ke chances badh Jaate Hain Kyunki market mein us Waqt Koi pata nahin Hota aur jyadatar Hamein news ke Waqt last hi khana padta hai isliye hamein chahiye k news Kewal trading kal call na Karen
              • #8 Collapse

                Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

                My dear brother pakistan forex forum assalam o alikum umeed karta hon k aap bilkul thk hon ge aap ne bilkul thk baat share ki hai k hai k ham ko chaye k ham new k waqt tradung nahi karne chaye kuon k es waqt gam ko loss ho sakta hai es liye ham ko chaye k ham new ka pata laga len aur es k baad he es k mutabiq tradi g karen
                • #9 Collapse

                  Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

                  News market ka driver hoti haen Jo market ko move krati haen aik slow market ko news hi movement mein lati haen aur esi movement se hm acha profit kamaty haen time Jo bhi ho chahe news ka ho ya news k elawa Time ho hamaen trading krni chaye jb hamara technical analysis strong ho ga tu news hamaen kuch ni keh sakti.
                  • #10 Collapse

                    Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

                    g bilkul jab be forex ka bara ma koi be news ayna wali ho ham logo ko chayia ka ham log us waqt trade open nai karyaa bilka ham log news ka ayan ka wait karya aur us ka bad ham log phir trade karya ku ka jo be news ayti ha wo market ki movement par boht hi zada affected hoti ha is liya ham logo ko chayia ka ham log kabhi be news ko ignore nai karaya
                    • #11 Collapse

                      Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

                      Dear member Aap Ki Baat bilkul sahi hai hum hain Jab Bhi Koi oye beg news a Rahi Hoti Hai To Hame chahiye ki Hum Kabhi Bhi trade na lagayein Kyunki agar aap trade lagoge aur aapka trade wrong decision Mein lag jata hai to Aapka account was jaroor Ho Jayega isliye Jab aapko pakka yakin ho kar trade key movement Hamari site ho to Hamein tabiyat trade Lagana chahi
                      • #12 Collapse

                        Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

                        forex treding mein news hamari bht hi madad kerti hein .isi liy hamin forex treding mein news ko ignore bnhi kerna chahiy iss mein in ko importance deni chahiy hmein chahiy k ham trede lgaty huy news per zaror focus ker lein .phr apni trede in news ko folloe kerty huy lgain .lekin news time aap trfeeing nna krein belkeh aap saber sey kaam lein ap news k mutabik market ko achy treeky sey analyse krein phr usi k mutabik trede open krein .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: News ke time pe trading nahe karni chaye

                          Aapne bilkul sahi kaha ki news ki vajah se market bahut move karti hai isliye news ke dauran Agar to aap expert trader Hain To risk kam lekar trade Kar len lekin agar aap new Hai To Kabhi Bhi market Mein inter na Hoon news ke dauran Jyada moment ki vajah se account ke wash hone ka Khatra Hota Hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X