Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota
    Loss traders ko emotional kar dety hey aur es emotions ki waja se traders koch be kar sakty hey loss ko accept na karny ki waja se traders market key sath fight be karty hey es fight ka koi faida nahi hota aur na hi kesi trader key market key sath fight karny ka kesi tarha ka asaar ho sakta hay, cool reh kar loss ki recovery ka sochna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

    Jee han kuch traders ko jb loss hota hai tu woh emotional ho jaty hein aur market se foran apna loss recover krna chahty hein lekin unko malom hona chahiye market se fight krna un k liye acha nahi hai jb loss account wash tk pohnch jata hai tu phr us time kuch nahi ho sakta.
    • #3 Collapse

      Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

      Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki market ke sath fight karne ka koi fayda nahi hota Hamein Soch Samajh Ke apna kaam karna chahie trade Lagane se pahle Hamar Hi Ko follow karna chahie market ko analyse karna chahiye jaise hi market Hamein Koi was a Ishara De Hamein Usi Waqt rate Lagani chahiye aur job market fast Move rahi ho Hamein Usi Waqt trade Lagani chahiye Yahi Hamare liye achha Hoga slow movement par kabhi bhi trade na lagayein
      • #4 Collapse

        Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

        Ap ki baat theak hai. Forex market mai trade open krney sey phely hum ko sabar sey kam krna chahey. Kyu k sabar sey trade krney wala trader he kamyabi hasil krta hai aur sabar sey kam krney wala trader es market mai regular profit earn krta hai aur apney loss ko kam sey kam krta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko lot size kaam raknaa hoga or hum ko market ka sath fight kartaa ha to per wo es taraa ha ka hum apna foot pa kulharaa maraa rahaa ha es leya market ka sath fight karnaa ak bohat baree bawakofee ha........
          • #6 Collapse

            Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

            Assalamu Alaikum my dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae hamen agar is main kamyab hona hae to hamen cahiye ke hum is main aram se mehnat karen bas or hamen market ke sath fight nhe karne cahiye hamen cahiye ke hum mehnat karen or ache earning karen bas yehe hamara motto hona cahiye
            • #7 Collapse

              Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

              Gee nahin bhai aap market mein apnay account ko apni trade ko bachanay kay lye jitni zayada fight kerain gay tou yeh aap kay lye faida mand ho ga aap kay experiance mein izafa ho ga aap ko market ki achi samajh aye gi aur phir aap ko forex mein kamyabian bhi milain gi
              • #8 Collapse

                Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

                Jb trader ko loss ho jata ha tu us ka ye kaam ni hota k wo market k peechy hi perh jaye. Loss ki recovery maana k aik painful cheez ha laikn es ka ye matlb ni k hm market se fighting start kr daen. Us time trader ko aik achy trader ki trha sochna chaye aur loss ki recovery k liye aik plane banana chaye. Jis pe amal kr k wo loss ko recover kr saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

                  fight karne ka koi fayda nahi hota Hamein Soch Samajh Ke apna kaam karna chahie trade Lagane se pahle Hamar Hi Ko follow karna chahie market ko analyse karna chahiye jaise hi market Hamein Koi was a Ishara De Hamein Usi Waqt rate Lagani chahiye aur job market fast Move rahi ho Hamein Usi Waqt trade Lagani chahiye Yahi Hamare liye hota k wo market k peechy hi perh jaye. Loss ki recovery maana k aik painful cheez ha laikn es ka ye matlb ni k hm market se fighting start kr daen. Us time trader ko aik achy trader ki trha sochna chaye aur loss ki recovery k liye aik plane banana
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

                    G han sir humain forex main emotions per control rak kar trading karni parti hain thky humain iss main success mila or hum iss main kamiyaab ho sakiye humain chaiye k zada sy zada mehnaat kariye iss main or humain iss main emotions per control rak kar kam karna chaiye joh humeri success kah bhot he bara raaz hain or iss main humeri success be hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market key sath fight karny ka koi faida nahi hota

                      Friends forex trading aik aisa business Hy jis main humy faida b hota Hy or nuksan b ho sakta Hy is ly humy chaea k market k sath fazool main jhagra mat kro q k iska apko faida nhi balky nuksan he ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X