har pairs py trade krna khud ko phnsanaa hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: har pairs py trade krna khud ko phnsanaa hy

    dear yeh baat ya aisa hona lazmi nai hay k hamko har ik pairs pay trading krnay say ham har haal main phansnay jaisa he amla krtay hain agar ham forex markeet k baray main propper skills rakhtay hain to hamko kisi bhi pairs main kisi kisam ka koi khatra nai hay ham jub chayen apnay knowledge say jis pair main cahyen entery lay saktay hain aur agar hamaray pass koi khaas skills ya experience nai hay to hamko apki baat k mutabik har ik pair k sath trade nai krni chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: har pairs py trade krna khud ko phnsanaa hy

      G han aisa he hain hum agr iss main acha sy trading karna chatye hain toh humain iss main tabhi kamiyaabi milti hain jab hum mehnaat karta hain iss main or humain iss main aik pairs per he apna knowledge or experince ko better karna chaiye joh humain iss main kamiyaab trader bana sakiye jis sy hum iss main acha profit earn kar sakiye
      • #18 Collapse

        Re: har pairs py trade krna khud ko phnsanaa hy

        kaha he k humain her pair per trading nhi kerni chahyi qk market me kbhi kbhi aik ya aik se zayada pair ki movement achi nhi hoti jis ki waja se humain bohot loss hota he or khud ko pershan ker det he is lei serf un pairs per trade lagana chahyi jo trand me ho
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: har pairs py trade krna khud ko phnsanaa hy

          G belkul appke bat sahe hai agar ham har pair ke oper trade lagayengai aur kise cheez ko nahe daikaingay to ye buhut bura effect dalaiga hamari trading ke oper aur ham market say constant profit nahe kama payengai.

          اب آن لائن

          Working...
          X