Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????
    Friends ap sb thek ho gy umeed karta hu ma ap sy ye kehna chahta hu k forex hamy ye lesson dyta hai k hamesa mehnat ma he azmat hoti hai or kio 2sra rasta ya shorcut ni hai kamyabi gain karny k lae hmy chhae k ham es ma fully intrst sy kam karyn kiu k yaha mehnat kbi zaya ni hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

    Forex tou hamain bar bar sabaq deta hai ky agar forex trading sy kuch hasil kerna hai tou mehnat kerain lekin ham bhi bary nawab hain ky ham ny bhi forex sy bahot Sara profit hasil kerna hai woh bhi baghair kisi mehnat mushaqat ky ham trade bhi bonus per kerna chahty hain aur profit bhi acha hasil kerna chahty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

      Dosto forex waqihe sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai forex per amesha wo he log kameyab howy hain jinno ne mahnat ki unno ne asman ko chowa hai aur apne munzil ko hasil kia hai sirf mahnat ki waja sy mahnat he wo azmat hai jis ne be amal kia hai wo kameyab zarore howy hain so hum khasakty hain k mahnat may azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

        Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay lykeen ager hardworking hain oor mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

          ji haan yeh baat bilkul perfect hai yeh jo log is main kaam kar rahe hain tu Ho bahut sari mehnat karte Hain uske pass certificate se uthakar is mein nache Jo Paisa kamaya hota hai usko bhi istemal karte hain aur ja ek bahut hi accha tarika hai apni bahan se kam aaye hue paise ko jaise Marzi woh istemal Karen
          • #6 Collapse

            Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

            Gee haan bilkul forex mein kaam kernay sae jub humain achi income milti hai tou humain bara sakoon hota hai aur bahut zayada khushi bhi mehsoos kertay hain tou tub humain yaqeen hota hai kay waqaee mehnat mein hi azmat hai aur humain zayada mehnat sae kaam kerna chahyea
            • #7 Collapse

              Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha or ha hum ko forex sa ya learn karnaa chaheya ka ager hum hard work or learning ka sath es market ma enter hotaa ha to per hum ko achi profit he hotee ha..........
              • #8 Collapse

                Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                forex se hume bohat kuch learn karne ko milta hai so agar hum forex me sahi tarah se kam kare to hum forex se bohat kuch seekh sakte hain or bohat achi earning bi kar sakte hain so agar ap forex me achi earning karna chahte hain or forex me successful hona chahte hain to ap ko chahiye k ap forex me mehnat kare or din raat ek kar k forex me kam kare or dil laga kar kam kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                  G han dear aisa he hai forex humen yehe sabaq dyta hai ky mehnat men azmat hai aur agar hum mehnat kren ge to hmara liye ach kamyabi hasil krna koi masla nahi ho ga lekin agar hum mehnat se door bhagen ge to hmar liye ach kamyabi hasil krna bohat zyda mushkil ho jae ga i liyw hen apni mehnat ko continue he rakhna chaeye ta ky hmari kamyabi men kabhi bhi koi mushkil paida na ho sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                    Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul sahi kaha hai ki aur ek Samay Sadak deta hai kya grahan 98 Karenge Tuhi Kamyab Honge isiliye main chahi kya Graham Forex Mein kamyabi Chahte Hain To Hamein mehnat karna hoga
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                      Yehe baat hai agar Hum Forex ky diye hwe sabaq ky mutabiq chlen mehnat se apna Har kaam kren to hum bohat Kam time men bohat ache kamyabi hasil kr saken ge aur khud ko aik kamyab trader bna kr profitable earning ko hasil kr saken ge is liye humen chaheye KY forex ky diye hwe sabaq par zaroor Amal krny ki koshish kren ta ky kamyabi hmara moqa dar bn sake aur hum kamyabi KY sath earning ko bhi acha bna saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                        g ham logo ko forex sabaq data ha ka mehnat ma azamat ha kyu ka ham log jab is ma kam karna start hota ha to ham logo ko is ma bonu hamari mehnata pa hi milta ha aur ham logo ko is ma mehnaat kar ka learning karni chahye ta ka ham log is ma kamyab ho sakha aur ham log is ma easily achi tara earning kar sakha aur mehnaat pa hi hmaara bonus depend hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                          Ji haan bilkul apny theak kahan hai Forex sabaq Data Hai mehnat mein azmat hai jitni hum mehnat Karenge Hum utni hi Kamyab Honge Agar Hum kamyabi Hasil karna chahte hain tu zada sy zada mehnat se kam Karen tab hi kamyabi Mumkin hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                            ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hai Hamein Forex Mein Na karna chahiye Agar Hum ismein Karenge tab tak Kya Kar Hum Thode Din Mein kamyabi Honge Itna Jyada mehnat Karenge utna hi jyada Hamesha tropicamet Jaenge is Main Agar Hame Itna Jyada mehnat Karenge utna hi jyada takat kam aayega aur Hamesha Mehman Athar bucket karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex sabaq dyta ha k mehnat ma azmat hai?????

                              g bilkul is bat me koi shaq nahi hai k mehnat me azmat hoti hai hai so hum sub ko chahiye k hum mehnat kare or dil laga kar kam kare or agar hum forex me successful hona chahte hain to hum sub ko chahiye k hum forex me mehnat kare or daily hard work kare ta k hum forex me successful ho sake ku k forex me wohi log kamyab hote hain jo hard work karte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X