Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?
    Dear jab hum ais market mai technical par kaam karty hai to hum ko trade lagany k liay kai kuch dekhna parta hai agar hum ko ais market mai koi technical k hisab se trade lagani ho to aus k liay kai hum sirf indicators ko dekh k trade laga saktyu hai ya hum ko ais mai koi aor cheaz bhi dekhni parti hai agar kisi ko ais ki complete detail pata hai to kindly yaha par share kar dey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

    Je bhae bhot si chezyn hai ik technique hoti hai moving average es sy hamy market ki us time period ki average ka pata chalta hai or 6 ya 7 type ki candle stick hoti hai wo b hamy batati hai k market ma buyer strong hai ya sellers en sy market k trend ka pata chal jata hi
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

      Mere aziz dosto assalam o alaikum dosto Kia hal ha ap ka bat ho rahe technical analysis ki to ap ko pata hona chahie k trading kelie market ka analysis krna boht zaruri hota ha jo trader analysis ni kr sakta wo kabi b kamyab trader ni ban sakta technical analysis kelie ap ko experience hona chahie k kis indicators ko kese use krna ha trend line kis trah draw krna ha time frame hamesha thora bara istemal Karin ta k analysis acha ho
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

        Technical analysis ky liay sirf market chart open kerna zaruri hai ky ham kisi bhi pair main chart open ker ky market ki maximum aur minimum value ka note ker lain aur phir time to time jis point sy market reverse movement start kerty hai usko as a first Support aur resistance bana ker trade her support ya resistance sy reverse order main open kerni hoti hai ya jab support ya resistance break ho jaey tou next support ya resistance tak trade continue kerni hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

          Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Agar KaMyaBi Chahiye To Mehnaat Karo Or Experience Hasil Karo Phr Aap As Main Asani Se Kamyab Ho Jao Ge Agar Experience Or Knowledge Nhi HoGa Tou Aap As Main Kabhi Kamyab Nhi Hinge Agar KaMyaBi Chahiye To Experience Hasil Karo Pher Aap as Main Acha Profit Bhi Hasil Kar Paao Ge Agar Experience Nhi HoGa To Aap As Main Kabhi Kamyab Nhi Ho Paao Ge agar Kamyab Hona Hai Tou Aapko as main experience Hasil Karna Hoga Phr Aap as main Kamyab Honge
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

            Technical Analysis kay liay hamy chahaiy kay ham pehly learning kary Means kay hamy trade lgany say pehly pta hona chahiay ka us me indicators kesy kam karty hain or u ka maqsad kya hay or is k ilawa hamy candle sticks kay bary me pta hona chahiay kay us say kya hot aha or candle sticks bohat importance hotien hain like hamy pta buyers or sellers ke next movement ka idea ho jata ha.
            :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

              forewx ke karobar mein human technical analysis ko achy time ko dekh ke trade lagana chahy forex aik esa platforum he jis pe sari dunyan ke traders achi learning or knowledge leny mein human moqa milta he forex wo traders kamyab hoty hein jin ko trading mein experience hasil hota he forex aik kamyab or expert banny wala karobar he
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

                ji haan sir aapne Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamesha achi trading karna chahte hain tu hamesha hi kya main technical analysis karna hoga Jiski wajah se hum bahut hi acchi Tarah Se trading Karke achha profit Hasil kar sakte hain thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

                  forex mai analysis ko use karna he hamy kamyabe dy ga forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agaer lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

                    Technical analysis trade lagny k liy ahm kirdar ada krti hai is liy is ko samjhna bhoot zaroori hai is say hamain loss or profit ka andaza hota hai koi bhi trade lagany k liy analysis krna bhoot zaroori hai..
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

                      hamy techincal analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai analysis ke ten types hain hamy inhy learn kar ky usee kar ky kam karna ho ga forex aik acha business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical analysis k liay kai kuch zarori hai?

                        technical analysis k bary main mn ye kahun gi k agr koi bnda technical analysis pa trading krta ha Tou usy faida hta ha wo loss se bachta .mostly traders isi pa Kam krty hn .ismain apko resistant aur support Ka pta hona chahye k kB trend change horha aur kB trading kren Gy tou wo profit main jay gi .aik achy expert trader ko ye pta hta ha aur wo ISI base pa trading krta ha .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X