Loss recover karnay ke Khushi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover karnay ke Khushi
    Dear fellow's maray khyal may loss recover honay par Jo Khushi Dil ko milthe hay wo kise be cheez par nahee milthe aap logo ka Kia khyal hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover karnay ke Khushi

    Yes broo aik shakhs agr apna loss kawar kr letaa hy mehnat k sath to jo khoshi osy melti hy woh to bass woh khod hw jany ham keya lakein hamin b andaza hy keh ketna khoshi melti hy q keh loss ka wakeyah hamry sth b gozraa hy iss lye khoshi aissi melti hy jess ke ki haad ni
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover karnay ke Khushi

      Je bhot acha lgta hai friend jb ham apna loss control kar lyty hai or es ko profit ma change kar lyty hai to khud ko expert trader samajny lagty hai mgr hamy chahe k zayada over confident na ho or next time zayda careful rahyn kiu K loss har bar recover ni hota
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover karnay ke Khushi

        Dear bilkol forex trading business may jo traders loss ko recover karty hain apni mehnat sy inkay liye bohat khushi ka time hota hai kyu kay wo impossible ko apne hardwork sy acha result developed karty hain tw mehnat ka phal pa kay unki khushii ka koi bhi hisaab nahi hota hir traders ko chahye kay kay khob mehnat karain or apne loss ko recover karni ki koshish karni chahye
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover karnay ke Khushi

          forex trading business may jo traders loss ko recover karty hain apni mehnat sy inkay liye bohat khushi ka time hota hai kyu kay wo impossible ko apne hardwork sy acha result developed karty hain tw mehnat ka phal pa kay unki khushii ka koi bhi hisaab nahi hota hir traders ko chahye kay kay khob mehnat karain or apne loss ko recover karni ki koshish karni chahye
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover karnay ke Khushi

            Dear jab banda ais market mai kaam start karta hai aor ais mai loss kar deta hai to aus time bandy ko ye pata ni hota k ais market mai agar wo ais loss ko mind mai rakh k kaam kary ga to mazeed loss karta jaye ga ais liay ap normal trading start kary aor loss slow slow recover karty jaye aik time aye ga ap ka loss recover ho jaye ga aor ap ais market mai asani se acha profit gain karna start kar dey gay.
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover karnay ke Khushi

              Jihad year aapne bilkul theek kaha hai loss ko recover karne ki bahut hi Khushi Hoti Hai Kyon Ki Maar Peet Mein sabse Mushkil chij loss ko recover karna hi hota hai Jab Apne loss ko recover kar liya Jata Hai To Udit Madhi ho jati hai bahut Khushi mehsoos hoti hai...
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover karnay ke Khushi

                Assalamu alaikum my dear friend and all member Umeed karta hun ke sab khairiyat se Honge hanji Baat bilkul perfect share ki Gayi Hai K A loves recover karne ki koshish Karni chahi Haji loss hona Koi Aam Baat Nahin Hai last Hota Hai lekin sabse best Hua Hai Jhola loss ko recover Karen isliye Hamesha hi kya kar loss ho tortoise recover Jarur karna chahi Taki Hum Ek Kamyab trader Ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recover karnay ke Khushi

                  forex par ham logo ko loss hota ha to ham logo ko is loss ko laiya kar nai beth janya chayia bilka ham logo ko chayia ka ham log is loss ko recover karna ki koshish karya aur is ka liya ham log apni puri sa puri mehnat karya aura ham logo ko demo account par pratice karni chayia aur jab ham logo ka loss recover ho jaya tab hi ham logo ko is ka recover hona ki boht hi zada khushi hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recover karnay ke Khushi

                    Loss recover krnay ki bilkol achey se khoshi hoti ha lazman apni mehnat sy inkay liye bohat khushi ka time hota hai kyu kay wo impossible ko apne hardwork sy acha result developed karty hain tw mehnat ka phal pa kay unki khushii ka koi bhi hisaab nahi hota hir traders ko chahye kay kay khob mehnat karain or apne loss ko recover karni ki koshish karni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recover karnay ke Khushi

                      yess boss asa he jab ap bhot zida loss krty ho bad main ap mhant say ap ka luck acha ho jata ha jo profit milata ha loss k bad os ki ek apni he khushi hoti ha ho forex main maza b ata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recover karnay ke Khushi

                        g han bhai jan aap ki bat bilkul thk hai ham ko chaye k ham pehle apne loss ko cover karen es k bad he ham apna kam karen hum ko chye k ham loss ko cover karen loss ko pehle ham cover ker len ge to ham kamyab ho jaen ge joo trader apne loss ko cover karta hai wo trader kamyab hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recover karnay ke Khushi

                          Es mein koi shak ni g loss recover krny se waqai bht khushi milti ha. Jb loss hota ha tu hm bht preshan ho jaty haen k ab kiya bany ga laikn jb loss recover krny k liye hm struggle krty haen aur hm kamyabi se loss recover kr laity haen tu dil ko bht sakoon milta ha khushi hoti ha k ab mein profit withdraw kra sakoon ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X