Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey
    Dears agr ap smjty hain k trading boht easy a aur me begair mehnat aur experience k is me profit hasil kr loo ga to ye ap ke galtfahmi a trading ik complete process a jis me kamyabi k liey ap ko through proper chanel step by step agy barna o ga aur jhoo jhoo ap ka experience barta gy ga ap is m profit hasil kr skhy gy is liey trading ko proper learn kary aur kisi b shortcut me na pary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai trading ka koe short cut nahi hai balkay agar hum acha profit gain Karna chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha mehnat sy kaam karain tbhi hamain acha profit haasil ho sakta hai Orr hum kaamyaab ho saktay Hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

      Assalamu alaikum my dear friend and all member of Pakistan Forex Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge Aap Ne Ye Baat bilkul theek share ki hai get reading ka koi shortcut formula Nahin ha Kisi Na Kisi Kaam Ka Koi Na Koi shortcut formula hota hai like and trading ke liye Hamein sirf aur sirf mehnat karni padti hai hum mehnat Karke is Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

        gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai trading ka koe short cut nahi hai balkay agar hum acha profit gain Karna chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha mehnat sy kaam karain tbhi hamain acha profit haasil ho sakta hai Orr hum kaamyaab ho saktay Hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

          dear yahi baat to main pehlay bhi apni kuch posts main hamaray friends ko bata chukka hoon k hamaray pass agar kuch bhi nai hay to hamko trading krnay say ruk jana he better hay k jub ham kabhi is kabil ho jatay hain k kuch learn kr chukkay hain to tab hamko is main enter honay say bhi koi nai rok sakta hay aur ham khud bhi is amrkeet maiin achay say acha earn kr saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

            You are right trading shotcut sy ni sekh sakty ham bilky hamy es k lae bhot mehnat karna pary gi agr ham mehnat sy kabraty hai to hamy forex par ni ana chahe because ye ik bhot vast business hai or wo he es ma earn karta hai jo musalsal es ko time dyta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

              G dera bilkul right information ha jis tarha baki business ka shortcuts hoty kamyabi pany ka liya osi tarha is trading ka koo shortcut nahi ha kuka isma hamari mahnat ko dakha jata ha hamai skill ko note kiya jata hamari dillchaspi ko dakha jata
              Agar ham ya sochy ka ham isma shortcut use kar ka achi earning kar lan ga to ya galat baat ha isma ap tab he achi earning kar saky ga jab apka experience acha ho jay ga apko market ka levels ka pta chalna shuru ho jay ga tab he aap isma achi earning kar saky ga thanks
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

                Dear friend trading ka koi shortcut nahi hai proper tarike se is Mein mehnat Karke apni learning karni hai Forex trading business ko sikhana padta hai CK bagair is Mein kaam karna impossible hai profit tab hi Markeet se Hasil kar Sakenge job market ke bare mein aapke paas knowledge hoga...
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

                  Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai trading ka koi shortcut nahi hai proper tarike se learning Kar Ke hi Forex Mein success ho sakte hain Forex trading business ko sikhana padta hai tab he is main kaam kar Sakenge us Waqt Tak profit Nahin Hasil kar sakte jab tak aapke paas market ke bare mein accha experience aur knowledge nahi ban jata...
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ka koi shortcut ni profit k liey mehnat chiey

                    Ji haan bhai jaan aap ne bilkul he theek Kaha trading ka koi shortcut Nahin Hai profit ke liye mehnat chahie Agar Hum mehnat Karenge to hi Hamein profit hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X