Learn from your mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn from your mistake
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caehyh k hum apni mistake say learn karin aur phir trading karin kau k mistake k learning k bad hum jub be jub trade kartay hain to hum ko loss kam hota ha kau k hum ko apni galti ka pata chal jata ha es leyh better ha k mistake say learn kar k he trading karin aur fida hasil karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learn from your mistake

    G han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai lear hamare mistake hai ager ham learn karte waqt koi mistake kerte hain to ham ko bonus kam milta hai ham ko chayre k ham learn hawil karen apne mistake ko improve ker len tab he ham kamyab ho sakte hain hamare mistakes hon ge to hamkabhi kamyab nahi ho dakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Learn from your mistake

      Assalamu alaikum my dear friend and all members of Forex Pakistan Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur acchi trade and kar rahe Honge haan Yeh Baat aapne bilkul perfect share Ki Hai K learn from your mistake Hamein Jab Bhi trading Karni chahiye to learning Karke a bad mai ise trade karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Learn from your mistake

        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum apni mistakes sy he learning karain taa k hamari mistakes bhi theek ho Jain Orr hamari learning bhi mazboot ho Jaye Orr ham kaamyaabi haasil Kar sakain Orr acha profit bhi haasil Kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: Learn from your mistake

          G haan sir you are right learning se pahle aap bilkul bhi earning karna soche kyunki jab tak aap earning nahin karte Hain aur aap experience game nahin karte nahi aap ki practice hi nahi aapke paas skills Hain to aap earning nahin earning nahin kar sakte aur nai trading kar sakte hain kyunki aap ko unke rules ka pata nahin hoga jis se aap ko loss hoga aur aap apna bonus se bhi haath Ho baithenge so learning pahle karni chahi uske bad earning karna chahiy sekhna hi hamra profit hai
          • #6 Collapse

            Re: Learn from your mistake

            g han humesha apni mistakes se sabeq hasil kerna chahye forex ma ager start ma ap ko loss ho jai to preshan na ho bulke apni mistakes ko nazer ma rekhen or ainda wo mistakes dobara na keren apni mistakes se humesha sabeq seekhna chahye forex ma humesha learn kerte rehen kyun ke forex ma learning kabi hetem nhi hoti learning humesha jari rehti ha
            • #7 Collapse

              Re: Learn from your mistake

              Assalamu Alaikum doston Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ki Jyada Se Jyada mehnat Karen Jyada Se Jyada time Forex trading co data ke aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake their friend Hamesha Soch Samajh Kar trade Karen Taki aapko Ek accha profit mil sake Ek accha experience mil sake aur aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil karne ki koshish Karon
              • #8 Collapse

                Re: Learn from your mistake

                Forexx main mistkess hoti rahtii hai bestt traderr woheii hotaa hai jo apni mistkess syy seekhtaa hai jo mistkess ek martbaa ho jaiyy ouss par itni learningg ki jaiyy kyy nextt wo mistke naa huo apni mistke syy seekh seekh kar hei bestt traderr bana jataa hai .
                • #9 Collapse

                  Re: Learn from your mistake

                  Ji aapne theek Kaha Humne apni galti se sikhana chahie Agar koi Galti HO bhi jae to sekhna chahiye aur apni Galti ko dubara nahi karna chahiye Insaan apni galtiyo Se Hi sakta hai Forex 1 risky business hai isliye main Soch Samajh Kar kaam karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Learn from your mistake

                    Forex main mistakes hoti rehti Haan best trader wohi hota ha Jo apni mistakes see seekhta ha un se Jo loss hota ha us se dishard ho ke trading ya forex main kam kerna nai chorta bulke apni mistakes seelearn kerta ha apne loss ko don't trade ker ke kam kerne ki kosish kerta ha aur acha bonus hasil ker ke kamyab trader ban jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Learn from your mistake

                      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai Hamein trading karte waqt bahut Ziada mistake ho jati hai Humne apni galtiyo se sikhana chahie Agar Hum Apni galti se seekh ayenge zyada se zyada learning Karenge gay aur dobara wo Galti repeat Na Karenge tu triding ke dauran Hamari Koi mistake na Hogi Hamein apni galti se Sikha na chahi
                      • #12 Collapse

                        Re: Learn from your mistake

                        forex par ham logo sa boht dsar mistakes ho hati ha mgr ham logo ko chayia ka ham log ik acha trader ki tyra sa forex par apni mistakes sa koi na koi sabak lazmi seekhay aur ham logo sa jo be mistakes ik dafa ho chuki ha ham logo ko chayia ham log is ka reson find kar ka us ko theek karna ki koshish karya aur us ka sath sath ham log apni mistake ko kabhi be repeat nai karya
                        • #13 Collapse

                          Re: Learn from your mistake

                          forex trading maijn aysa nahi hai k hmain loss nahi hota hai or yah bat bhi nahi hai k hum se galtian nahi hoti hai galtian bhi ho jati hain laken apni gattiun ko sodharny k liye apko mahnt karni chahye apni galtiun se he hum trading ko bahtr kar skty hain jis se hum apni trdaing main acha profot eran kar skty hain q k yah hmari apni mahnt hoti hai k hum kitni jaldi kamyb hoty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Learn from your mistake

                            Aslam O Alaikum Dear friend Forex trading me jo bhi succes yafta traders hoge unho ne bhi mistakes ki hogi par unhi mistakes se sekh kar wk agay barhe hoge ku ke phir usy mistake ko dohrana nahj chahye mistakes se seekh kar agay barhna chahye Friends ye baat zehen me rakhlo Forex Trading me ghalti ka matlab khud ka los
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learn from your mistake

                              g bilkul sahi keh rahy hain forex main jab b hume loss hota hai to wo hume humari apni mistakes ki waja se hota hai hum kisi aur ko blame nahi kar sakty hain hume cahhye k apni mistakes ko find karain aur in ko sahi karaain aur apni mistakes se lesson hasil karain tab he hum kamyab ho skaty hain aur kbhi b apni mistakes ko ignore nahi karna chahye is se hum zada loss main chly ja sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X