Trading mein jald bazi krni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein jald bazi krni chahye

    Assalm-o-Alaikum dear friend hamain kbhi bhi trading mein jaldbaazi nahi karni chahiye iss trha ham loss ka shikaar ho jatay Hain Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain taa k hum kaamyaab ho sakain Orr acha profit gain Kar sakain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein jald bazi krni chahye

      nahi bilkul nahi trading ma jald bazi bilkul nhi kerni chahye kyun ke jald bazi se humesha nuksan hi hota ha is liye forex ma humesha soch samej ker trading keren kabi bi jald bazi se kaam na len jald bazi se kiye gai kaam ma humesha loss hota ha humesha fresh mind ke sath trading keren achi tera soch samej ker trading keren ge to ap ka hi benefit ha
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein jald bazi krni chahye

        Aslam O Alaikum Dear Friends Forex trading me kabhi bhi jaldbaazj nahi karni chahye ku ke jald bazi me boht barha los hojata hai isliye sabar se kaam lena chahye or jitna hoske market ae touch hokar sabar se trade kare or jaldbaazi se mistake hoti hen or forex trading me mistake ka matlb nuksan los
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein jald bazi krni chahye

          g bilkul ham logo ko kabhi be forex poar jaldhi nai karni chayia ku ka jab ham log jaldhi karta ha to ham log koi be descision sahi sa nai laiya pata ha aur ham log bgr socha samaj hi trade open kar data ha jis ki waja sa ham logo ko bad ma boht hi zada loss ho sakhta ha is liya ham logo ko bilkul normal rahaya kar hi trading karni chayia tay k sahi trading kar sakya
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein jald bazi krni chahye

            bhai jan forex trading main jald bazi apko hmaisha loss krwati hai es liye aghr tu forex main kamyb hona hai tu jald bazi ki adat ko chorna hoga jis main mumkin hai k ap galtian karengy or jub ap galti karty hain tu apko loss ho jta hai tu bahtr yahi hai k apni trading ko achi trha soch smjh kar tradng kaeen ta k apko loss na ho or ap apni trading ko achi trha mange kar k trading karen
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein jald bazi krni chahye

              trading main jaldbazi bilkul b achi nahi hai hume kbhi b jaldbazi nahi karni chahye kyu k jaldbazi main kiye gay kam hamesha ghalt hoty hain aur is se hum profit se loss main chaly jaty hain aur humara account b wash ho jataa hai hume hamesha trading main sabar k mazahira karna chahye aur aci tara analysis kar k hume trading karni chahaye.
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein jald bazi krni chahye

                Jihad year aapne bilkul theek kaha hai Forex trading karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahiye jaldbazi Karenge Tu Kahi na Kahi mistake ho jayegi aur forex market Main Chhoti Se mistake se loss ho jata hai FIR loss ko recover karna mujhe bhi ho jata hai isliye pehale hi koshish Karon ke Shabar se kaam Le aur Jitna ho sake loss se bache.....
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein jald bazi krni chahye

                  Jee Nahin trading Mai jaldbazi Nahin Karni chahiye jaldbazi Mein Jo Bhi Kaam Kiya Jata Hai wo Kaam kharab hi Hota Hai isliye Hamein chahiye KY Jo b kaam Karen saber Ky Sath Soch Samajh Karen Soch Samajh Ke Jo b kaam keya Jata Hai wo Kaam Sahi he hota hai is Leya hamian Chaya KY jald bazi na Karen.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein jald bazi krni chahye

                    trading me jald bazi karne walo ko hamesha loss hi hota hai so agar ap forex me loss se bach kar rehna chahte hain to ap ko chahiye k ap forex me kabi bi jald bazi mat kare balke sabar se kam lain ta k ap forex me ache se acha profit earn kar sake or apni life ko better bana sake or ek ache or expert trader ban sake.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading mein jald bazi krni chahye

                      Ji nahi bhaijaan aapne bilkul galat Kaha Hamein kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahi Agar Hum jaldbazi Karenge to hamen lose hoga Agar Ham jaldbazi se kaam Lenge to Hamein kabhi bhi kamyabi nahi milegi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X