kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

    bhai jaan aik kamiyab treders bht hi asan hy ager ap dicipline or achy manners ka muzahira kerty hein apny kaam mein to aopko bht hi juld kamiyabi mil jati hy .iss k liy apko thotra sa apny busibbness ko time deny ki zrorat or uss k rules ko learn krein phr unko treding meuin bhi aaply krin dera forex mehnat kerny walloo k sath hmesha sey hy iss liy apko chahiy k iss mein mhnat krein sath sath apny skills ko bhi improve krty rahin to inshALAAH apko zror kamiyabi mily gi or ap bht acha earn bhi krein gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

      Bilkul ji doston Kamyab trader Waqt Ke Saath Saath apni skills ko improve Karta Hai Jyada Se Jyada Mohabbat Karta Hai Aur learning Karta Hai study Karta Hai Is Tarah wo ek accha experience Hasil kar sakta hai aur ek accha trader ban jata hai dear friend Hamesha Jyada Se Jyada time Forex trading co Den Taake aap ek accha experience Hasil kar Saken aur ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake
      • #18 Collapse

        Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

        G han bhai bilkul theek baat ki hai ap ne aik acha or kamyab tarder wo hi hota hai jo mehant or koshish se apni trading skills ko improve kerta hia kyun ke wo achi tarah janta hia ke jab tak us ki trading skills best nahi hon gi wo kamyab nahi ho paye ga ager ap forex se achi earning chahte hain tou is ko zyada se zyada learn karen or achi learning se ap ki tarding skills bhi improve ho jayen gi
        • #19 Collapse

          Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum my dear members forex aik bahut acha business hae is main jo bhe member in hota hae us ke pas koi bhe experience nhe hota hae wo use start main loss bhe hota hae lakin waqt ke sath sath us member ko new chezen sekhene ko milte hain to wo member apni skills ko improve karta hae to he wo aik kamyab trader kehlata hae
          Forex trading Mein acche reading karna ke liye Forex trading ke basics ko samajhna bahut jyada Jaroori hota hai agar Ham basics ko samajh Gaye trading nahin kar denge to acche drilling nahin kar Sakenge aur Hamein trading ghar pe loss hi hoga isliye traders ko chahiye ke pahle trading basics ko achi Tarah Se learn Karen aur uske bad he Forex trading trading start karen
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

            asalam-o-alaikum bhai jaan ap ny bhut achi bat share ki hy ma ap ki bat se agree karty howe ya kehna chahta hun ky forex mein naye any waly members ko phly eska koi bhi experiance nahi hota magr jasy jasy wo mehnat karta hy or apni galtiyun se sabaq seekhta hy to wo with the passage of time apny apko improve karta rehta hy
            • #21 Collapse

              Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

              g han bilkul ik kmyaab treader wakat ka sth apni skill ko improve krna ki hamsha koshesh krta ha or wo pni skll pa boht zada focous krta ha iss kya hmmya boht zad mehnt krna ki ot apni skill ko polish krna ki bohat zad zerort ha taky hmm forex ma kamyaab ho jaya hmmya apni skill ko be bohta zada time dana ki zerirat ha takya hmm kamaab ho jaya
              • #22 Collapse

                Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

                acha trader wohi hota hai to apne skills ko improve karta rehta hai so agar hum bi apne skills ko improve kare gey to hum bi bohat achi earning kar sakte hain or forex me bohat achi tarah se kam kar sakte hain or bohat achi tarah se trading kar k bohat acha profit bi earn kar sakte hain so hum sub ko chahiye k hum forex me dil laga kar kam kare.
                • #23 Collapse

                  Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

                  Gee haan kamyab trader her cheez ko note kerta her ghalti ko note kerta hai her kaam soch samajh ker kaam kerta hai iss lye hi tou woh kamyab trader hota hai aur jaisay jaisay unn ka waqt forex mein guzarta jata hai unn ki trading mein nikhar ata jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: kamyab trader waqt ke sath sath apni skills improve karta hae

                    Forex trading ma hum skill kisy kehty ha ye to mujy nahi maloom baher hal agar hum apni trading ko behter bnanay k leye mehnat our seekny oer tawwajo dy to per forex sa hum bi profit ly sakty ha lakin agar nahi to per hum bi loss ko hi dekengy thanks

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X