*Accept failure as a step towards victory*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ham ko failure ko itna serious nahi laina chaheye aur forex ko nahi chorna chaheye balky ham ko failure ko as a step towards victory laina chaheye kyu k insan apni ghaltiyon sy he seekhta hai aur next time jab trading karey to purani mistakes sy avoid karna chaheye taky zayada sy zayada profit kam saken.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Nakami he kamayabi ki pehli seehri hoti hai yeh mien ney kafi dafa parha hai or yeh bilkul true bhi hota hai isliye forex trading mien beginners ko jaisey start start mien loss ho bhi jata hai to to ziada pareshan honey ya biased honey ki zarorat nahi hoti hai sabir karien.
      • #33 Collapse

        jaab insan kisi bhi kaam mai loss karta hay ya mistak karta hay to is ka matlaab ye nahi hoota hay k wo ye kaam kar nahi sakta hay bak ke ye kaam aur mistakes se hi woo agay barta hay aur phir usi kaam mai wo kamyaab hoota hay
        • #34 Collapse

          theek kaha kay agar haar he nahi daikhi to jeet ka maza kya hai to pehlay is kaam main khoob harain then aap ko jeeet chahy choti he kyun na ho mazza aay ga us main bhi.
          • #35 Collapse

            forex trading me failure ko accept karna hi acha hay or failure ki waja se jo hamy loss ho jata hay us me learning karny se hi ham successful ho sakty hey
            • #36 Collapse

              Forex is a business in which we can not succeed unless the damage is because we have the experience which makes our success so I agree your Question laikin aik such yeh bhi hai kay hum others kay experience say bhi faida hasil kar saktay hain forex jaisay business main others kay experience sy faida uthanay main bhalai hai
              • #37 Collapse

                yes abosolutely agreed, what you loose one day forget it on second day because on second day you have new opportunity to earn more and more, profit or loss is the part of business, we should always optimistic for the best, because the best profit is not taken yet, you have to chance to do your best
                • #38 Collapse

                  Yes if we want to be a good trader then we have to work with patients and very carefully so try to work hard and do with after that we can be a good trader and can get profit
                  • #39 Collapse

                    hamain apni mistaks ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur market main enter hony k liye hard work karni ho gi aur demo main practice kar k hi hum sucess ho saky gay aur is say hamain faida ho skay ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #40 Collapse

                      Profit aur loss is business key parts hain aur profit key sath sath failure ko bhi accept krna chaheye aur loss sey disappoint nahi hona chaheye. Every loss hum ko aik lesson deta hy aur agar hum loss sey seekhna shuroo kr dain to hamari trading behtar ho sakti hy aur hum tezi sey victory ki janib move kr saktey hain aur big profit earn kr saktey hain.
                      • #41 Collapse

                        foerx trading mai agar ham ko kabhi loss ho jaey to ham ko dil bardashta nahi hona chahiye aur ham ko apni us mistake py ghor karna chahiye jis ki waja sy loss hua ho. agar ham aisa kare gy to next time trading mai loss sy bach jaey gy.
                        • #42 Collapse

                          forex trading mai loss ke wajha say dis-heart nai hona chaiye hai . ager trading kay start mai loss ho b raha ho tu phir iss mai say positive ho kar apni mistakes search karne chaiye hain aur try karin ke aik dafa jo mistake ho woh trading kay doran dobara repeat na ho tu iss say future trading bohot achi ho jiye ge.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            jo bhe trader apni mistakes say siekhta hai wohi forex main aik to learning ache kerta hai koin k aik acha trader apna he khud ka aik acha teacher hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X