*Accept failure as a step towards victory*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hello dear you are saying right my dear i agree to you we must need to accept our failure my dear and then we can get victory my dear because if we accept our failure so we never repeat our mistake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      agr humse trading krte waqt koi ghalti hojati hai tw humein loss tw hota hai lekin agr hum is loss ki waja ko ghor se review krn tw hum us ghalti ko ainda krne se bach skte hain g han g.
      • #18 Collapse

        agar hum sy is bussnes ma koi galti ho jati ha to hum ko loss to hota ha par hum ko sabar s is ko lana chaye kyou ka ya galti hum sy phar na ho
        • #19 Collapse

          I have studied in a Forex education book that learn to love your losses because losses are the best teachers. No one give you such lesson which lesson you learnt from your losses. Losses are the best helper regarding your success. Even the most expert traders have learnt from losses not from their profits.
          A person who never made a mistake never tried anything new.
          • #20 Collapse

            assalamu alaikum Dera baat yeh haiN k mujhy iss faield maiN aye huwe zayda dear nahi hOi because maiN 4 months seh trading SEEKH RAHA HoO or mere khayll seh maiN jald kamyab hOugah thnx
            • #21 Collapse

              G han dosto mere khayal me to ap ne bhut acha sawal kiya hai mere khayal me to Forex may loss aur failure bohat ayam bat hay is may wo kamyab hay jo sabar say kam lay sabar kay baghar app is may kamyab nahi ho saktay sabar say app boaht kuch hasal kar saktay han
              • #22 Collapse

                dear hamen chahiye k ham forex k buisness mien hamesha he mehnat k sath kam karen aur phir he humen ek acha trend mil sake ga is buisness k zariye se aur ham kamyab ho saken gay aur is liye mei kahna chahta hun k ye hamare liye best buisness hai
                • #23 Collapse

                  baat bilkul theek hai aap ki. iss mein ye hai kay kuch log accept jaldi karty hain or kuch log dair say jo jaldi karty hain wo faiday mein rehty hain. maine bhi start mein bohot loss kiye hai per ab inn sha allah recover karonga
                  • #24 Collapse

                    G han my dear friends forex trading market main agar app ko thori bohat failure hoti ha to app ko dil nai chorna chahiye. balke app ko chahiye ke app try and again try karin. bohat jald app kamyab ho jain ge.
                    • #25 Collapse

                      forex trading man koye b aisa trader nahin ha jo k ye bat kah saky k us nay trading main loss nahin kia sab ny kisi na kisi trhan say loss zaror kia ha ye market ko seekhny ki aik basic requirement ha is k bghair ap ko market ki value ka nahin pata lag sakta i s liye loss main seekhna chaye or next time is say faida uthana chaye na k ap loss ki vja say unconfidant ho kar baith jayein k ap market main kam nahin kar sakty aisa kuch nahin ha ap ki hmat k sath kam karna chaye market bhi un logoun ka he sath dyti ha jo is main himat k sath kam karty han
                      • #26 Collapse

                        jab bhi victry k rastay mein failure aye to hamain us ko aik niya chellenge samjh kar lena chayye magar mqsad hamara victory hi hona chahye
                        • #27 Collapse

                          Failure is the first step towards realising the goals and configuring seting to achieve those goals. But many traders get disturbed and feel stress. They should recognize it as an opportunity to get away from big losses.
                          • #28 Collapse

                            g han bhai main apki baat say agree karta hun k failure hmari life main success k liye aata hay humain apny failure say seekhna chahye takky hum again mistake na karian or is main loss say bach sakeen
                            • #29 Collapse

                              g bilkul g main ap ki bat sy agree karta hun is lia main smjta hun ky hm ko kamyabi ki traf jany ky lia hm ko agar koi lose ho jay to ko is ko bardasht karna chatyia jo ky hmary lia thk hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                humein apna loss cover bhi karna chahiye aur humein apni nakami mein mayos nahi hona chahiye,himmat karni chahiye koshish karte rehna chahiye,loss humein batata hai kye ghalti dobara nahi karni,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X