Pakistani Economy pr Fundamental Effects

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistani Economy pr Fundamental Effects
    Assalamoalikum Friends! Jesa k ap janty hen k Har mulk ki Currency pr uske Fundamental Affairs boht jyada effects dalty hen. Ab apke samny Pakistani economy and PKR pr parny waly effects hen. PKR dollar k mukably me weak ho gya hai or stock market me b sahdeed mandi chal rahi hai. is lye hmen kisi b Currency pair pr Trading krne se pehly usky Fundamental Affairs ka Analysis Jaror kr lena chahye q k ye uski market pr Big Effects dalty hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

    mein chahiye ke hum Apna knowledge aur experience improve Karen Yeh bahut hi Jaroori Hai is business ko sikhane is business ko Aapke He se bhi seekh sakte hain YouTube se bhi aap isko seekh sakte hain aur kisi senior se bhi aap isko seekh sakte hain aur Jyada Se Jyada time Dekh Kar is business mein aap experience Hasil kar sakte hain experience apko tabhi Hoga Jab aap is business ko time Denge time Denge Apna Kaam Karenge to tabhi aapko is business mein experience Hasil hoga
    • #3 Collapse

      Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

      Hame fundamental analysis Karni Chahiye ya bahut hi jaruri hai demo account par Hamein Jyada Se Jyada practice karni chahiye demo account par practice karke hi Hum Apne bonus ko safe Rakh sakte hain wah Is Tarah Se Keh Agar Hame trading Karni Aaegi to Hamein profit Hoga aur Agar Hamein profit Vadhu is se Hamara account safe rahega aur Hamein profit bhi Hogi
      • #4 Collapse

        Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

        effect tu hota hai pakistan ki economic bohat weak hai is ka asar tu hota hai doller jub b power me jata hai tu hamri currency ko or weak kar jata hai humari government ko chahiye ke koi aisi policy banai jaye jis se hamri economics ko faida ho or hamri currency b power me aye.
        • #5 Collapse

          Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

          hamy expert ban ky forex mai kam karna chaehy pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai fundamenal analysis ke bohat ahmeyat hain hamy is ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain forex pakistan ke economy ko mazbot bana sakta hain
          • #6 Collapse

            Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

            forex jasa koi or business nahi hain hum is mai kam karty hain to hamy mahnet sy kam karna chahey forex pakistan ke economy ko mazbot bana sakta hain hamy is mai analysis ko use kar ky market mai high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha munafa kama saky gy
            • #7 Collapse

              Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

              forex ke business mein pakistani economy par fundamental effects hoty hein forex aik international karobar hony ki waja se puri dunia ki economy ka asar forex ki trading market pe hota he forex aik useful karobar he jo hum tarders ki zroriat ko pura karta he or unko trading market ki knowledge be provide karta he jis se wo expert ho kar trading market mein enter hoty hein or profit gain karty hein
              • #8 Collapse

                Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

                G bilkul fundamental affairs k bary mein es liye janana zruri ha k us se hamaen currancy ki value ka andaza ho jata ha k next currancy kis taraf movement kre ge. Aur Jo Pakistani rupees pe effect perhta ha wo effect hamari fundamental affairs ki waja se hi perhta ha. Aur itna ziada effect perhta ha k itni umeed ni thi.
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

                  g haan bhai jaan ap ki wo bat tu thek hai likn pakistan economy par -Fundamental tu hota hai likn hamein chahye haikee ham as main hard work kare q k ham as main ztyada tar as main hard working se hi hote hai as liy hamein as main hard working karte rihna chaye hai ta kee ham as main jald kamyab ho jay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistani Economy pr Fundamental Effects

                    Pakistan ki jo economy hai is time bahut hi jyada kamjor ho chuki hai uski sabse badi badi hai ki hamare mulk mein bahut jyada mahangi ho chuki hai hamare Allah ki currency bahut jyada ho chuki hai aapko dekh lenge dollar 160 ka ho chuka hai to isliye hamare mulk mein aajkal Jo news a rahi hai vah bhi theek nahin hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X