forex main trading k lye kese planning ki jai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main trading k lye kese planning ki jai?
    dear friend umeed hai ap sub khiar khariyat se hon ge mera ap doston se ye sawal hai k forex trading jrte hoi kese plan kia jai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

    Dear Agar hum koshish kren to planning to Kia hum ache kamyabi bhi Hasil kr sakty hain is liye jab bhi trading kren to koshish kren ky us se pehle markeet ki history ko ache tareeky se study kren aur us ko ache tareeky se analyze krny KY baad koi strong strategy bnaen aur phir usi ko follow krty hwe apna stop loss aur take profit set kren aur sabs e last men apni trade ko open kren jab ap ko koi acha entry point mil Jae isiko hum planning khty hain.
    • #3 Collapse

      Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

      Dear friends forex mein trading k liye hamesha achi planning ki zarurat hoti hai or jab ap free hon to advance mein achi planning kar liya karen ta kay achanak se phir koi kam na karna paray, weekend pe ap kay pas kafi time hota hai or ap achi tarha se pre planning kar kay apni trading ko or ziada acha Bana saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

        forex me trading karne ki planning kaise ki jaye sub se pahle tu hume ya daikhna hai ke hum bilkul new hai is business me tu hume pahle learning karni hai plan aisa ho ke hum zaida se zaida knowledge hasil kare is business ka us ke bad demo account me practice karna hai jitani achi hamari practice ho gi humri trading achi ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

          Forex trading work karti hi planning pe hai agar hum planning ke without trading karte hain to hum kabhi bhi trading mein achi postion nahi haasil kar paate hain to iss liye hum logo ko chaye order lagane se trdaing ki proper planning ko setup karke then hi hum koi trading ka order lagayen jis se humari trade profit ki taraf jaye na ke loss mein.
          • #6 Collapse

            Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

            forex me trading k liye planning karne k liye ap ko chahiye k ap sub se pehle forex ko achi tarah se learn kare or khoob mehnat kare ta k ap forex ko achi tarah se samaj sake or phir ap ko chahiye k ap forex me kam karna start kare or is tarah se ap forex me achi planning k sath kam kar sake gey ku k har trader apne mind se hi planning karta hai or planning karne k liye ap k pas forex ka knowledge hona bohat hi zaruri hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

              Bhai jaan aap ko is mein planning karke hi is mein kam karte rahna chahiye aur is mein humko chahiye k hum is mein ache se kam kar k hi is mein planning k begaye ris mein earning nahi kar sakte hain ab bonus aane wala hai aur is mein humko chahye k hum is mein trade lagane se pehle is mein kam karte rahna chahye au ri sein humko chahye k hum is mein trading karne se pehle is mein planning karke hi trade kare
              • #8 Collapse

                Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

                Forex main trading ke liay koshish kren ky us se pehle markeet ki history ko ache tareeky se study kren aur us ko ache tareeky se analyze krny KY baad koi strong strategy bnaen aur phir usi ko follow krty hwe apna stop loss aur take profit set krain is se hi acha profit hasil ho sakta ha trading ke liay planning se hum achi trade ker sakte han is main humain loss nai hota hamari achi stratigy long term profit Deti ha
                • #9 Collapse

                  Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

                  Forex Mein trading ke liye Hamein planning Karni chahiye trading karne se pahle aap Lene Kis Tarah Se Karen ke aaram se aap bat Jaayen aur Market ko open Karen aur Market Ko Dekhe market ko analyse Kare uske baad aap apne balance par bhi Nazar rakhen Ke apka balance kitna hai Jaise hi market Koi Ishara De aap take profit aur stop loss ke sath trade Laga De
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

                    Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay....
                    Jitni power learning main hai utni kesi or kaam main nahin hai q k jaba hum as mien theek say learning karty hain to hum as mien as qabil ho jaty hian k as mien hum achi earning kar sakty hain q k hamari earning ka direct to direct relation hamari learning sy hai as lyi hum ko as main her mumin try kar k as ko learn karna hota hai or hum ko apna as mien fully interest show karna hota hai
                    as tarah hum success hasil ker sakty hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

                      Hamein bahut hi Soch Samajh Ke apna kaam karna chahiye is business mein agar Hum Kamyab Hona Chahte Hain Umeed rakhni chahiye Hame achche ki achha Humne Socha Na chahi Ta ke accha Hi Ho Pardes Mein trading ke liye Hamein planning Benali chahi planning Ka Hona bahut hi jaruri hai aur yeah planning Hamari acchi Si honi chahie Taake Hamein is planning Ka fayda Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

                        Koi bhi business ho ya koi bhi kam ho aap ko chahiay k pre planning kary us k bad us kam ko start kary like Forex ko start karny say pehly aap ko chhaiay ka is ka bary me aap ko knowledge hona chahaiy us kam ko karny k liay learning karni chahiay ta kay aap ko is kam ko karny me maza bhi aay or aap attract bhi ho is kam say.
                        :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main trading k lye kese planning ki jai?

                          umeed karta hon sab theek thaak hon ga forex members drasal baat ya hy mara aiziz dosto hamy aik ache trha souch samjh best paln bna kar kaam karin ga to hamy acha bouns our ache kanmyabi milay gihamy kbhe bhe nkasaan ni uthna par ga hamy jo bhe paln bnay bho souch saamjh karin Q ka ya pak forex hy ya aik real business hy yahan koi bhe chouti se ghalti maaf ni ho sagti

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X