Umeed pa dunya qayaam ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Umeed pa dunya qayaam ha

    Ji haan bilkul aapne thik kaha hai umeed pe Duniya qayaam hai agar Hamari Umeed acchi hongi Tu kaam bhi achha Hoga isliye Tumne Chahe Ke Hum Apni Umeedon ko achha Rakhe aur mahnat Karan to Inshallah zaroor kamyabi Hasil Hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Umeed pa dunya qayaam ha

      Haan bhai belkol theek kaha apny doneyaan omedon pyy he kaim hy ham jo b kam krty hain hamin umeed hoti hy keh ham kameyaab hon gy ossi umeed ko sath ly k chalty hain or sochty hain hamin oroon par ni to khod par to bharosa chaheye jo keh umeed kehlata hy umeed sy he tamam kam key jaty hain
      • #18 Collapse

        Re: Umeed pa dunya qayaam ha

        g ham logo ko chahye ka ham log is ma zaida mehnaat kara aur is ma umeed ka saath hardwork kara ta ka ham logo ko is ka bara ma knowledge ho aur is ma ham logo ko apna pa par umeed honi chahaye ta ka ham log is ma kamayaab ho sakha aur is ma ham log achi earning kar sakha
        • #19 Collapse

          Re: Umeed pa dunya qayaam ha

          ji haan sir aapne Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamein isme bahut bada nuksan hota hai to Hame Umeed bilkul bhi nahin Harni chahi Agar Hum is main kamyabi se trading Karke achha profit Hasil karna chahte hain to Hamein mehnat karte rehna Hoga thanks
          • #20 Collapse

            Re: Umeed pa dunya qayaam ha

            g han mara aziz dosto aap sab theek kh rhy hain kh har kise ko umeed hoti hy hay kh ham na etni mehant ke hamy etna bouns milay ga our acha bouns mila ga par mara azia dasto ya aik asa business hy hamy souch samjh kar mehnt karni chaeya tb tb hamy umeed lagany ke zarort ni ho gi comfirm hoo ga
            • #21 Collapse

              Re: Umeed pa dunya qayaam ha

              g bilkul ham logo ko hamesha umeed ka sath hi forex par enter hona chayia ku ka jab ham log kisi kam ki hope hoti ha to ham log is kam ko pura karna ka liya dil sa mehnat karta ha is liya ham logo ko koshish karni chayia ka ham log har ik din ma forex par new hope ka sath hi enter ho aur ham logo ko loss wagra hona par be naumeed nai hona chayia
              • #22 Collapse

                Re: Umeed pa dunya qayaam ha

                beshak umeed par he duniya qaim hai laken umeed hona bhi zarori hai es liye aghr tu hmain kamyb hona hai tu achi umeed ks ath trading main kam krna cahhye jub hum apny kam main susti kar jaty hain tu hmain tab he nakami ka samna kar parh jta hai or hum apni trading main loss ko tab he face karty hain ayse jub hmara kam he down ho jata hai tu hum kamyb kesy ho skty hain
                • #23 Collapse

                  Re: Umeed pa dunya qayaam ha

                  JE HAN DEAR aap achi mehnat karain full try karain mehnat karnay ki jab aap khud sey try karo gay aap ko lazman success milay gi hardworking ki ho plan pe work ho tabhi aik achi hope bhi lagai jaati hay aur achi hope aap ko lazman LAGANI CHAHYE THANKYOU DEAR LIKE
                  • #24 Collapse

                    Re: Umeed pa dunya qayaam ha

                    G han sir umeed pr hi duniya qaim hai yani agr hmen apni kisi mistake ki wja se loss ho gya hai to hmen mayoos nai hona chahye. bl ky umeed rakhni chahey k hm next time me wo loss cover kr len gy. yehi hopes hm me motivation paida kr daiti hen jis se hmari successes ka safr jari rah sakta hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Umeed pa dunya qayaam ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: khansb606 پيغام ديکھيے
                      Dear member ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna umeed pa lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum lot of hard work ka sath kaam kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or ager hum ko umeed hotee ha to per hum ak successful trader ban saktaa ha warna hum ko loss he hotaa ha es leya umeed sa hard work karoo to per hum ko achi earning hoge..........
                      Assalamu Alaikum ji bhaijaan ummid per Duniya Kayam Hai yah Baat to bilkul theek hai lekin Agar Ham Kisi chij Ko Apne man mein Rakhe Hori Forex trading Mein kam Karenge to kabhi bhi Jindagi Bhar kam Karte Rahen to profit Hasil Nahin Hoga Hamen ummid per Nahin balki Apne knowledge or experience par kaam karna chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Umeed pa dunya qayaam ha

                        loan or forex main loan ke paise lagana bhi bohat risky hai ager loss ho gaya to ap kaha se loan pay karoge main to yehi advise karonga apko ke ap forum par kaam kar ke bhi bonus bana sakte ho trading ke lye bank se loan lena itna asaan nahin hai bhai apne shayad kabhi lya nahin hai loan or forex main loan ke paise kartay say hasil kartay hain us ko profile main diya hoay account number mainhe add karna hota ha or ya real account mainadd nhe ho sakta or na or kisi account main transfar ho sakta ha
                        :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X