Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?
    Dear brother forex trading men loss tu hota rahta hey aur loss business ka hissa hota hey iss liay loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin kam kar saktay hen aur agar musalsal loss hota hey tu acha experience hasil karen aur phir mehnat ko ziyada karen kiun k mehnat hi loss ko profit men badal sakti hey iss liay loss ki waja se himat nhi harni chahiay balkay mehnat jari rakhni chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

    Gee ap ki baat sey agree krta ho. Forex business mai jo bhe hard work hai tou wo forex market mai loss ko recover tou krta hai likan es key sath wo market mai Professional trader bhe banta hai. Es ka profit bhe daily key daily zada hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hay nai Bhai mehnaat loss ko profit main nai badalti balky mehnaat loss hony say bachati hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

        G bilkul agar hum trading main bar bar loss Kar dete Hain tou humain chaiay k hum apni mehnat ko mazid barhain aur Jo bar bar loss ki wajha hay usay janne ki kosish Kare tab hi hum kamiab ho sakte Hain aur aik ache trader ban sakte Hain jab tab hum hard work nai karte hum ye nai samjh pate k hum is business main kese kamiab hasil Kare aur acha profit hasil kare
        • #5 Collapse

          Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

          Ji haan sab bilkul Agar Apke Pas knowledge or experience bahut jyada hai to aap apne losco profit Mein tabdeel kar sakte ho Kyunki aapke paas Itna Jyada knowledge or experience Hoga aap market court nahi achi tarike se analyses Karke Apne dost ko recover Karke Phir Se Achha profit Kama sakte ho
          • #6 Collapse

            Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein ziyada se ziyada mehnat karni chahiye our fotrex main hum jitni ziyada mehnat karte hain forex se hum utni achi earning hasil karte hain our forex trading main agar hamein loss bhi ho jata hai to us ko recover bhi kiya ja sakta hai jis k liye mehnat bahut zarori hai our trading main apne loss ko recover karne k liye lot size ko kam rakhna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

              Bilkul Jyada mehnat aapke los co profit Mein Badal Deti Hai Lekin aap ko mahnat Sahi Simat Mein Karni Hoti Hai. For example agar aapne Lahore jana hai lekin aap Woh struggle Karachi jane wali bus par Karte Rahe to aap kabhi bhi Lahore Nahin pahuchenge. Aapko Usi Simat ma mehnat Karni Hogi jo aap karna chahte hain aap trading sikhna Chahte Hain Tu Iske rules seeken is ki galtiyan ko Samjho risk management ko Samjho aur FIR use par Amal Karen Agar aise hi Sara Din platform par baithe Rahenge to Fir is mehnat Ka Bhi Koi fayda Nahi.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                G Han dear aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai is men kamyabi hasil krny k liye humen mehnat ki zarurat hoti hai agar Hum Forex men mehnat kr Lyn to hum ache kamyabi hasil kr saken ge aur aik kamyab trader bn saken ge is liye humen chaheye KY forex ko proper time dyn is ko samajh kr he apni trade open kren aur mehnat kr KY apni trade ko kamyabi ki traf ly kr jany ki koshish kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                  G han bilkul dear friend AP nay aik bohut he achi baat ki hai pak forex main kamyaabi hasill karnay Kay liye mehnatt Kay sath sath experience or knowledge ka hona b bohut zyada zrori hai tab he AP apnay loss ko profit main badalnay main kamyaabi hasill kar saktay han or profit b has I'll kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                    Mehnat se insan ne namumkin ko mumkin bana diya hai our forex main bhi agar ap ko loss ho jai to ap ne preshan nhi hona mehnat karni hai insha Allah loss k bad ap ko profit zror ho gi ap ka expirence bhi barh jai ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                      g forex main agar hum zada mehnat karen gay to hamari earning bhi usi hisaab say ho gi. jitni zada earning ho gi hamary liay utna hi zada behtr ho ga so hamain focus karty rehna chahye aor loss nahi hony dena chahye. mehnat say wasy bhi kuch bhi hasil kia ja sakta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                        g bilkul agr ham log forex par boht hi zada mehnat karta ha aur ham log is par apna mind aur dil dono ka sath mil kar trading karta ha to ham log is par apna loss ko profit ma convert kar sakhta ha mgr ham logo ko is ka liya zada mehnat laghti ha jis ki waja sa boht kam hi trader aisa karta ha aur is ka sath sath ham logo ko koshish karni chayia ka ham log loss sa bacha
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brother forex trading men loss tu hota rahta hey aur loss business ka hissa hota hey iss liay loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin kam kar saktay hen aur agar musalsal loss hota hey tu acha experience hasil karen aur phir mehnat ko ziyada karen kiun k mehnat hi loss ko profit men badal sakti hey iss liay loss ki waja se himat nhi harni chahiay balkay mehnat jari rakhni chahiay
                          Assalamu alaikum bhai jaan Yeh baat toh bilkul thik hai ki agar Hum Forex trading Mein hardworking se kaam karte hain aur Market ko understand karne ke liye Jyada Se Jyada time Dete Hain aur hardworking ke sath market canalised Karte Hain To Yar humare loss ko bhi profit may change kar sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                            Jee bilkul Jyada minute Forex Mein loss ko profit Mein Badal Deti Hai Kyon Nahi Badal deti Hamesha hi Ke Hum mehnat karen Agar Hum mehnat karen to Ham Apne nuksan Ko recover kar sakte hain Yaha Sab Kuchh Hamari mehnat par hi hai ki Hum Kis had Tak mehnat karte hain Meena Se Sab Kuch possible hai bas aap apne aap ko mahanati Banaye is business Mein wahi Kamyab hai jo keyman Aati Hai Kyunki yah Business mehnat bahut mangta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya ziyada mehnat forex trading men loss ko profit men badal deti hey?

                              Jee bilkul zyada mehnat nuksaan ko profit Mein Badal Deti Hai hamein chahiye ke Ham technical analysis Karen Ja karna bahut hi Jaruri Hota Hai Jab Bhi aap trade lagayein Tu Soch Samajh Ke Lagaye market ko analyse Karke Lagane Hum Apne nuksan Ko recover kar sakte hain aur woh is Surat Mein possible Hai Jab Hum Apni mistake se sikhe apne mistakes ko repeat Na Kare Jab Hum Apni mistakes Ko sikhenge To Ham next time Jyada profit Hasil kar sakte hain aur Is Tarah Se Hum Apna nuksan recover kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X