Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?
    hum forex main real ya demo account main trade sy phelay do tarha k analysis zeada tar kerty hain us main aik to humery technical hoty hain jo k hum chart reading say kerty hain jes main hum meta trader 4 k indicator ko use ker k ker raha hoty hain our dosra us main news k opre analysis ker k jo trade ki jati hai us ko fundamental kehty hain to kia point of view app log rakhty hain k kon say best hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

    Gee my dear friend aap ka sawal bahoot acha hay ky Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported hay Mary Bhai bonoo analysis oor balky market ka analysis kerna zaroori hota hay jiss say aap aasani say kamyab ho sakhain hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

      Jaha Tak mujhe lagta hay humain cahaiy k humain daily base par technical aur fundamental analysis kare kiu k jab Tak hum technical analysis nai karte hum chart ko ache se read nai Kar pate aur fundamental analysis karne k bad ap ko ye pata chalta hay k market main Kon se news Hy aur wo news market par Kya effect Kar sakti hay is liay humain daily base par technical aur fundamental analysis karne chaiay
      • #4 Collapse

        Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

        Forex market mai techanical analysis aur fundamentakl donon analysis bohat zada important hai. Forex market mai jo en dono anaklysis ki madad sey trade krta hai tou wo forex market mai success bhe hasil krta hai tou wo market mai easily professional trader bhe ban sakta haui.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

          Dear forex trading men kamyabi hasil krny KY liye hum chahe fundamental analysis kren ya technical hum dono se he ache kamyabi hasil kr sakty hain bs humen analysis KY saath saath mehnat bhi krni parti Hai us ky baad he hum apni kamyabi ko asaani se mumkin bna sakty hain aur aik kamyab aur professional trader Ban sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

            Forex trading me jab tak hum log analysis nahi karte to hamen koi bhi trade open nahi kerni chahiye agar hum fundamental analysis kerna chahte he to us k liye hamen economic calendar ki zaroorat hogi or usko dekhna hoga kio k us me aane wali News ka schedule hota he or dosra hota he technical analysis jo k hum chart per lage huwe indicators k zariye karte he to hamen in analysis ko dekhte huwe trading kerni chahiye or market ko analysis kerna agar nahi aata to usko learn kerna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
              hum forex main real ya demo account main trade sy phelay do tarha k analysis zeada tar kerty hain us main aik to humery technical hoty hain jo k hum chart reading say kerty hain jes main hum meta trader 4 k indicator ko use ker k ker raha hoty hain our dosra us main news k opre analysis ker k jo trade ki jati hai us ko fundamental kehty hain to kia point of view app log rakhty hain k kon say best hoty hain
              Assam Alaikum Forex trading Ek bahut hi critical business hai isme fundamental aur technical analysis hi bahut jyada importance rehte hain lekin ek new member ko fundamental analysis karne mein bahut jyada Mushkil hoti hai isliye use chahiye keva technical analyser se apni tradeco open Karle kyunke technical analysis bahut easy ho Jate Hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

                Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay.....
                yes sir hum ko as mien aa ker her bar analysis karna hota hai or jetni power learning main hai utni kesi or kaam main nahin hai q k jab hum as mien theek say learning karty hain to hum as mien as qabil ho jaty hian k as mien hum achi earning kar sakty hain
                q k hamari earning ka direct to direct relation hamari learning sy hai as lyi hum ko as main her mumin try kar k as ko learn karna hota hai or hum ko apna as mien fully interest show karna hota hai or hum ko as mien aa ker her bar hum ko earning mil sakti hai or hamain her bar as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

                  hamein chahiye ke Ham technical analysis Karen ya karna bahut hi Zaroori Hota Hai Jab Bhi aap trade lagae Tu Soch Samajh Ke Lagaye market ko analyse Karke Lagane Hum Apne nuksan Ko recover kar sakte hain aur woh is Surat Mein possible Hai Jab Hum Apni mistake se sikhe apne mistakes ko repeat Na Kare Jab Hum Apne mistakes Ko sikhenge To Ham next time Jyada profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

                    Ji Mere Khayal Se is business Mein technical aur fundamental Dono hi important hai Dono tariko Se Hi Hamein analyse karna chahi market ko analyse acchi Tarah Se Karke Hamen pe Lagani chahi ISI Mein Hamara fayda Hai market ko analyse kiye bagair kabhi bhi trade na lagayein agar aap lagayenge to is se Aap Ko nuksan Hoga is wajah se is se Bach k rahein
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main technical ya fundamental kon say analysis imported haim?

                      forex me technical or fundamental dono analysis bohat zaruri hote hain so ap ko chahiye k ap in dono se faida uthay or in dono ka use kar k trading kare ta k ap achi tarah se trading kar sake or profit earn kar sake lakin is k liye ap ko mehnat karni pare gi or ap ko daily forex me learning karni pare gi or sath me daily demo account me practice karni pare gi ta k ap market ko achi tarah se analysis kar sako.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X