forex me english or urdu ki hamiyat ?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me english or urdu ki hamiyat ?????
    forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay or forex news ko read karna b ata ho to app successful ho sakty hey.or urdu to mashallah sab hi ko ati hai forex me likhna b or parhna b almost ,app kya suchte hain plzz apni apni raay dein .thank u all .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

    Dear jab ap ne ais market mai fundamental par kaam karna ho to ap ko english aani chaye kun k ais market mai ap ne dekha hai k ais market mai ap ko news study karni parti hai aor aus k baad diffrent sites par ap ko analysis study karny party hai wo sab english mai hoty hai agar ap ko english achi aati hai to ap ais market mai achy se cheazo ko under stand kar lety hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

      Dear English sbko nahi ati kuch members janty hein lekin thori boht ani chahiye tah k read krna asan ho jaye lekin news ki base pe fundamental analysis krna mushkil hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

        ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai ke Agar Hum Urdu mein likhte Hain ToHame bhi Dhyan Rakhna chahiye ke Koi English ka Lakshya Na Aaye
        • #5 Collapse

          Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

          koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay or forex news ko read karna b ata ho to app successful ho sakty hey.or urdu to mashallah sab hi ko ati hai forex me likhna b or parhna b almost ,app kya suchte hain plzz apni apni raay dein kaam karna ho to ap ko english aani chaye kun k ais market mai ap ne dekha hai k ais market mai ap ko news study karni parti hai aor aus k baad diffrent sites par ap ko analysis study karny party hai wo sab english mai hoty hai agar ap ko english achi aati hai to ap ais market mai achy se cheazo
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

            G haan dost forex trading k liye Urdu or English ka hona zaroori he kio k hum log comments to Urdu me ker lete he lekin agar hamen koi website se learning haasil kerni he ya aane wali News ko read kerna he to us k liye basic English ka hona buht hi zaroori he.
            • #7 Collapse

              Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

              forex mai english mai kam nahi kiya jata forex mai hum urdu mai kam karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
              • #8 Collapse

                Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari sawal hai forex main hamein English main posting nai kerni chy hamein urdu main kerni chy q k iska yeh faida hai keh yaha pe har banda hamari post read ker sakta hai chay wo parha likha ho yaa na ho jis ki waja say hamein bhut thanx milty hain...............
                • #9 Collapse

                  Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

                  G ha dear agr ap forex p kam krna chaty hn or es plate form p kmyaab hona chaaty hn to enhlish ani chay zeada na to kch es k bry elm hona zaaroor chaay rahi bt urdu ki to wo bi chlti rhti h
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

                    hum urdu mai kam karty hain or paisa kama lety hain urdu mai kam karna he forex mai allow hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai english mai kam karna allow nahi hain forex aik bahtern business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me english or urdu ki hamiyat ?????

                      Asslam o alaikum dear friends forex ma hmain Urdu tu ati ha butt us ka sath English bi kuch na kuch Ani chahia ta ka hm news ko read kr dakain forex ki basic knowledge or pr sakain agr kamyab hona ha tu English kuch na kuch Ani chahia butt dosri bat Urdu wo tu sb ko ati ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X