Kia ham greed ko control kar sakty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ham greed ko control kar sakty hey?
    Greed par control hasil karna zarori to hay magar ye tab hi mumken hay jab traders goals set karen gey jab tak goals set nahi hon gey traders kabi be greed par control hasil nahi kar saken gey, traders key ley zarori hay key wo greed ko avoid kar key trading karen es se traders ki performance daily base par behtar ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

    Dear brother forex trading men her koi ziyada profit hasil karna chahta hey lekin greed ko kam karna hamaray bus men hota hey agar hum yeh soch len k ziyada profit k chakar men ziyada loss ho sakta hey tu ziyada loss k dar se hum choti lot laga kar lalach ko control kar saktay hen aur koshish karen k kam profit pe bhi khud ko satisfied karen
    • #3 Collapse

      Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

      Assalamu alaikum my dear all friends and all members Amit karta hoon kya aap khairiyat se Honge aapne Yeh Baat bilkul sahi share ki hai Ki Hamein greed ko control kar sakte hain ji haan Hume great par control Hasar karna zaroori hai magariya tab munkin Hai Jab traders goal set Karenge Jab Tak goals set nahi honge tab ab tak traders greed par control Hasil nahi kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

        brother forex trading men her koi ziyada profit hasil karna chahta hey lekin greed ko kam karna hamaray bus men hota hey agar hum yeh soch len k ziyada profit k chakar men ziyada loss ho sakta hey tu ziyada loss k dar se hum choti lot laga kar lalach ko control kar saktay hen aur koshish karen k kam profit pe bhi khud ko satisfied karen
        • #5 Collapse

          Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

          Dear friend forex business mn greed ko control kar saktan magar ham belkul control kar sakte han laken goals par set Karen app goals set nhn karan gaa
          • #6 Collapse

            Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

            G ha dear agar dekha jaye to ais market mai kaam karny k liay jab hum practice karty hai to aus time hum ko ais market mai samjh aa jata hai k ais market mai kaisy kaam kary gay to hum ko ais mai faida ho ga kun k agar hum ais market mai greed ni kary gay to hum ko ais market mai loss ho to atna ni ho ga jis se humra account wash ho jaye ais market mai hum ko lot apny account k hisab se use karni hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

              yes,dear friend forex amkete main yeh amal sab say bura hay jo hamko lalach ki tarf lay kr jata hay agar hamaray andar say lalach khatam ho jaye to hamko achi earning bhi mil sakty hay aur ham permanent tradesr bhi sabit ho saktay hain yeh sab aik achay mined say mumkin hay jis main hamara kaam hay sirf apnay mined ko set krna agar ham apnay he mined ko set nai kr saktay hain to ham amrkeet say kuch bhi hasil nai kr saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                Dear greed py control karna bohat muskil hai hum sab traders kay liye mager forex trading business may achi earning kay liye greed ki nahi experience or knowledge ki zarort hai traders ko chahye kay wo apna goal set kare or achieve karne ki puri dilo jan sy koshish kare ta kay forex sy acha kamaya ja saky
                • #9 Collapse

                  Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                  Greed KO control kerna mushkil ha mager namumkin nai ha greed KO control kerne me liay traders goals set karen gey jab tak goals set nahi hon gey traders kabi be greed par control hasil nahi kar saken gey, traders key ley zarori hay key wo greed ko avoid kar key trading karen es see trader KO profit ho ga aur ache mukam pedal kaarain ge apna market main
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                    Jihad dear friend lalage ko control Kiya Ja sakta hai agar aap money management ko follow Kar Ke Chalte Hain To money management Aisa Tarika hai jo Lalach se bhi bacha Rakhta hai aur emotion se bi money management say Hamara account bhi save rehta hai aur proper tarike se market Mein Kaam bhi Hota rehta hai...
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                      G han mary bhai ham greed ko hoht asan tareky sa control kar sakty hanma aaj apko greed ko control karny ka asaan tareka btao ga ham jab be trading kar rahy hoty han to jab hamy acha profit a raha hota ha to hamara greed or zayada hota jata ha jab ap notr karo ka apko greed tang kar raha ha to ap trading ko close kardo or thora fresh ho jao asa karny sa ap khud ko easy feel kary ga to dubara asani sa trading start kar dan ga pakistan forex hamy kisi kism ki koi pabandi nahi lgata ham jab chahy ispar kaam kar sakty han or jab chahy close kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hum ko chaheya ka hum greed ko control karaa or greed ko serf take profit he control kar saktaa ha.............
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Greed par control hasil karna zarori to hay magar ye tab hi mumken hay jab traders goals set karen gey jab tak goals set nahi hon gey traders kabi be greed par control hasil nahi kar saken gey, traders key ley zarori hay key wo greed ko avoid kar key trading karen es se traders ki performance daily base par behtar ho gi.
                          Assam Alaikum ji bhaijaan Forex trading business mein agar Hum lalchi Ko control Nahin Karenge To Hum Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahi kar sakte Kyunki lalach se ki vajah se hi jyada trader Apne account Khali kar Baithe Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                            Ji sat Apne bilkul thik Kaha ham greed ko control Kar sakte hain Agar jab tak ham greed ko control Nahi Karen to ham Kabhi Bhi Kamyab Nahi ho sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia ham greed ko control kar sakty hey?

                              G haan dost hum greed ko control ker sakte he kio k ye hamare haath me he k hum log kaise greed ko control ker sakte he agar hum ye apni strategy me shamil ker le k mene kissi bhi trade me lalach nahi kerni or hum us strategy per qaaim reh ker trading kare to mujhe yaqeen he k hum zaoroor kamyab honge or apne andar se lalach ko bhi khatam kar denge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X