Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey
    Dear brother forex trading men gold ne aj sub se bari movement ki hey aur 1509 ko cross kar liya hey lekin iss k bawajood ziyada tar log buy pe trade kar rahey hen ho sakta mazeed up move kar jay lekin agar sell pe trade lagaen tu choti lot laga kar trade karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

    g han bhai jan gold ki qeemat main jitni tazi se aizfa howa hai yah record main he gaya hai or es k khsa wjah yah hai k dollrs ki price main up situsion main gai jis ki wjha se gold ki prce main is thra record main moment hoi hai or ab mazeed kiya ho skta hai es ka bhi koi idea nahi hai es liye aghr tu gold ki trdaing karni hai tu ahtiyat k sath krni hogi ta k loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

      Assalamu alaikum all Pakistan Forex members and friends Yeh Baat aapne bilkul thik share Ki Hai Ki aaj gold ne 1500 go cross Karke 1509 Kobe cross kar liya hai lekin iski movement Ke bawjud jyadatar Log by part tread kar rahe hain ho sakta hai gold Aur Bhi aap movement Kar Jai lekin Agar cell par trade lagana hai Hi Tu lot lagakar trade Karen
      • #4 Collapse

        Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

        ma b yeh kehna chao ga k gold ki qeemat main jitni tazi se aizfa howa hai yah record main he gaya hai or es k khsa wjah yah hai k dollrs ki price main up situsion main gai jis ki wjha se gold ki prce main is thra record main moment hoi hai or ab mazeed kiya ho skta hai es ka bhi koi idea nahi hai es liye aghr tu gold ki trdaing karni hai tu ahtiyat k sath krni hogi ta k loss na ho
        • #5 Collapse

          Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

          g ha brother Gold aj 1509 ko bhi cross kar gia h aur ye us ki tarekh mn sab sy bary uran h mager abh bhe log is per buy ki tread laga rahy hn aur wo ye samajhty hn k tread is ki abhi bhi uper jay gi mager jo log cell ki tread lgay to wo lots size bahut chuta rakhy
          • #6 Collapse

            Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

            Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay gold per trading kerny waly harain hain ky Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

              forex aik bohat bara business hain gold 1500 ko cross kar jata hain forex aik bohat business hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai anmount be invest kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet kary gy to he hum kamyabe hasial kar saky gy
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

                market ke movement ko samjna zarore hain gold 1500 ko cross karna zarore hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 gany mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain hum is busines ko apna life time career be bana sakty hain forex aik real busines hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

                  dear mujhy aaab asa he lagta hain k forex trading main gold aaab down ka trend start kare ga gold kafi up chala gya hain gold down aa skta hain par humhain phly entry find karni hogi gold down anne k liye humhain hard work karna hoga k kis price say down aa skta hain gold ne 1500 ko b cress kia hain jin logo ne gold ko 1200 say buy kia hain un logo ne gold main kafi acha earn kia hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ne 1500 ko cross kar k record movement ki hey

                    Gold ayk bhot risky pair hai .is me moving bhi bhot faast hoti hai . last month se gold up trend ja rha hai jo ky abhi 1500 ko cross kr gya hai . ab agr ye 1500 se mazeed upar gya to agla hadaf 1525 tak hai . yaha se sell ki entry bnti hai . jab ky 1500 se nechy nechy se bhi sell ki entry bn rhi hai aur 1500 se upar stopp losss.
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X