Galtiyo sy kuch sikhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Galtiyo sy kuch sikhain
    daer traders beshak forex trading business may bhi hir business ki tarha loss hota hai humari khud apni galtiyo ki waha sy humain chahye kay hum apni galtiyo sy kuch sikhain or recovery ki koshish karain ik acha trader wohi hai jo apni galtiyo sy sikhta hai or bad my achi earning kay liye dil lga k mehnat karta hai ase traders forex may kamyab hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Galtiyo sy kuch sikhain

    Assalamu alaikum my dear brother and Pakistan forex for ki all members aapne bilkul theek share ki hai ki Hamein galti se kuch na kuch Sikha chahi Kyon Ki Ek Do Ya tin bar Galti e Anjaneya Mein hoti hai lekin any galtiyo se Hamein Sabak Hota Hai Hamein galtiyo ko sudharna chahi aur dobara se Aisi Galti Nahin Karni chahi yeah
    • #3 Collapse

      Re: Galtiyo sy kuch sikhain

      G han bilkul main ap ki baat se agree kerta hun hame forex trading main aksar loss ka samna karna parta hai or jab loss hota hai tou ham pareshan ho jate hain lein ager dekha jaye tou loss hamari apni mistakes ki waja se hota hai is liye hame apni mistakes se seekh a chahye or apni un mistakes ko dur karna chahye jo hame loss hone ki waja banen
      • #4 Collapse

        Re: Galtiyo sy kuch sikhain

        Dear ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mistakes tu her kisi se ho jati hen lekin jo log apni mistakes se seekhtay huway agay barhtay hen woh jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur jo log apni mistakes ko ignore kartay hen woh musalsal loss uthatay hen
        • #5 Collapse

          Re: Galtiyo sy kuch sikhain

          mt dear broyher aap ki baat bilkul thk hai ham ko chaye k ham apne ghaltion se kuch seekhen ham apne ghalti karte hain to ham es ko improve karreen ge to ham ko es k bare main bahut knowlaage hasil ho ga aur ham dobara ghalti nahi karen ge aur kamyab ho jaen ge
          • #6 Collapse

            Re: Galtiyo sy kuch sikhain

            ji haan bilkul Hamari Galti Mujhse kuch na kuch sikhane ki jarurat hai abhi ja ke yahan Forex Mein Kamyab ko Sakenge Hamari mistake se khana hoga agar aap Chahte kya Forex Mein Kamyab ho sake toh Hamare liye sabse Juda step hai ki hum Apni galti se sikhe Jitna apni Galti HO se seeking itne Jyada Forex Mein Kamyab Hote jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Galtiyo sy kuch sikhain

              Assalamu Alaikum my dear friend main ap se sehmat hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae q le ab main is main kam kar chuka hun mujhe chal chuka hae lakin mere experience ka nichore yeh hae ke forex main jo bhe mistakes par control nhe karta ya sabar nhe karta hae wo kabhe bhe forex main kamyab nhe ho sakta hae to tamam members apni mistakes par control karen
              • #8 Collapse

                Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                hi dear friends umeed karta hun k app s\b log theek hun gy, Money investment Hamare confidence ke sath Hoti Hai Hamare technical indicators ke sath Hoti Hai Mari technical position ke hisab Se Hoti Hai Jaise Jaise Hum Log Yahan Par working karte hain confidence ke sath kaam karte hain Hamara nuksan Aur Bhi Jyada accha aur beta Ho Jata Hai Hamari recovery system bahut acchi Ho Jati Hai market mein se
                • #9 Collapse

                  Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                  forex trdaing main jitny bhi mambers ko loss un ki apni galtiun se hota hai tu un ko chahye k aik bar jis galti se loss ho jay osko kbhi daobar apni trading main galti na karenq k jub hum bar bara ik he galti karty hain tu hum kbhi bhi kamyab nah ho paty hain es liye apko chahye k ap apni trdaing main apni he galtiun se aghr siken tu ap boht achi trading sikh skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                    g ha mn ap ki is bat sy bilkul agree karta hn ko hmein apny ghalyuen sy bhi kuch sekh lena chaye kukey baki karobar ki trah forex treading sy loss hosata h jis ki wajaha hamara apny galtyian hn ager hm is ko thek kar ly to ik bary loss sy bach sakty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hamain forex mein trading k doraan loss hota hai tou hamain chahiye k hum apni galtiyon ko theek karain kiun k insaan hamaisha galtiyon sy he seekhna hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha apni galtiyaan theek karain taa k hamaray knowledge mein Orr zayada izaafaa ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                        Forex main jub hum jub kam kerte han to us main hum see bahot sari galtian ho jati han un ki waja se loss hota ha jis per dilberdashta ho ker hum forex ko chor dete han ya pir into tawajoo see jam nai kerte humain chahaiy ke hum in galtion see sbq seekhain aur in KO dobra repeat na karain take wind hone wale loss se bach sakain aur profit hasil ker sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per ager hum sa kuch na kuch mistake hotee ha to per hum ko wo mistake ko ignore nhi karnaa ha bulkaa hum na us sa kuch na kuch learn karnaa hoga........
                          • #14 Collapse

                            Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                            Dear friend ap ki bat se totally agree karti hun forex trading men ham sab se kui na kui mistake hu jati hai mistakes karna ghalt nhi hai bilky apni mistakes ko repeat karna ghlti ur bewakufi hugi dear friends ap se jab bhi kui mistake hu trading men to koshish kren apni mistake ko repeat na karen
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Galtiyo sy kuch sikhain

                              Ji aapne theek haan Humne apni galti se Sikha chahi Galti To Hogi Jati Hai Lekin Hamein us Galti ko Bar Bar nahin karna chahie Insan galtiyo Se Hi sakta hai Hamein apni galti se gabrana nahi chahi balke Himmat hosle se apne kaam ko karna chahi Forex 1 risky business hai is main Hamesha Soch Samajh Kar kaam karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X