Greedness in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greedness in forex
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caheyh k hum jub be forex may trading karin to greedy ho k trade na karin au k jub be hum greedy ho k forex may trade karty hain to hum ko zada syz ada loss hota ha ha leyh beter ha k greedness k bhair trade karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greedness in forex

    Assalamu Alaikum my dear friend main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main lalch ka bahut important role hae yeh kisi bhe ache kamyab trader ko bhatka sakte hae to is liye tamam members ko main advice karna cahta hun ke ap lalch na karen q ke mera experience hae 2 months ka is thore se experience se main ap ko yeh keh sakta hun ke lalch ke bagair ap kamyab nhe ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Greedness in forex

      g han mara aziz dost aap bilkul theek kh rhy hain agar ham greedy ko chour dain gha tab ham ja kar apni ache profit hasal kar pay ga warna ham bhot he loss ho jay gi hamre mehant bhot zay ho jay gi hamy koi faida ni milny valla es lia aap sabhe pak forex members sa guzaris kartaa hon kh greedy ko chour kar he khuch trade open karain
      • #4 Collapse

        Re: Greedness in forex

        Jahan tak mera khayal hey forex trading men her banda hi ziyada profit ka lalach karta hey aur phir kuch log lalach man ziyada loss bhi kar letey hen aur kuch log ziyada profit bhi hasil kar letey hen lekin lalach men aksar loss hi hota hey kiun k lalach aik buri bala hey iss se bachna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Greedness in forex

          welcome to all dear forex ager ham forex mein greednes ka muzahira krein gy ti hamin kaafi loss ka samna kerna pery ga es liy hamin chiy k forex mein greed bilkul na kerin bhut mehnat krein is sy hamin kaafi faida hoga ager ham forex mein kamyab hona chary hn yto es k luy hamin chiy k greed sy door rahin wesy bhi gitni greed krein gy hamin uss sy kahin zeada loss hoga es liy hamin chiy k greed kerny ki bajay apny bussniss per fucs krein oe bht tawajo sy kaam krin es trah kerny sy hamara bussniss bhi encrease hoga or hamin prifit bhi mily ga lehaza jitna hosaky forex min greed sy door rahin ...
          • #6 Collapse

            Re: Greedness in forex

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
            Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caheyh k hum jub be forex may trading karin to greedy ho k trade na karin au k jub be hum greedy ho k forex may trade karty hain to hum ko zada syz ada loss hota ha ha leyh beter ha k greedness k bhair trade karin
            lalich wesy b buri bhala hay , ess say bach k kam krna chahiye , trading mei wesy bhi lalich nuqsan krwa deti hay , ziada profit ki lalich mei bohat say traders apna account wash krwa dety hain , km kam karain lekin acha kam karain apny balance ko safe rakh k trade open karain hmesha ..
            • #7 Collapse

              Re: Greedness in forex

              Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum hamaisha Sabar sy kaam karain Orr laluch sy doorr rahain kiun k laluch bohat burii blaa hai Orr laluch ki sazaa loss hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain taa k hum hamaisha kaamyaab ho sakain Orr acha profit gain Kar sakain hamain kbhi bhi trading mein laluch sy kaam nahi karna chahiye iss trha hamain loss ho jata hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Greedness in forex

                bohat ach asawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko lalach nhi karni chaheya q ka ager hum lalach kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha laken ager hum greed nhi karta ha to per hum ko profit he hoge...........
                • #9 Collapse

                  Re: Greedness in forex

                  G han bilkul forex trading business main greedy tarders kabhi kamyab nahi ho sakte hain is liye hame chahye ke is main lalach se dur rahen forex main aik acha trader wo hi hota hai jo trading karte waqt apne mind main kisi qisam ke profit ka lalach nahi rakhta us ke mind main ye baat hoti hai ke us ko loss bhi ho sakta hai jo tarders zyada profit ka lalach kerte hain wo apna loss ker bethte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Greedness in forex

                    my dear member of pakistan forex forum asalam o alikum umeed karta hon k aap bilkul thk hon ge forex main o bahut lalach hai es main ham ko lalach hoti hai mager joo lalach karta hai wo nakam hota hai joo lalach se bachta hai woo kamyab hota hai joo laach kerte hain en ko chae k wo lalach dse door rahenkamyab ho jaen ge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Greedness in forex

                      G haan bhai jaan bilkul aisa hi he forex mein lalch karnay ka boht nuqsan hai es liye koshesh Karen k es se bachna chahiye q k lalch kabhi bhi ap k liye achi chez ni hoti lalch buri Bala he or lalch apka profit bhi zaya karwa de ga es liye jo mil Jaye usi pe sabar shukar Karen reed aik cha chez nahi hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X