Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???
    boht sary juniors jab ya forex start karty han to unko ya nahi pta hota ka vo apni trading ko kis tarha improve kar sakty han ma ajj unko ya btao ga
    forex ak business he nahi ya ak learning platform be ha isma kamyabi lany ka liya apko learning karna boht zaroori ha apko seniors ki posts ko zyada read karna chahiya apko market ko touch karty rahna chahiya apko apni mistakes ko seniors ka sath share karna chahiya is sa ap ak achy traders ban sakty han or achi earning kar saky ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: osama7 پيغام ديکھيے
    boht sary juniors jab ya forex start karty han to unko ya nahi pta hota ka vo apni trading ko kis tarha improve kar sakty han ma ajj unko ya btao ga
    forex ak business he nahi ya ak learning platform be ha isma kamyabi lany ka liya apko learning karna boht zaroori ha apko seniors ki posts ko zyada read karna chahiya apko market ko touch karty rahna chahiya apko apni mistakes ko seniors ka sath share karna chahiya is sa ap ak achy traders ban sakty han or achi earning kar saky ga
    aik acha trader wohi hota hy jo apni mistakes say seekhta hay ar seniors say bhi seekhta hay , forex ka business aik din mei samaj aany wala kaam nahi hay es k liay hamain bohat hard work , learning ki zrurat parhti hay tbhi hama chy traders ban patay hain ar acha earn kar sakty hain .
    • #3 Collapse

      Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

      main ya kehana chahao ga khy hamri treading tb ja improve hoo sgti hy jb ham youtube channel ya kise our social sa seekh kar pak forex par ay ga to asa bikul hamara lia bhot nosaan da hoo sgta es lia kise senior ka paass ja kar os sa acha knowldge hasal karo chahay os ka lia apko fees bhwe Q na bharni para vho apka lia bhot zeada faida mond hy
      • #4 Collapse

        Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

        Dear brother trading ko improve karnay k liay hamen bahut ziyada mehnat ki zaroorat hoti hey aur acha knowledge aur experience hasil karna hota hey aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur mehnat aur lagan se kam karen tu hum trading ko improve kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

          G han bhai bilkul sahi baat ki hai ap ne ager ap forex trading business main kmayab hona chahte hain tou trading skills ko improve karna bohat zaruri hai or trading skills tabhi improve hon gi jab pa learning karen ge ager ap learning chor den ge tou ap ko trading main loss ho sakta hai is liye hamesha learning process ko continue rakhen
          • #6 Collapse

            Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning chaheya to per hum ko chaheya ka hum apna apko improve karnaa start kardaa q ka ager hum apna apko improve kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha laken ager hum apna apko improve nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga.............
            • #7 Collapse

              Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

              my dear friend ager ham ko apne trading ko improve karna hai to ham ko caye k ham demo account per practice karen acha knowlage aur epiriance hona chaye ager hamatre pass acha knowlage aur expiriance ho ga to ham apnere trading ko improve ker sakte hain aur kamyab hon ge
              • #8 Collapse

                Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

                trading ko imporve karna zarore hain hum exerience ko best bana kar kam kary gy to he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik aam businsss ke nisbat acha businss hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary guy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

                  learning ke basie py hum trading ko improve kar lety hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum gar ma bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real busines hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham apni trading ko kis tarha improve kar sakty han???

                    Ham apnai trading ko kahe tariqo say improve Kar saktay hai hamai chahye ke forex ko seekai har jaga say mawad ukata karai aur apna knowledge baraye demo pe mukhtalif strategy ke paractice karai aur experience gain karai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X