Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

    theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k hum jab bhi koi trade open karte Hain humain cahaiy k hum hamesha small lot size select Kare aur limited trading Kare kiu k jab hum over trading karte Hain tou siway loss k aur kuch hasil nai hota aur ap ka Apna daily ka aik target rakhna chaiay aur us k mutabik hi trading karni chaiay take save trading Kar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

      Assalamualaikum dear friends bilkul theek hai Agar Hum Forex trading k business Mein Apna lot size zada Rakhenge Tu Hamein nuksaan hoga aur Agar Hum overtrading Karenge Hamein lossy Ho Gaye isliye Hamein loss se bachne ke liye Apna lot size Apne hisab se Rakhna chahi jisse Hamein achha profit bhi ho aur hum loss se bhi bacha Jayenge Aur Hum trading achi Tarah Soch Samajh Kar planning Karke tried open Karenge Is Tarah Hamein Achcha profit hoga Aur Hum Kamyab Honge
      • #18 Collapse

        Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

        g han forex trading ka asool hai ke is me lot size ko small se small rakha jaye jub hum lot size ko small rakhe gy tu hamra account save rahe ga or hum achi trading kar sake gy lakin jub hum big lot size lagate hai tu hamra account risk me aa jata hai or hamra account wash hone ka b khatara hota hai is liye hum money management ke sath kam karna hai.
        • #19 Collapse

          Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

          Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai lot size Jyada nahi Rakhna chahiye aur overtrading Bijnor Karen Forex trading risky business hai is Mein overtrading Karenge to loss Ho Jayega FIR lost ko recover karna Mushkil ho jata hai planning ke sath Oru Mani management of follow karke hi Achcha Kaam Kiya Ja sakta hai...
          • #20 Collapse

            Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

            Ji haan sir aap ki baat bilkul right hai agar Hum trading karte hue achha profit Hasil karna chahte hain tu Hame Kabhi Bhi Apne lot size ko Jyada Se Jyada nahi karna chahiye bol ke apne money management ko Dhyan Mein rakhte Hue Apne lot size Ka Intezar Karna chahie Taki Hum Agar loss mein bhi chale Jaaye to Hamein Jyada Se Jyada loss Na Ho Aur Hum use recover kar sakte
            • #21 Collapse

              Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

              Forex ma hamain trading kartay waqt bohat sari baton ka khyal rakhna padta ha jin sab se ziadah 2 batain ahm hain jaissay
              == lot size
              == over trading
              ziadah tar traders forex ma jo loss kartay hain woh in 2 baton ki wajah se kartay hain, k woh greed ma aakar k lot size ko ziadah rakh letay hain jis k baad woh apni trades ko manage ni kar padtay hain is lye lot size ko kam se kam rakhain aur apnay account size k mutabiq hi use karain
              aur phr greed ma akar k ziadah tar traders over trading kartay hain jis ma un se mistakes ho jati hain aur woh apni trades ma loss kar jatay hain is lye
              == small lot size ko use karain
              == over trading se avoid karain
              agar ham in 2 baton pe amal kar lain to ham kafi had tak apnay loss pe control kar saktay hain
              • #22 Collapse

                Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                g ham logo ko chahaye ka ham log is ma kam lot size use kara aur ham log agar is ma over trading bi kara is tara ham logo ko loss ho ga aur ham log is ma tab hi kamayab ho sakhta han aur ham logo ko chahye ka ham log is ma market ko dekh kara hi trade open kara ta ka ham logo ko is ma kam loss ho aur zaida lot size sa ham logo ko is ma loss hota ha is liya ham logo ko kam lot size use karna chahye
                • #23 Collapse

                  Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                  g bilkul theek keh rahy hain hume chahye k jab b tarde ko open kaarin to hamesha apny lot size ko kum rakahin taa k hum secure tardes kar sakin agr small lot main hume loss b ho jaay to is se huamara account secure rehat hai aur hume cahhye k hum over trading se b bachain kyu k is se b humara account wash ho skata hai aur humara time b waste hogaa.
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                    G haan bhai jaan apne bohat achi post ki hai main yeee kehna chahon ga kee forex trading krte howae hmaen pehle apne account ko daikh kay trade open krni chaye ap money managemet ko follow krian kbhi bhi lot size big na lgayn wrna apka account wash ho jaye ga apko chaye kay small lot use krain and sabar sy trading kren aor hamen ache se kam karna chahiy
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                      Gee haan forex mein baray lot size ki wajah sae humain loss ho sakta hai iss lye humain chotay lot size sae kaam chalana chahyea aur kabhi bhi over trading nahin kerni chahyea kyun kay forex mein over trading bhi loss ka bias banti hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                        Bary Investors jinain big cats kehty hain apis main team bana kr bahz aoqat kasi pair k sell ya buy k trind pr asr andaz ho kr us ki speed barha daity hain as pr agr chooty account main zayda trades ho ya lot size zayda ho to wo flash ho jata hy baz aoqat yah kam mili baghat sy hota hy market ka ups down apni jaga pr lakin us ko apny haq main use krna bary investors apny haq samjty hain small account k ly zarooi hy k Money management ka khayal raka jay
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                          G bhai aapne Sahi kaha hai ki love size Hamein Hamesha kaam Rakhna chahiye aur over trading kabhi bhi nahin karna chahie Agar Hame bhi 20 yaa 30 dollar ka profit ho raha ho to Hamein Jyada ki lalach nahin karna chahie aur trade ko close kar dena chahi
                          Visit My Profile
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                            VR sex Jitna Bhi information on Le sakte hain Forex Mein kaam karte hue Jab Hum isme posting kar rahe hote hain to Hamein Yahan Par Threads P Banane chahiye jitne Jyada Hum Log Yahan Par friend Banayenge Hamara posting Karne Se Hamare account mein profit aur Yahan Par bonus Bhi Jyada aayega hamein chahiye kya Jyada bonus lene ke liye Jyada minute karne chahiye Jyada posting karnai chahi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Lot size Zyada Na Karein AUr is Main Over Trading Bhi Na KAre

                              Boss aap ki baat belkul durast hai aur traders forex mien lalach as lyee kerte hien k wo as mien kuch na kuch kama len magar as mien ham kuch na kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                              as lyee hamain as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar dakh ker as mien kaam kerna hota h agar ham galat waqt per trade kerte hien tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
                              as lyee ham ko as mien aik ala trader ban ker ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jo b as mien lalach kerte hien un mien sy aksar as mien sirf apna nuqsan kerte hien
                              aur nuqsan k sewa wo kuch b nahi kerte hien as lyee agar thora profit b hota h tu ham ko qabol ker lena hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X