Stoploss ki ehmiat ko janen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

    yes gee haan my dear without stop loss market me trade karna bohat hi mushkil kam hi nai balkey bohat zeyada high risky bhi ha aur jo log forex me trade kartey waqat greed yani laluch kartey han ya without stop loss kam kartey han unko trade karne ka koi faida nai kyun key without stop loss trade karna bewakoofi hi nai balkey apna sara capital loss karne jaisa ha thank
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

      traders kay liye stoploss ki value bohat ziyda hai stoploss traders ko loss sy save rakhta hai or traders ko ik limit provide karta hai jis kay ander ander rah kay trade karni hoti hai bohat sy traders during trade stoploss ko ignore karty hain asy traders kafi dafa heavy loss ka samna karty hain
      • #33 Collapse

        Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

        G dear booht he achi information di ha apna is forex ma jitni tareef karu ga utni he kam hoon ge kuka is forex na apny client ko har vo option provide kiya ha jis sa ya members benefits la sakty han agar mary jasy kuch new members kahty han ka hamy loss boohy zyada hota ha yo unhy ak martba zaroor stop loss ka option select karna chahiya kuka ya kafi had tak apko loss sa bchata haa or profit data ha thanks
        • #34 Collapse

          Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

          ziada importance ha forex trading mn safe trading k liay stop loss bahot achha tool ha jis ko use kr k ap apnay account ko wash honay sa bacha sktay hn agr ap stop loss use naen krtay to apmi ko save rakhna chate Hain tou humain chaiay apne account main stop loss ka istmal zaror Kare kiu k stop loss lgane se hum apne account ko save rakh sakte Hain khass Tor Jo new traders Hain unhe is ka Lazmi khyal rakhna chaiay take
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #35 Collapse

            Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

            Ji haan bhai jaan aap ne bilkul sahi Kaha ki Hamein top loss Ki ahmiyat Jaan Lena chahi stop loss istemal Kiya jata hai Jab long term trading karni ho
            • #36 Collapse

              Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

              Forex main agar hm sabar aur mehnat say kam karain gay to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay hmaien mehnat say kam karna cahiyay hmaien trading main hmaisha sabar say kam karna cahiyay aur agar trade loss main bhi ho to thora wait kar laim to hi hm forex main kamyab ho sakien gay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                Bhai jan ham ko is main stop loss use karna chahye stop loss ache se set karna chahhye agar ham ius mein stop loss use karte hain to ham k i mein acha profit mile skaar hain aur ham ko is mein achi kamyabi bhi mil skate hain aur is mein ha earning kar sakte hain humko is min stop loss use karna chahye

                اب آن لائن

                Working...
                X