Stoploss ki ehmiat ko janen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

    g ham logo ko chahye ka ham log is ma jab bi trading ka bara ma seekhna chahte han ham logo ko chahye ka ham log is ma stop loss pa bi dayan day agar ham log is ma kamayab hona chahyte han to ham logo ko is m astop loss zaror lagan aho ga aur is tara ham logo ko is ma big loss nahi hota ha aur hamari trade pir loss ma close ho jati ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

      Forex trading me jab hum log trade open karte he to wehe per aik stop loss ka option hota he hamen us ko her trade k sath use kerna chahiye ta k hum big loss se bach saken agar hum ne stop loss ko use nahi kia to kissi bhi time hamara account was ho stakta he is liye hamen stop loss ko use kerna chahiye.
      • #18 Collapse

        Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

        ik trader k liey stop loss essy he hai jessy he driver k liey break.agar gari ki break na ho to drive karna kitna risky ho sakta hai.issi tarah stop loss k begair wali trading boohat risky hoooti hai or essi trading main account wash hony ka darr bhi boohat hoota hai.iss liey stop loss ka use lazmi karain or apni trading ko safe banayein.
        • #19 Collapse

          Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

          g han my dear friend main ap se sehmat hun forex trading main stop loss bahut important hae jis trade main ap stop loss use karte hain wo trade safe hote hae r apka account bhe safe hota hae q ke is se hamen zayada loss nhe hota hae to is liye hamen cahiye ke hamen stop loss lazmi use karna cahiye
          • #20 Collapse

            Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

            Good Morning Friends
            Ham ko is main stop loss lagnna chahhye aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

              ham logo ko forex par trading karta howa stop loss ko lazmi istamil karna chayia aur ham logo ko is ko kabhi be ignore nai karna chayia ku ka ham logo ka account wash hona sa save rakhta ha wo is tyra sa ka jab ham log apna trade par stop loss laghta ha to ham logo ka agr trade loss ma chala jata ha stop loss is ko zada loss ma jana sa pehla hi close kaar data ha
              • #22 Collapse

                Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                normal trade Lagan hi Mein Hamara fayda Hai Agar trading hame nahi karni chahi overtrading se Hamein Bachana chahi ki senior Beawar trading karte hain is business main Unhe bhi aisa nahi karna chahiye seniors seniors hote hain unko Is Tarah Ki bewakufi Nahin Karni chahi Star Plus ki ahmiyat ko Jaane Na chahi stop last ki ahmiyat bahut hi jyada hai trade Mein is wajah se is ka istemal zaroor kare
                • #23 Collapse

                  Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                  Stop loss ki ahmiyat bahut hi jyada hai is business mein stop loss ka istemal Hamein karna chahiye trading ke dauran Agar Hum is ka istemal Karte Hain To Hamein is ka bahut hi jyada fayda Hota Hai vah Is Tarah Se Keh Agar aapko profit hoga to bahut jyada Hoga aur agar aap ko nuksan Hua to aap ko nuksan kaam Hoga vah Is Tarah Se ke aap ka nuksan ek jagah par Aake ruk Jayega Aur Is Se Jada nuksan Aapko nahi hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                    stop loss ka use lazmi aor aham hota he must hota he ky ham ko stop loss use krna chahye taky es se baqi saving amount bach jy aor es se ye aik kiesm ke saftey hote he agr market me crash a jy aik taraf chal pry market ko stop loss bar kam deta he
                    • #25 Collapse

                      Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi ki Hamein stop loss ki ahmiyat ko samajhna chahiye Kyunki stop lost Agar Hum istemal karte hain to use Mein Hamara account bhi chal raha hai aur hum Apna account jaldi se recover bhi kar paate Hain isiliye main stop loss Jarur istemal karna chahie thanks
                      • #26 Collapse

                        Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                        Thek kaha ap ne hame stoploss ki ahmiyat ki bare me Pata hona chahiye stoploss ko use kar ke AP apna account safe rakhe sakte ha stoploss se apko bohat fayida bhi ho sakta ha agar ap aik kamiyab trader banana chahte ha to apko har cheez ke bare me Pata hona chahiye apko Pata hona chahiye ke kis cheez se apko nuksaan hoga aur kis cheez se apko fayida hoga
                        • #27 Collapse

                          Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                          forex trading ko join krty hain to phir koshish kren ky is ky rules ko read kren us men aik important rule stop loss ka istemal bhi hai agar Hum ache tareeky se stop loss ko istemal kren to hum apna account safe rakh kr ache aur profitable earning hasil kr sakty hain lekin aisa bohat Kam log krty hain jis ki wajah se forex men bohat Kam log kamyab hoty hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                            Dear member aapki baat bilkul sahi hai stop loss Hamare liye ek best option hai Kyunki Jab Bhi Hum stop loss nahi Lagate to Hame Hamare account ko wash hone ka Khatra Bhi Jyada se jyada ho jata hai isliye Jab Bhi train Lagaya pahle stop loss catools ko Jarur istemal Kare jisse aap apne loss ko kam se kam kar sakte ho aur use recuva bhi kar sakte ho
                            • #29 Collapse

                              Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                              Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi ho sakhti hay ager aap Stoploss ki ehmiat ko janty hain iss thara aap ko loss bahoot Kam hota hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                                bhaijaan stop-loss ki Niyat Hai Ke Jab Hum stop loss Lagate Hain So Hum Apna loss ko recover kar sakte hain isliye Hamein chahi ki hum stop loss Jarur Lagaye ISI Mein Hi Hamari Bholi Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X