Stoploss ki ehmiat ko janen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stoploss ki ehmiat ko janen
    Meray dosto main aj apko aham bat btana chahta hon ke main nay bhot say forex sekhnay walon kondelha hai ke wo har chez ka dhn rakhtay hain trading kartay waqt par stop loss ko ignore kartay hain oar yeahi chez unki kamyabi ko barqarar nahi rakhti agar ap log waqie sanjeedgi say forex sekhna chahtay hain tou stoploss ka istemal apna mamool bana lein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

    dear friend forex trading mn stop loss ki bahot ziada importance ha forex trading mn safe trading k liay stop loss bahot achha tool ha jis ko use kr k ap apnay account ko wash honay sa bacha sktay hn agr ap stop loss use naen krtay to apmi trsde loss mn janay sa apka account wash ho skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

      Well ap ki bat theek hay k agar hum apne account ko save rakhna chate Hain tou humain chaiay apne account main stop loss ka istmal zaror Kare kiu k stop loss lgane se hum apne account ko save rakh sakte Hain khass Tor Jo new traders Hain unhe is ka Lazmi khyal rakhna chaiay take save trading Kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

        G Han dear Agar forex trading ko join krty hain to phir koshish kren ky is ky rules ko read kren us men aik important rule stop loss ka istemal bhi hai agar Hum ache tareeky se stop loss ko istemal kren to hum apna account safe rakh kr ache aur profitable earning hasil kr sakty hain lekin aisa bohat Kam log krty hain jis ki wajah se forex men bohat Kam log kamyab hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

          Sab sy pehly hamin yeeh oataa hina chaheye keh stoploss hotaa keyaa hy os sy agli baat yeh hy keh iss ke importance keya hy dostoo yeh hamary leye bahiot he aheim hy q keh yeh hamin losss sy bach sakataa hy hamari mehnaat ko raigaaan ni jany detaa so forex business m profit hasel kr na hy too stoploss use krin
          • #6 Collapse

            Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

            g bilkul paki baat darust hay stop loss ko use karna chahye aor take profit ko bhi jitna zada hum use karen gay hamary liay utna hi zada behtr ho ga so hamain stoploss say avoid nahi karna chahye. jitna zada behtr hum use karen gay utna hi acha magar stop loss ki management karna sub say aham hay.
            • #7 Collapse

              Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

              Jab aap demo pe trading sekhtay hain aap ko btaya jata hay kay aap kay liye stop loss lagana kitna zaroori hay so aap ko stop loss lazman use karna chahiye stop loss na lagana account ko wash ker dena hay har aik ko yahi recommend keya jata hay kay stop loss use karain takay aap ki trades secure hon small loss pe auto trades close hojay g.
              • #8 Collapse

                Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                Forex trading men stop loss ki bahut ziyada impotence hey aur yeh aik bahut hi acha option hey iss ki waja se loss ko aik jaga fix kar letey hen aur agar kisi trade men profit nah milay tu ziyada loss bhi nah ho aur stop loss ko use karnay se account bhi safe rahta hey iss liay zaroor stop loss ko samjhen aur lazmi use karen
                • #9 Collapse

                  Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                  G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main stop loss ki bahut ziyada ahmiyat hai is liye forex trading main hamein stop loss ko zaror use karna chahiye jis se forex main ap mazeed loss se bach sakte hain our ap ka account bhi wash hone se bach jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rajafc پيغام ديکھيے
                    Meray dosto main aj apko aham bat btana chahta hon ke main nay bhot say forex sekhnay walon kondelha hai ke wo har chez ka dhn rakhtay hain trading kartay waqt par stop loss ko ignore kartay hain oar yeahi chez unki kamyabi ko barqarar nahi rakhti agar ap log waqie sanjeedgi say forex sekhna chahtay hain tou stoploss ka istemal apna mamool bana lein
                    Yes sir Stop loss hmen Unexpected loss or account washout se mehfoz rakhne wala boht hi acha tool hai jis ko apne har trades me jaror use krna chaye. Q k ap jb apne trading me Stop loss use krty hen to agr kisi news ki wja se market big move krti hai to apka account wash ho sktahai.is lye ye jyada smjhdari hai k ap Stop loss ues krn or jo loss ho usy bad me cover b kr skty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                      G bilkul aisa hi he forex trading mein stop loss ki boht ziada value hai es ko zarur istimal karna chahiye or jitna ho saky es se faida hasil Karen kiun kay stop loss se apko sirf utna loss hota hai jitna ap stop loss lagayen gay us se ziada nahi ho ga esi liye stop loss kay boht faiday hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                        stop loss bohat zarori hai agr hum stop loss ke sath kam karte hai tu hume is ka faida ya hota hai ke hamra account save rahta hai hume koi dar nahi hota ke market kidr jaye gi agr mins me b jati hai tu hamra loss stop ho jaye ga hum again achi trade laga sakte hai lakin agr hum stop loss nahi lagaye gy tu humara account b wash ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                          exactly her trader ko chahye k wo stop loss ko zaroor apni trades main use kaarin kyu k is se humara account secure rehta hai liken mostly traders is bat ko janty huy b ignore kar dety hain aur aur zada profit k checkrun main loss main chaly jaty hain aur is se in k account b wash ho jata hai is liye sub ko chahye k wo lazmi stop loss use karaian taa k secure trading kar skain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                            jitne bi traders forex me kam kar rahe hain agar ap sub apne account ko safe rakhna chahte hain to ap ko chahiye k ap stop loss ka use zarur kare ta k ap ka account wash hone se bach sake or is ka ek or bi faida ye ho ga k ap big loss se bi bach jay gey or sub se achi bat ye hoti hai k jub ap stop loss use karte hain to ap ko bar bar apni trade opne kar k check nahi karni parti so ye ap k liye bohat hi best hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stoploss ki ehmiat ko janen

                              Stop loss ka istmall mustt karnaa chiyre agr save tradingg karnaa chahtyy hai tuo bestt traderr jo hotaa apnii kharr trad main stop loss ka istmal zaroor kartaa account bi save rhtaa markeet ko wtach naa bi krrnn koi maslaa ni stop loss lagaa ho tuo loss bi kam hotaa hai jo recoverrr ho jaiyyy..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X