New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta
    Dear forum members meny yeh baat note ki hai aksar new traders trading mein interest lety hein lekin us mein hony waly loss ko pasand nahi krty halankeh loss se woh achi learning kr sakty hein apni trading ko improve kr sakty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

    dear friend apki bat bilkul theak ha new traders forex trading barray shauk sa krtay hn aur unhen barri achhi lgti ha lekin loss jb hota ha to preshan hotay hn aur loss unhen achha naen lgta lekin mehnat kren to loss sa bach sken aur profit hasil ho skay
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
      Dear forum members meny yeh baat note ki hai aksar new traders trading mein interest lety hein lekin us mein hony waly loss ko pasand nahi krty halankeh loss se woh achi learning kr sakty hein apni trading ko improve kr sakty hein.
      asa hi hota hy aksar new traders ye chahty haina r samajty hain k jesy hi ham trade open karain gay hamain faida hi hoga , jab k reality es k opposite hoti hay forex mei kabhhi loss b ho jata hy us k liay bhi mentally prepare rehna zruri hay ,,, apni galti sy seekhen ar next time wo mt repeat karain..
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

        Je ap ny sahe kaha ham new trader ko trading achi lagti hai mgr loss bura lgta hai hamy bus shok hota hai k trading kary or trading ki knowledge hamy hoti ni hai hamy chahe k hamy kbi kbi tab tak trading ma na jayn jb tak hamy eski complete info na ho
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

          G dosto assalam o alaikum kase han ap sab dosto bhi ki bat bilkul theek ha k forex trading mn loss acha to kisi ko b ni lagta lekin senior trader ko experience hota ha market ka wo loss ko recover b kr lete han magar new trader to is umeed pe forex trading join krta ha k us ko sirf profit he ho ga so jab loss hota ha to preshan ho jata ha aur experience na hone ki waja se recover b ni kr pata
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

            forex PAR New trader jo hota ha in logo ko trading karna ma boht hi zada interset hota ha aur wo log trading be bara shok sa karta ha jasa hi in logo ko loss hota ha wo log tension ma aya jata ha aur forex ko is ka blame dana shuru kar data ha mgr un ko aisa nai karna chayia in log chayia ka wo log loss ko face karya aur is ko recover karna ki koshish karya
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

              Ji haan bilkul aapny theak kahan hai new traders ko trading Achi Lagti Hai Lekin us main loss achha nahi lagta lekin loss bhi is business ka hissa hai isliye ager loss Ho bhi Jaaye to pareshan nahi hona chahiye balki mehnat Karke use recover karne ki koshish Karni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

                g ha new trader jitne b hain vo forex trading mian start main dil laga k kaaam karte hain jaaab time k sath sath learnign karte hain tu loss new trader ko kaam milta hain qk merket ko achi tara analysis karna learn kar skte hain merekt main kuch time k bad new trader merket say knowledge or experience hasil kar k ahcy profit ki taraf jah skte hain forex trading asa work hain k is main log daily kafi acha profit hasil kar rha hain or haar trade agar profit main nehe jati hain tu kuch trades new trader ki start main loss main jati hain or pher thora thora profit accpcet kar lete hain new trader
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Pakistan Forex Mein new member kaam karte hain tu wahi Soch kar kaam karte hain ki hum is main bahut hi jyada profit Hasil kar sakte hain lekin Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Jisko Pakistan Forex trading ke bare mein accha knowledge or experience hota hai profit usi ko Milta Hai thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

                    my dear brother aap ki baat bilkul thk hai joo new trader hota hai es ko trading ache lagte hain mager en ko trading main loss acha nahi lagta hai loss to kise ko bhee acha nahi lagta hai losss sab ko hota hai es se tenshon na len ye profit ki y=trah forex ka ek part hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko trading achi lgti hai lekin us mein loss acha nai lgta

                      ji han dear ap ny sahi kaha hai ky new traders ko trading achi lgti hai . aur losss nhi . un ko chaye ky trading se pehly forex ko learn kryn. learn kryn gy to hi loss se bch skyn gy . yaha pr order lagana koi mushkil baat nhi hai lekin us lgaiy gaiy order se profit lena mushkil hai . profit isi sorat milta hai ky ap ki entry good ho. entry good tab hi ho ge apky pas jab experience ho ga. is lye new traders ko chaye ky pehly wo learn kryn .
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X