Currency pairs to start with as a beginner? and money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs to start with as a beginner? and money management
    Assalam Alikum Dear traders , bohat say log jo new hotay hain unhen currency pairs ki selection mushkil lagti hay,
    • start mei hmesha low movement waly currency pairs like pairs EUR/USD , GBP/USD kafi behter sabit hotay hain .
    • ar asay pairs select karain jin ka lower spreads ho ta k loss say ziada say ziada bach saken .
    • ar hmesha jo b pairs select karain usay demo account py zrur practice karain ta k ap seekh saken.



    Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	2
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12462836
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

    Dear aap ne new members k liye currency mein trade krna easy kr dia hai kionkeh newbies k pas itna experience nahi hota k woh kis pair mein trading krein lekin demo pe pehly us pair pe practice zaror kr lein tah k real mein achy results milen.
    • #3 Collapse

      Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

      G bhi ap ne boht he informative post share ke a humy majores pairs ko he prefer karna chiey ik to in ka spread km hota a aur doosra in ke daily movement be achi khasi hoti a ,beginners ko to trading karni he curencies pr chiey aur km se km lot size k sath ta k un ko experience b o aur loss b zaida na o ,
      Ap ne jo 7 majores currency pairs k bary btya a humy un ko he apni trade k liey select karna chiey
      • #4 Collapse

        Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

        Je apki bat bhot achy hai ap ny apny tarjarby sy acha maswara dya hai hamy forex ma trading major currency sy sharo karni chahe kiu k es ma earning ka chance zayfa hai or new member k lae ye bhot mufeed sabit ho sakti hai mgr trade sy pehle mukamal knowledge honi chahe
        • #5 Collapse

          Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

          ap ne boht he informative post share ke a humy majores pairs ko he prefer karna chiey ik to in ka spread km hota a aur doosra in ke daily movement be achi khasi hoti a ,beginners ko to trading karni he curencies pr chiey aur km se km lot size k sath ta k un ko experience b o aur loss b zaida na,Ap ne jo 7 majores currency pairs k bary btya a humy un ko he apni trade k liey select karna chiey
          • #6 Collapse

            Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
            Dear aap ne new members k liye currency mein trade krna easy kr dia hai kionkeh newbies k pas itna experience nahi hota k woh kis pair mein trading krein lekin demo pe pehly us pair pe practice zaror kr lein tah k real mein achy results milen.
            apki bat thek hay dear, new traders ko demo account py must practice krni chahiye , mujy trading mei 6 saal ho gay lekin aj bhi kuch samaj na aaey to pehly demo account py hi zrur practice krta hun k real trade mei galti ka margin km say km ho ar account safe rahy .
               
            • #7 Collapse

              Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
              G bhi ap ne boht he informative post share ke a humy majores pairs ko he prefer karna chiey ik to in ka spread km hota a aur doosra in ke daily movement be achi khasi hoti a ,beginners ko to trading karni he curencies pr chiey aur km se km lot size k sath ta k un ko experience b o aur loss b zaida na o ,
              Ap ne jo 7 majores currency pairs k bary btya a humy un ko he apni trade k liey select karna chiey
              bilkul bhai new traders ko pehly currencies ki taraf hi aana chhaiye , ar unhend emo account py achi trha practice karni chahiye ar kuch samaj na aaey to es forum py bohat say seniors hain un say zrur help lain ta k apka knowledge b barhy ar experience bhi forex mei
               
              • #8 Collapse

                Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

                G bilkul thk kaha ha ap new traders ko es bat ka khayal rakhna ho ga k start mein un ko basic pair pe kaam krna ho ga q k un ka experience market k sath bilkul ni hota es liye wo Big pairs pe kaam krny k qabil ni hoty un ko ap k kehny k mutabiq eurousd aur gbpusd pe hi kaam krna chaye us k bad wo jb acha experience gain kr laen tu baqi pairs pe ya gold aur oil pe trading kr sakty haen
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

                  forex aik international karobar he jis mein human all over world kam karna hota he us mein usa china new york shamil hein forex aik esa krobar he jis mein mehnat kar ke human bonuss mita he forex puri duyan mein he apni kamyabi ke ley famous he forex aik onlie karobar he ji hisa tamam dunyan ke traderws hein forex mein koi boss nae he hum apny boss khud hoty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

                    hum pairs mai or currecny mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy money managment kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acha busines hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

                      Aapne bahut acchi informative post ki Sab Logon Ko start main currency pairs pata nahi tawajjo deni chahiye aur gold crude oil wagera Se Bachana chahi aur aapke Bataye Gaye currency pair start Mein trading ke liye best hai.en se acha start kea ja sakta he.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pairs to start with as a beginner? and money management

                        G dear bilkl ap ki bat thek hy...new bibes ko chahye k wo pehly curruncy pairs ki oractice krin demo py phir us ko real mkn use krin q k jitna ziyada experience hoga utna loss k chances km hongy islye hmin ziyada sy ziayaada expetience gain krna chahye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X