risky pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risky pairs
    Tamam doston ko meri taraf se Asalam Walekum Jo dost trading menu Hai unke liye mera ek Mashwara Hai keva gold aur crude oil per trading na Karen Tusi ata Pata Hoga Kyonki gold aur crude oil bahut hi risky pears Tasveer Kiye Jate Hain aur Agar yah ek side par movement kar de to account wash bhi ho sakte hain aur ya FIR Ziada Las ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: risky pairs

    bhai ya pair risky zaror hai lakin in pairs per kam krna ka maza b bohat hai jo kuch hona hota hai jalidi hi ho jata hai gold or oil per jub b trade karo foran se hi rsult nikal ata hai jo b hona hota hai aik hi din me ho jata hai loss ya profit new traders ko in pairs per kam nahi karna chahiye ya risky pairs hai.
    • #3 Collapse

      Re: risky pairs

      Dear gold aur oil dono he fast aur risky pairs hain in par trading soch samajh kr aur intehai ehtiyaat se krni hoti hai ta ky hum khud ko loss se bcha saken aur ache earning hasil kr saken aur new traders aksar apni trading Inhe pairs se start krty hain jab ky Un ko aisa nahi krna chaheye is se unhen start men he bohat zayada loss ho sakta Hai hmesha new traders ko chaheye KY currency pairs par trading kren ta ky wo acha learn kr saken.
      • #4 Collapse

        Re: risky pairs

        G gold 1risky pair hai Hamein is mein bahut Soch Samajh Kar kaam karna chahiye new members ko chahi keva gold pair pair trading Na Kare wah currency pair pair trading kar sakte hain Forex 1 risky business hai is Mein Hamein Soch Samajh Kar kaam karna chahiye nuksan se Bach sake
        • #5 Collapse

          Re: risky pairs

          mara aziz dostu umeed karta hon sb theek thak hon ga drasal ya gold pair our oil pair on logo ka lia hy joo bhot he old hain old ka lia gold he bhot he bestn hy lakn asay jo new members hain vho kbhe hbhe bhool kar bhe mat karin in golg pair oil pair par shukria
          • #6 Collapse

            Re: risky pairs

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends newbies ko gold ya crude oil per trade nai lagani chy q k yeh riksy pair hain inka spread bhi bhut hai hamein jis ki waja say hamara account wash bhi ho sakta hai friends plzz ehtyat say kaam lain our usd sgd pe trade lagayein........
            • #7 Collapse

              Re: risky pairs

              Risky pairs pr kam krna risky to hy lekin ek trah sy acha b hy bnday ki tension khtam hti ek e dafa ya profit hta ya loss foran pata chal jata
              • #8 Collapse

                Re: risky pairs

                forex ik risky business ha mgr is ka kuch pairs boht hi zada risky ha is liya ham logo ko koshish karni chayia ka ham log in pairs par tab hi tarde karya jab ham logo ko is ka bara ma knowledge aur experince mil jaya aur is ka bad be ham logo ko koshish karni chayia ka ham log kam lot size par trade open karya aur forex k risky pairs ma gold aur crude oil wagra shamil ha
                • #9 Collapse

                  Re: risky pairs

                  Good Afternoon Friends
                  Gold aik risky pair hai aor agar ham is mein tarde kar te hain to ham ko is mein market ko bar bar nahi dekhna chaiye is mein ham ko agar loss hora hain to ha ko is mein sabar se kam karna chaiye is mein jald bazi mein aa kar tarde close nahi karana chaiye agar ap is mein market ko analysis kye baghir is mein trade kar te hain rto apka tarde loss mein jae gaa is liy ham ko is mein market ko achi tarah analysis kar k hi is mein tarde karna chaiye aur is ein ham ko anlysis k abghir tarde bilkul nahi karna chauiye .
                  • #10 Collapse

                    Re: risky pairs

                    dear apki baat bilul thk hy hmein forex mein jo bonus milta hy hmein cjhahiy ham uss per soch smjh k treding per treding bht hi risky hoti hy iss per treding kerty huy bht ziada ehtiyaat krein .fotrex mein business kerty huy to hamin iss mein bht ziada ehtiyat ki zrorat hy .dear forex mein treding kerty huy hmein choti si ghalti bht hi braa loss dey sakti hy jis sy hmara business or account bht hi disterb hoty hein iss liy forex k pair ki selection soch smjh ker krein iss mein sigle curencies like gol oil pe trede lgaty huy bht ziada ehtiyat krein.
                    • #11 Collapse

                      Re: risky pairs

                      Assalamu Alaikum my dear brother main ap se sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex wese risky business sirf gold or aik do pairs ke waja se hae warna yeh itna risky nhe hae hae aik to gold bahut risky hae or is ke ilawa GBP/USD bahut risky pair hae mere khayal main q ke in do ne mujhe bahut tang kiya hae
                      • #12 Collapse

                        Re: risky pairs

                        Gold aur crude oil currency pair Nahin Hai yah bahut rishti pair Hai Inki movement bahut jyada Hoti Hai Inka trade karne se aap ko Jyada loss ke chance Hai Kyunki form par bonus Amul ka Milta Hai Aur thoda balance par in pair par trade karna bahut kiski hai isliye Inko Chhod De aur currency pairs per trade Karen.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: risky pairs

                          wailakum assalam dear dost . dear dost aap ny sahi kaha hai ky jo log forex trading me new hain wo gold crude oil jesy high risky pair pr trading nhi kry . aur bilkul aap theek keh rhy ky agr ye pair ayk side move start kr den to minto me choty trader aur new traders ky account wash ho jaty hain. lehaza behtar hai ky aysy pair jo ayk side move kryn in me trading nhi krni chaye . trading krny se pehly money managment aur fundamental par study kr leni chaye.
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X