cruncy pair kyun hote hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    cruncy pair kyun hote hain
    Hum Jab Bhi trade Karte Hain To Hamein currency ke pair Diye Jate Hain Jin par Humne trade karna hota hai ya niche Euro USD GBP USD 12 12
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: cruncy pair kyun hote hain

    Dear is ki reason ye Hai ky currency pairs slow trading pairs hoty hain in par loss ky chances bohat he Kam hoty hain jab ky crude oil aur gold bohat he fast pairs hain In par humen loss zayada ho sakta hai aur aksar yahan par account bhi wash ho jaty hain is liye humen chaheye KY start men currency pairs ko time dyn ta ky account bhi safe rahe aur trading ko bhi samjha ja sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: cruncy pair kyun hote hain

      app ka dost acha question hai currency pairs over all world k her country ki currency ko forex main represnt ker rahy hain us leay hain jesay k eurusd hai ye USA ki currency hai our same jeasy k GBP hai wo humery pass gbpusd curreny pair us ko zahir kerta hai cad ki apni currency hai eur ki apna pair hai to sab ki currencies ko forex main dollar k mukablay main show kai geay hai jesay USDPKR pakistan ka currency pair hai

      اب آن لائن

      Working...
      X