Emotional based ki trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotional based ki trading

    Dear forex agr koi trader auk kamyab trader bana chahta ha to es k lia us ko apny emotinal par kabu rakhna ho ga elq l jobtrading emotional base par ki jaey gi to wo loss ma he jaey gi es lia ya zroori ha k hum trading ko soch smjh kar markeet k hissab sa he kary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotional based ki trading

      emotion based par kabi bi profit earn nahi hota balke loss hi hota hai or agar ap kisi expert or professional trader se bat kare gey to wo bi ap ko yahi batay gey k forex me kabi bi emotions k sath trade nahi karni chahiye ku k jub tak hum emotions me rehte hain tub tak hamara dimag achi tarah se kam nahi kar pata so hum sub ko chahiye k hum apne mind ko bilkul fresh rakh kar kam kare ta k hum forex me achi earning kar sake or apni life ko set kar sake.
      • #18 Collapse

        Re: Emotional based ki trading

        emotions se ki gai trade me hamesha loss hi hota hai or ap ka account bi wash ho sakta hai so ap ko chahiye k ap hamesha safely trading kare or us k liye ap ko chahiye k ap kab bi emotional ho kar trading na kare or forex me hamesha apne emotions par control rakhe ta k ap forex me successful ho sake or apni life ko better bana sake so forex me profit earn karna hai to apne emotions par control karna seekho.
        • #19 Collapse

          Re: Emotional based ki trading

          Gee han aap nay bilkul darust kaha or main aap kii baat say bilkul otefaaq karta hun kay forex may emotion kii bunyaad par yan emotion kay bahao may aa kar koi bhii faisalaa nahun karna chahiye qu kay forex aik business hay jis may itaar charao hamesha chlata rehta hay jis kay bais kabhi minaafa hota hay to kabhi nuqsaan behtar yehi hay kay forex kay trends ko zada say zada samjhnay kii koshish kii jaye or apny knowledge ko braya jaye or is kay sath sath mehnat or lagan say musalsal koshish kya jye..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Emotional based ki trading

            Yes brother 100 percent agreed with you jab kisi ko loss hota ha to vo emotional ho ker jaldi ma our trade open karta ha jis k leye na vo sochta ha our na sochny ka moqa deta ha apny ap ko our us trade sa loss mazeed double ho jata ha thanks

            اب آن لائن

            Working...
            X