Emotional based ki trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional based ki trading
    Trading me emotional based ki trading key bahot zeyda nuksanat hoty hey, loss traders ko emotional banaty hey es se bachny ki koshish hi traders ko perfect aur successful trader banny me help de sakti hay, agar emotional ho kar trading ki jaye to loss recover karny se zeyda traders mazeed loss kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional based ki trading

    Assalamu alaikum my dear friend but thik hai k a emotional trading ke bahut jyada nuksan Hote Hote Hain Hamein emotional trading se ilaj Hota Hai isliye mai national trading se a Dur Rehna chahiye Taki Hum las say Badshah ke aur aur ek acchi trading kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Emotional based ki trading

      Forex mein emotional trading nahin kerni chahyea jub bhi forex mein trading kerain tou hamesha analysis ker kay market mein trade lagain kyun kay agar aap emotional based trade lagain gay tou uss ki kamyqbi kay chances bahut ka hotay hain kaam jo bhi kerna hai 100 percent kernay ki koshish kerain
      • #4 Collapse

        Re: Emotional based ki trading

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko chaheya ka hum es ma emotion ko control ma rakaa to best hoga.............
        • #5 Collapse

          Re: Emotional based ki trading

          G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein emotional ho kar trading nahi karni chahiye jis ki wajah se business main hamein loss ho sakta hai our forex main trading aram sakoon our fresh mind k sath karni chahiye our jis main hamara trading k duraan active hona bahut hi zarori hai
          • #6 Collapse

            Re: Emotional based ki trading

            Jee bilkul doston Forex trading Mein kaam karte hue aap ko chahiye ki aap apne emotions par control rakhen Jyada jaldbazi Nahin Karni chahiye Kyunki agar aap jaldbaazi karte hain to aap ko nuksan hota hai aap Sabar ke sath Apna trade Karen Apne emotions par control rakhen Taka aap ek accha aur Thande dimag ke sath Apna trade kar sake aur Jyada Se Jyada time Forex trading co Den Taki aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Emotional based ki trading

              Friends forex trading aik aisa business Hy jis main emotional koi ahmiat nhi rakhty ager is main ap emotions ly k aao ga to AP koi b trade kro ga us main apko nuksan he ho ga is ly serious ho k trading krni chaea
              • #8 Collapse

                Re: Emotional based ki trading

                Agr emotions na hoty tu full profitable trading possible thi lekin hum apny emotions ko control kr sakty hein lekin yeh us waqt hota hai jb hum emotions ki waja se boht loss kr chuky hoty hein phr baad mein hamein samjh ati hai k emotions mein trading risky ho jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional based ki trading

                  G baai emotional hokar aap jab be trading karangay tho aap ko ziada tha loss he hoga kionka is business may hamay hamesha apnay emotions ok control may rakhna hotha hay our oske waja ye hay ke ye international business hay our is may koi be pair hamari Marzi say move nahee kartha is liay hamay buhut tahamul mizaaji say kaam Lena hoga trading k dhoraan.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional based ki trading

                    Forex mein humain sub sae zayada loss tou emotional trading sae hi hota hai kabhi bhi emotional mood mein trade open na kerain aur apnay emotions ko control mein rakhain aur aik baat zahen mein bitha lain kay aap nay analysis kay baad hi trade open kerni hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional based ki trading

                      Hamy trade Lagate Waqt emotional Nahi Hona chahie farm emotion ho Jate Hain Tu Is Tarah Se hamara kaam se hi nahin Hota Hamein Soch Samajh Ke apna kaam karna chahiye jaldbazi Nahin Karni chahiye jaldbazi Mein kiye Gaye kaam Amoman kharab hi hote hain is wajah se jald Bazi na Karen Banke Aaram Se Apna Kaam Karen jo abhi aap karna chahte hain aur profit Hasil kare
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional based ki trading

                        Demo account perfectice karna bahut zaroori hai demo account for practice kiye bagair Hum trading Nahi Sakte demo account par Hamein practice karni hi Pati Hai is wajah se Hame chahiye ki hum Jyada Se Jyada demo account par practice Karen aur is business mein jyada Se Jyada profit Hasil karne ki koshish Karon Apne emotions par Kabu Rakhe ya bahut hi jaruri hai is se kaam kharab hi hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional based ki trading

                          Emotional ki waja say hum best trading ne kr skty jis ki waja say bhot zida nuksan ho skta ha or humay loss b trading k time bilkul active rhana chia agar asa ho ga hum kamyab hon gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional based ki trading

                            g bilkul emotional based trading main bahoot loss hota hai hume trading karty wqat apny emotions ko control main rakhna chahye auar emotions main aa k koi b ghalt decision nahi karna chahye kyu k emotion main aa k kiye gay huy fasily hume kbhi b profit ki tarf nahi lay k jaty hain hume hamesha loss ki tarf lay k jaty hain aur is se humaraa account b wash ho skata hai hume is se bachny ki kosish karni chhaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotional based ki trading

                              ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hai Hamein technical architect Yaad Se Kam karna chahiye aur bahut Khayal karna chahie aur Hamein Lord Shyam Rakhna chahiye Agar Hum isme achha kaam Karenge to achha profit bhi Kama sakte hain Ki Adalat nahin karna chahiye Hamen Kamyab hona hai tu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X