Unit of gold in international market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Unit of gold in international market
    Dear friends, ap sab jantay hain kah Pakistan main gold ka unit tola hay but international market main gold ka unit ounce hay aur international market main gold ki price es wakt 1470 ek ounce gold ki hay aur ek ounce 2.48 tola ka braber hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Unit of gold in international market

    G han dear aisa he gold ki market mai price kafi increase howi hai aur es kay effect humain doller se bhi mil jatye hain kiyu kay es mai doller uper jata hai tu gold pher bhi uper jata hai jub kay kabhi kabhi doller neechye aye tu bhi gold uoer jata ahi
    • #3 Collapse

      Re: Unit of gold in international market

      bohat acha sawal ha ager hum koo forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga es leya lot of hard work start kardoo ...........
      • #4 Collapse

        Re: Unit of gold in international market

        Gold ki market ko world mai pasind kia jata hai. Es market mai jo bhe kam krta hai tou wo es market mai achi planning sey zada earning hasil krta hai. Es market mai smajh kr trade krney sey kamyabi hai. Es sey hum market mai zada earning hasil kr sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Unit of gold in international market

          ji haan bhai jaan Apne bilkul theek kaha hai Sabse Jyada gold ki Jyada Munh Mein Hoti Hai Kyunki gold Ek bahut Bada Pyara Hai gold ka bahut jyada Mein Paida Hota Hai Aur Hamara account ek minute mein was bhi kar sakta hai aur Hamara account ko bahut profit bhi de sakte hain Hamein is main bahut pyar se kam karna chahie gold Hamara count 1 minute mein hi Khatam kar sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Unit of gold in international market

            yes app ki baat say agree kerti hoon forx main abhe gold boht high pay hai us ka iak tola 1470 per once k brabar hai abhe ye mazeed up jeay ga our mujhey ye 1500 tak lag raha hai our hum us main trade tab he ker sagty hain jab humera acha capital ho ga pher he us main humean acha earning ho ge our success milay gee
            • #7 Collapse

              Re: Unit of gold in international market

              of curse dear friend ap ny bilkul sahe kaha hy mn ap ki bat sy agree hon bilkul gold internatisnal market mn ounce ky hisab sy hota hy aur gold UK aur USA mn bahot ziyada mehnga hy jabkeh Pakistan mn gold ka rate kam hy aur ounce ky hisan sy gold ka rat lagat hy wahn jabkeh yan tula ky hisan sty gold sell hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Unit of gold in international market

                اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                Dear friends, ap sab jantay hain kah Pakistan main gold ka unit tola hay but international market main gold ka unit ounce hay aur international market main gold ki price es wakt 1470 ek ounce gold ki hay aur ek ounce 2.48 tola ka braber hota hay.
                Thank you bhai ap ne acha knowledge share kia hai jo k mujhy jyada pta nai tha Q k me ne kabhi Gold pr itna deeply ghoor nai kia tha. Magr mery khyl se agr hm pakistani Gold ko daikhen or international gold unit ko b to hmary yhn gold itna mehnga nai hai jinta International level pr hai. Is lye jb hm Gold me Trading krty hen to hmen jyada profit hota hai or loss b.
                • #9 Collapse

                  Re: Unit of gold in international market

                  Aap ko chahiye ke aap Usi pairs par trading Karen Jisme aapko practice Ho Agar Hum use Pairs Mein trading Karenge Jisme Hamein practice Hogi To Ham profit Hasil kar Payenge Is Tarah Se Hamein bahut hi Soch Samajh Ke apna kaam karna hoga Agar Hum is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Rahi Baat gold key to gold ki trading Koi Aasan Nahi hai yaha Ek Mushkil kaam hai is wajah se gold ki trading aap karna chahte hain to bahut hi Soch Samajh Ke karien
                  • #10 Collapse

                    Re: Unit of gold in international market

                    increase howi hai aur es kay effect humain doller se bhi mil jatye hain kiyu kay es mai doller uper jata hai tu gold pher bhi uper jata hai jub kay kabhi hai jo k mujhy jyada pta nai tha Q k me ne kabhi Gold pr itna deeply ghoor nai kia tha. Magr mery khyl se agr hm pakistani Gold ko daikhen or international gold unit ko b to hmary yhn gold itna mehnga nai hai jinta International level pr hai
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Unit of gold in international market

                      Ji aap gold par bhi trading kar sakte hain Gold per trading karna Itna Aasan Nahi Hai yar Ek Mushkil kaam hai golf per trading Main Agar profit ho to isme profit Kafi Jyada hoti hai aur new members lalach Mein Aakar gold par trading kar Baithe Hain Jis ki vajah se tumhe bahut nuksan hota hai Kyunki unke Gold per trading karne mein Itni practice nahi hoti is wajah se jo new members Hain unko chahi keva gold par trading na Karen Banke is se avoid Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Unit of gold in international market

                        Dear brother buht hi achi information share ki he aap ne hamen aisi information share kerni chahiye ta k hum sub logon ko international market ka pata hona chahiye k Pakistan or International market me or currency me kia difference hota he agar hum logon ko ye cheezen pata hongi to hamare liye aasani bhi hogi.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Unit of gold in international market

                          Dwar forex user jaisa ap ko golf knpair ka pta ha k Gold ki market ko world mai pasind kia jata hai. Es market mai jo bhe kam krta hai tou wo es market mai achi planning sey zada earning hasil krta hai. Es market mai smajh kr trade krney sey kamyabi hai. Es sey hum market mai zada earning hasil kr sakty hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X