Forex asaan kaam hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    dear dosto assalam o alaikum forex busniess bohat hi aasan busniess hai main apni laif main is busniess se acha aur aasan busniess nahi dekha is ke elwa aur bhi boaht se busniess hain magar sba main koi na koi mushkilat ho ti hain magar is busniess main bi kul nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      aslamo alaikum bai jaan'
      forex trading buht hi ziada easy bi ha aur buht hi ziada ap ko mushkil bi lage ge,is liye pehle ap ko ziada education ki zarrorat parre gi.................
      • #393 Collapse

        Assalam - u - alaikum bhai jaan jee bilkul ager dekha jaye to forex forum aik easy work hai is me ager hum trading seekh le to hum is se kaafi earning ker sakte hai thanks for question
        • #394 Collapse

          Ge bilkul forex asaan business he bus kuch is ke rules and kuch knowledge and kuch experience hona chaie ta ke ap sahi trah trading kar saken.
          • #395 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: khanzada3 پيغام ديکھيے
            Dear FRndx Forex trading ka WOrk Ek bht he Asan kaam hai ismain just apko Knowledge required hote hai Bus AUr App trade kr k acha Profit earn krskte hain.
            ma kaho gsa asaan b ha muskil b ha lakin haar kaam menaht se to karna hota ha q agar ap ko kaho bena kaam kara ap ko paisa mil jae wo wo to ye nai ha forex ma time espent kara ga asaan laga ga
            • #396 Collapse

              Beshak ap ki bat darust ha, Forex bhot he asan kam ha lekin problem yeh ha k Forex ka knowledge har kisi k bus ki bat nai, is ka knowledge bohot waseeh ha jis ko jan'ne k liye aik umar chahye.
              • #397 Collapse

                g hn g forex trading k kam waqai me aek asan buisness hn jis me apko apney time or attension k ilawa or kuch bhi invest krney ki zarorat nai parti. so its a bes ever online buisness. we love forex.
                • #398 Collapse

                  Jee bhai jee bilkul forex trading business aik bohat he easy work hai jis say hum gher bethy ba asani achi khasi earning hasil kar sakty hain lekin us k liye humain siraf mehnat aur ziyada say ziyada practice ki zarorat ho gi.
                  • #399 Collapse

                    Mairay khial main to forex koi aasan kam nahi hay.agar yah kam itna aasan hota to iss main 95 % traders fail na hotay or loss na kertay.forex bohat hi mushkal kam hay laikn aisa bhi nahi hay kay yah aik na mumkin kam hay.iss ko seekh ker kia jay to profit milta hay or rael business hay.
                    • #400 Collapse

                      Yes brother forex boht asan kam hy agar hm step by step is ko learn krnay k bd real trading start karein or laluch na karein to hm asane sy boht khuch earn kr sagty hain.
                      • #401 Collapse

                        je han trading asan kam bhe h or muskal bhe agar ap ache trading kar late hain to ye bohat asan kam agar ap ko jante nahe ya us me ap paractice nahe karte to ye bohat muskal kam bhe h or ap loss bhe ho sakta h. as main practice ka hona lazme h warna ye assan kam nahe
                        • #402 Collapse

                          forex itna asaan kaam bhi nahi hai. forex main profit hasil karnay kay liye humein sab say pehlay forex ka pura knowledge hona chaiye aur uss kay baad humein practical trading ki zaroorat parti hai.
                          • #403 Collapse

                            Forex trading min market ka jab hum andaza kar leite hin aur trading ki psychology pe bhi aboor kar leite hin to hum es business min se kafi bari earning bhi kar sakte hin humari malomat es business ko humare lei asan kar deiti he.
                            • #404 Collapse

                              forex koi asan kaam nai hai is main work karna koi asan nahin hai is main work karne ke liye ap ko mehnut karni padti hai aur success hasil karni padti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                well forex un k liye to bht asan h jin k pas knowleage h or kafi experince h or jo without knowleage or experince ki bina par kam karahy hain uny to forex bht mushkil lagy ga anyways agar hum forex ko asan banana chahyte hain to humy bht mehnat karna hogi tab ja kar humy b forex asan lagy ga or hum trading se bht acha earn karsaky gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X