Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?
    Forex trading aik tough business hey iss men profit hasil karna bhi mushkil hota hey aur iss men experts ko bhi loss ho jata hey aur jo jitna bhi experience hasil kar ley loss zaroor hota hey kiun k kabi kabi market achanak opposite move kar jati hey aur bara loss ho jata hey lekin loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

    Long time trading ka expernice be agar kesi trader ko ho aur es key bawajood be trading me loss ho sakta hay es ki waja ye hoti hay, profitable trading me siraf experience ki hi zarorat nahi hoti sath me trading be planing key sath karni chaye aur traders me trading skills be hony chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

      Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai kai dafa loss ho jata hai kun k ap ais mai lalch karty hai agar ap ais market mai risk ni lety to ap ko ais mai loss ho bhi to kam hota hai aor sab se zarori agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais mai wait karna chaye jab ap ko achi trade mil jaye to aus time ap ais mai trade lagye ta k ap ko agar loss ho to atna na ho magar trade par profit zayda ho.
      • #4 Collapse

        Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

        exactly loss her trader ko hota hai kbhi kabar acha experience hony k bawajood b aur exprt hony k bawajood b loss ho jata hai ye is liye hota hai k market ik dam se move karti hai aur kbhi kabar ye humari trade k bilkul opposit chali jati hai jis ki waja se hume loss ho jata hai liken hume pareshan nahi hona chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

          Je hamy experience k bawajood loss ho sakta hai ap thek kehty hai bhae kiu k ham jetna b market ko jan ly ham ye ni keh sakty k ham 100 percent market ko jan gae hai or kiu k market risk har hal ma rahy ga mgr hamy chahe k ham kam risk py trade karyn or zayada profit ki lalach na karyn
          • #6 Collapse

            Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

            mery dost experience k bawajood loss us wja say hota hai k us main hum greed ko control nahe kerty hain hum her trade say boht zeada expetasion ker rahy hoty hain our humeri koshsh hoti hai k her trade k oper hum zeada say zeada risk lay k acha profit earn kerean usi wja say humery analysis to theek hoty hain but loss pher bhe lalauch ki wja say hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start kardaa q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko ager experience hotaa ha laken forex ak risky business ha es ma ager hum ko experience ha to per hum ko loss kaam hotaa ha bulkaa hum ko profit zeyadaa hotaa ha...........
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Experience k bawajood loss kiun ho jata hey?

                DEAR FRIEND agar ap ak successful business man han to jo new ay han aap un sa apna experience share Karen un ko achi trading karna r techniques ka bara mn idea den ta ka woo bhi aap ka Tara is business mn successful hoo saka r ak achi earning kar saka aor experience hai tu hamre liy sab kuch hai

                اب آن لائن

                Working...
                X