Fundemental analysis zaroor kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundemental analysis zaroor kerain
    Forex trading main agar aap ne fundamental Annaylis karnay hain tou aap ko chiay kay aap apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat econmic calendar ko zaroor daikh liay karain jis main important news
    CPI aur PPI
    intrest rate
    nonfarm pay roll
    us job data
    job less claims
    Aap sirf inhi news per trading karain to aap achay bhalay master or profit earn walay ban jain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundemental analysis zaroor kerain

    Baai Jaan ye fundimintal analysis hothay Kia hay hamay Zara is k baaray may tafseel say bathaye our aaj tho wasay be Mera dimagh kaam he nahee Kar raha kionka jis taraf be trade open karthay Hoon oskay opposite side par market move karthe hay our trading ko rok be nahee sakhthay kionka loss may jaa rahay hay our osay recover be karna hay.
    • #3 Collapse

      Re: Fundemental analysis zaroor kerain

      Dear her koi apny lehaz se trade kar raha hota hai agar ap ne ais market mai dekha ho jo technical analysis par kaam karta hai wo fundamental par kaam ni kar raha hota ais liay agar ap ne ais market mai normal trade bhi karni hai to ap ko sirf atna pata hona chaye k kon se time par koi news aa rahe hai ta k aus time par trade na ki jaye jab news aati hai to aus time market technical ko follow ni karti.
      • #4 Collapse

        Re: Fundemental analysis zaroor kerain

        Gee haan bhai forex market zayada tar members ko technical analysis kerna hi nahin atay tou woh market mein sirf fundemental analysis hi kertay hain aur mera bhi yehi khayal hai kay humain trading mein forex market ki economic news ka bahut khayal rakhna chahyea aur news ko follow ker kay trading kerain tou iss sae humain achi trade mil sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Fundemental analysis zaroor kerain

          Forex mein jahan technical analysis ki value bht ziada ha wahan fundamental analysis ki bhi bht ziada value ha. Fundamental analysis k baghair hm trading utni achi ni kr sakty jitni fundamental analysis se kr sakty haen. Hamaen es ki ehmiat ko samjhna ho ga aur esy seekhna ho ga ta k aney waly waqat mein hm aik achy trader bn sakaen.
          • #6 Collapse

            Re: Fundemental analysis zaroor kerain

            hamy fundamental analysis ko mostly use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Fundemental analysis zaroor kerain

              forex main fundemental analysis ke bohat he zeada ahmeyat hain hum is main ache trading karty hain hum is main part time trading be kar sakty hain or full time trading be karty hain hamy fundemental analysis ko ache sy samj kar trading karne chehay per he hum market main run kar saky gy or kamyabe trader ban sakying gy forex hamy knowledge or experience be data hain
              • #8 Collapse

                Re: Fundemental analysis zaroor kerain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Forex trading main agar aap ne fundamental Annaylis karnay hain tou aap ko chiay kay aap apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat econmic calendar ko zaroor daikh liay karain jis main important news
                CPI aur PPI
                intrest rate
                nonfarm pay roll
                us job data
                job less claims
                Aap sirf inhi news per trading karain to aap achay bhalay master or profit earn walay ban jain gay
                Reading mein fundamental analysis bahut hi jyada useful hote hain fundamental analysis se traders who mojada profit ho sakta hai agar Kisi country Mein crisis chal rahe hain to wo fundamental analysis bante Hain Jo traders Ho long term Tak profit Dilwa sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fundemental analysis zaroor kerain

                  Risk to essential hy aur is key baghair aap ko profit hasil nahi ho sakta. Aap ko profit bhi ho sakta hy aur loss bhi ho sakta hy. Hamain loss key leye khud ko prepare rakhna hy aur loss key bad disappoint nahi hona. Loss sey guzar kr hi hum experience main izafa kar saktey hain aur apni trading ko behtar bana saktey hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundemental analysis zaroor kerain

                    forex ke karobar mein humen trading market mwein fundamental nanalysis ko hi istemal kerty hoy kamyabi ke tarf le lke jaty hein forex aik kamaybi ke taraf le ker jata he forex aik online karobar he jis mein hum apny workld awar business ko success ke taraf le jaty heinforex aik part time job he jo hum apni marzi ke sath full time bi ker sakty hein forex mein hum fresh ke sath kam ker sakty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundemental analysis zaroor kerain

                      G Han bhi ap ne bulqul Sai kaha humy sub dekh kr trade Marni Chay
                      Jis piear ki bhi karni ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundemental analysis zaroor kerain

                        Gee han jab market main fundamental news ho phir technical analysis pr trading nai hoty balke fundamental analysis pr trading karna hoty hai agar fundamental analysis nai aata phir market main trading se door rehna parta hai fundamental analysis par aaj kal sari market chalty hai fundamental analysis par news hoty hai economy hoty hai gdp hoty hai country halat hote hai jis ki wajah se currency up down hoty hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X