Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey
    Jo members forum mein threads banaty hein unky thread ki heading kuch aor hoti ha aor nechy brief kuch aor hamein chahiey ky thread ki heading aor brief same likhain ky her koi sirf thread ki heading ko read ker ky reply ker dety hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

    Assalamu alaikum my dear friend jasa kya aap Jante Hain ki jo bhi trade banti hai uski hand line kuch aur hoti hai aur neeche de Gayi bright kuch aur hoti hai isliye Akshara log trade read Karke fair trade Ka Jawab Dete Hain isliye Hum Se Kaha Jata Hai Ki wah Aisa karna chahte hai Is Tarah
    • #3 Collapse

      Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

      Dear ap ne agar koi thread creat karna hai to aus ki jo heading dey rahy hai aus k hisab se hi agay topic likhy ais mai ye hai k jo banda bhi ap k thread ki heading ko parhy ga aus ko samjh aa jaye gi k ap kis topic k bary mai baat karny waly hai aus k baad wo ap ki thread ko study kar ley ga aor aus k hisab se jawab de ga agar ap dono mai change rakho gay to wo confuse ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

        Gee haan aisa hi hota hai log topic kuch aur select kertay hain jub kay uss mein brief kuch aur di hoti hai aur.akser tou wording bhi aise hi use kertay hain kay kisi ko bhi unn ki post ki samajh nahin ati aur phir jub unn ko bonus milta hai tou woh kehtay hain kay mein nay tou 1000 post ki hai aur bonus sirf 100 dollar mila hai tou uss kay lye aap apni posts ki quality ko check kerain
        • #5 Collapse

          Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

          wow ap ne to bohat achi bat ki hai or me ap ki bat se sehmat hun k bohat se members pak forex forum par ese threads karte hain k jin ki heading kuch or hoti hai or us me likha kuch or hota hai so ap ko chahiye k ap pak forex forum par achi quality ka kam kare or ache ache threads create kare ta k members ko read karne me bi asani ho or wo easily ap ko reply kar sake or ap ko thanks bi de sake.
          • #6 Collapse

            Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

            Yes brother kuch members jb threads create krty hein tu unki heading aur briefing mein difference hota hai kionkeh ab routine aisi ho gai hai k aksar members thread ko read nahi krty aur reply kr dety hein is liye threads ki headings aur briefing dono same hon tah k members ko koi problem na ho.
            • #7 Collapse

              Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

              mara aziz dosto drasal bat ya hy kh threds our on ke heading khuch bhe laga daity hain lakan brifing mainbhot bhot fark hota hy bhot sa members ese baat sa parshan hain on ko on ke heading samjh ni ati main to ya kehana chahao ga kh please ase thred ko rokany ke kuses ke jay
              • #8 Collapse

                Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

                G hain bhai jan aapne bilkul hi sahi kaha hain thread ki heading kuch aur brief kuch aur hoti hain humko is mein upar bhi wohi likhna chahiye aur nechey bhi wohi likhna chahiye par ja kar hum is mein profit hasil kar sakte hain thread ki heading ko behtar tarike se kam karna chahye ye to wohi baat sawal aur jawab aur
                • #9 Collapse

                  Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

                  g ham logo ko chahye ka ham log is ma threads ki heading aur is ka brief bi same likha aj kal is am heading achi hota ha magar brief ma kuch acha nahi hota ha aur is ma fazzol likha howa hota ha is ma kuch memeber heading ko dekh kar reply karta han jis ki waja sa un ki post delete ho jati ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

                    g ham logo ko chahye ka ham log is ma jo bi threads create kara is ki heading same day aur is ka saath saath is ka brief bi same ho kuch log is ma brief same nahi karta ha aur kuch member is ma title par ka hi post kar data han jin ki waja sa un ko is ma loss ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                      Jo members forum mein threads banaty hein unky thread ki heading kuch aor hoti ha aor nechy brief kuch aor hamein chahiey ky thread ki heading aor brief same likhain ky her koi sirf thread ki heading ko read ker ky reply ker dety hein
                      Hum Jab Kisi 3rd main post karen to hamein chahiye ke post main bhi wahi Khushi Likhe Jo Humne title Banaya Hai Hamari post title se related honi chahie Ta ke padhne wale ko Samajh Mein Sab Kuch Aaye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread ki heading aor brief main difference hota ha jo nehi hona chahiey

                        Gee aisa hi hota hai log forum per thread tou create kertay hain lakin sirf thanks lenay kay lye aur woh yeh nahin sochtay kay mein topic kya likh raha hoon aur uss mein mein kya pooch raha hoon ya kya brief ker raha hoon iss baat ka sub log khayal kerain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X