Running loss ko importance deni chahiey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Running loss ko importance deni chahiey
    Kisi bi open trade mein running loss ko imoortance deni perti ha agar hum running loss ko control nehi kerty to hamara account running loss increase hony ki waja sy wash bi jo jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Running loss ko importance deni chahiey

    Assalamu Alaikum dear brother ha yeah but thik hai ke running lose ko important Din chahi Kyunki Koi Bhi Aadmi loss uske baad hi hi Ek accha Sabak Sikh sakta hai aur hua Soch Samajh Ke Sath trading karta hai aur ek accha Prophet Hassan karta hai
    • #3 Collapse

      Re: Running loss ko importance deni chahiey

      Forex mein agar humara loss shru ho gaya hai tou phir humain chahyea kay hum forex mein apnay running loss per nazar rakhain aur agar hum nay trade mein stop loss nahin lagaya tou humain apni trade ko zayada loss mein nahin janay dena chahyea aur koshish kerain kay agar market jadli reverse nahin honi tou trade ko loss mein hi close ker dain
      • #4 Collapse

        Re: Running loss ko importance deni chahiey

        Dear ap ne agar dekha ho to ais market mai banda jab kuch trade lagata hai aun mai se jin par profit ho raha hota hai wo banda trades close kar k khush ho raha hota hai k aj ka target pora kar lia hai magar jo trades loss mai chal rahe hoti hai aun k bary mai ni sochta jis ki waja se account ki equity kam hoti jati hai ap k account mai asal equity hi hoti hai jo ap ka real balance hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Running loss ko importance deni chahiey

          agar ap stop loss ka use kare to ap ka account kabi bi wash nahi ho ga or is k sath ap ko bi chahiye k ap kabi bi over trading na kare ku k jub ap over trading karte hain to is se ap ka account wash ho jata hai so ap ko chahiye k ap in dono bato ka has khayal rakhe or hamesha demo account par practice karte rahe ta k ap forex me apne skills ko or zayada improve kar sake.
          • #6 Collapse

            Re: Running loss ko importance deni chahiey

            Bilkul bhai bohat zabardast knowledge di hai running loss ko trading ki zuban main floating bhikehtay hain to humain koshsih karni chahiay k is floating se jitna mumkin ho skay bachay jaye kiun k ye running loss hamray profit k liay bhi nuqsaan deh ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Running loss ko importance deni chahiey

              jab bhe app loss ko respect dain gay to pher he app ko profit acha ho ga hum jab bhe trade opne kernay lagta y hain to pher us main hum profit ka souch rahy hoty hain jes say pap lot bare lety hain or pher us ki wja say hum loss zeada ho profit kum hota hia to dosto us main loss ko diekh k trade loo our running loss loss hota hai profit ko book karo gay to pher wo profit ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Running loss ko importance deni chahiey

                Gee haan bilkul running loss ko humain bahut zayada importance deni chahyea aur iss ko serious lena chahyea aur uss ko recover lernay aur loss ko trade mein hi qaboo kerna chahyea agar tou uss kay lye counter trade bhi lagani peray tou zaroor lagani chahyea warna account wash ho jaye ga
                • #9 Collapse

                  Re: Running loss ko importance deni chahiey

                  forex mai loss hamy apne he mistakes ke waja sy hota hain hamy loss ko katem karny ky liye learning ko best banana ho ga or hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maket ka balm nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Running loss ko importance deni chahiey

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Sanwal پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum dear brother ha yeah but thik hai ke running lose ko important Din chahi Kyunki Koi Bhi Aadmi loss uske baad hi hi Ek accha Sabak Sikh sakta hai aur hua Soch Samajh Ke Sath trading karta hai aur ek accha Prophet Hassan karta hai
                    Dear running loss ki fikar ap na karain jab tak ap ka stop loss laga hai woh ap ko fikar nahi karny day ga masla un traders ko hota hai jo without stop loss trading karty hain. woh trader jo without stop loss use karty hain un ko har waqt pareshani rehti hai jis waja se woh trader running loss ko daikh kar parehsan hoty hain or hona b cheye es tarha tu account b wash ho jata hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X