Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna forex trading ma mistake na karaa q ka ager hum mistake kartaa ha to per hum k loss hotaa ha or hum ko chaheya ka hum apni mistake ko again or again na karaa to best hoga.............
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

      g ham logo ko is ma loss tab hi hota ha jab ham log is ma iak hi mistake ko bar bar repeat kar raha hon ham logo ko jab bi loss ho raha ho to ham logo ko chahya ka ham log is ma apni mistake talash kara aur is ko correct karna ki koshish karni chahye ta ka ham log ya mistake repeat na kara aur ham log is ma loss sa bach sakha
      • #18 Collapse

        Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

        G haan dost aapki baat se agree kerta ho agar daily basis per loss ho reha ho to apni strategy or planning ko change kerne ki zaroorat he strategy ko review kerna hoga or apne loss ko bhi analysis kia kare k kio loss ho reha he loss hone ki koi main reason hogi.
        • #19 Collapse

          Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
          Dear friends, agar kisi trader ko musalsal loss hota hay to us ki pechay koi aisi reason hota hay jissay woh ignore kar raha hota hay aur bar bar repeat ho rahi hoti hay so woh us mistake ko talash kar k remove kar k loss say bach sakta hay.
          Yes sir repeated mistakes hmen kabhi b successful trader nai bnna skti hen. Agr hm daily aik jesi mistakes krty rahen to aik din hmara account b wash ho skta hai.Is lye jarort is bat ki hai k hm apne mistakes ko control/avoid kren taky hmary lye profit hasil krna easy ho jae wrna mistakes dohrany ki aadat hmen boht nuksan me daal dy gi.
          • #20 Collapse

            Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

            g ham logo ko is ma tab hi loss hota rahta ha ka ham log is ma apni mistake ko correct karna ki bijaya is ma ham log is mistake ko repeat kar raha hota ha aur is ma ham logo ko kabhi bi loss ho to is ma apni mistake ko talash kara aur ham logo ko is ma mistake ko hatam karna chahaye repeat karna sa
            • #21 Collapse

              Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye loss hota ha to per hum ko apni mistake ko search karnaa hotaa ha or ager hum wo mistake ko search nhi kartaa ha to per hum ko again or again loss he hotaa ha ..........
               
              • #22 Collapse

                Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

                ASSSALAMO ALIKUM dear forex member ager ham koi kaam kerty hin or us min koi mistakes ker bhi jaty hn to hamin us kam ka koi barha nateeja nhi milta to next bar ham whi kaam bhger changes k kerty hn i mean apni mistakes ko thk nhi kerty phir hamin loss hojata hy or haMRA bussniss agy bhi nhi bhar pata hamin apny kam ko agy bharnuy k liy aopni mistakes per nazar rahkni hogi unhin agy k liy thk krena hoga tab hamary loss k chances bht kaam ho jain gy or hamaer bussniss increase kchances bhar jain gy ,,,,,
                • #23 Collapse

                  Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

                  ji haan bilkul regular loss repeating mistakes ki vajah se hota hai Hamein apni mistakes colpitt nahin karna chahiye Koshish Karna chahiye apni mistakes ko Jyada Se Jyada acche tarike se improve Kare Itna Jyada Hum Apni mistakes Koi improve Karenge Itni Jyada acche tarike se kam ho raha hai mein kamyaab hoge Sakenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

                    jaaaab hum forex trading main kaaam karte hain tu aagar humhain loss ho jata hain 1 baar tu koi baat nehe hain forex merket main asa hota rehta hain par agar baar baar usi pair main loss ho rha hain ya baar baar humhain stop loss hit ho rahy hain tu pehr hamre analysis main mistake hain jo k humhain haaar haal main thek tara learn karna chahiye mistake he humhai accont wahs kara deti hain agar mistake ko ignore kare gy hum tu pher b account rafta rafta wash ho jyga mistake ko humhain apne pas note rakhna chahiye mistake dora nhe karni chahiye lot of hard work kar k and lot of learning kar k hum mistake ko remove kar skte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

                      yes,dear apki baat aur apka experience bilkul theek hay k agar aik baar hamko lose hota hay to hamko wo baat yaad rakhni chaye k hamko kis wajha say lose huva hay aur agar ham wahi mistakes baar baar krtay hain to hamko forex say kuch bhi hasil nai hoga aur ham har din lose krtay krtay markeet ko hamaisha k liye chornay ka faisla kr laingay aur agar ham aisa fasila krtay hain to ham aur bhi kisi business main success nai hongay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

                        G ha friend me app ki bat se 100%agree kerta ho k humain us waqat loss bar bar hota he jub hum apni mistake kp ignor ker se or per wphi mistake bar bar repeat kere is lei mistake kp ignor kerne k baji correct kerne ki zaroorat he tub hi hm loss se bach sakte he werna per loss ka maza chocko ager mistake kp correct nhi kerna to
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Regularly loss repeating mistakes ki waja say hota hay

                          yes main app ki baat say agree kerta hoon traders humesha her month loss us wja say kerty hain koin k us main loss un ko repeated mistakes ki wja say hota hai ager wo loss say bachna chahtty hain to pher unhain mistakes ko control kena ho ga pher he un ko zeada loss nahe ho gaa our wo us main ache eanring ker pian gay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X