Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

    ji aapne bilkul sahi kaha hai ke kaam education ki vajah se log is business ko samajh Nahin paate is business ko samajhna bahut hi jaruri hai Jaise Baki business ko ya FIR kaam ko samajhna bahut hi Jaruri hota hai ISI Tarah Se is business ko bhi samajh na bahut jaroori Hai is business ko karne ke bhi kuch rules hai aur in rules ko samajhna bahut jaroori hai aur Hamein Pata hona chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

      Dear member Aap Ki Baat bilkul right hai agar Kisi member ke paas knowledge or experience kaam hota hai aur taleem bhi kaam hota hai tu Hua market ko samajh Nahin paate aur usse achi Tarah Se analyses nahin kar paate agarwa is Mein kamyabi Chahte Hain Tu waha se pahle Apna experience and knowledge Ko Badhana chahi tabhi Hama market ki movement ko Chitra se samajh Payenge
      • #18 Collapse

        Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

        dear meber apki baat bilkul hi thk hy g haan ager hmary pas education ho gi to ham life k her maidan mein aagy bhar sakty hein .q k education hmein kamiyabi ka right way deti hy .education ka hona hmary liy bht zrori hy q k education k bhgair koi buisness ya ko bhi kaam proper nhi hota hy .dear forex mein education ki need hoti hy /.kuch loogoon k pas education bht kam hoti hy jis ki wjaaa sy wo forex business ko join to ker lty hein mager uss mein kamiyab nhi ho paty q k un k liy forex k rule ko smjhna or treding k rules ko smjhna mushkil hio jata hy jis ki wjja sy wo nakaam ho jaty hein.
        • #19 Collapse

          Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

          Bhai jan is main logo ka taleem kam hota hai isliye log forex ko samajh nahi pate hain aur hamra is main taleem acha ho to ham is main kamyab ho skate hain aor hamm ko chhaye ache taleem k sath forex trading ko join kare aur ham is main kamyab ho skate hain aur is mein earning kar skate hain
          • #20 Collapse

            Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

            g is ma kuch log kam education hoti ha jis ki waja wo log is ma kamayab nahi ho pata ha aur wo log is ma achi quality wali thread bi nahi create kar sakhta han aur is ma un ko chahye ka wo log is m posting kara aur jin threads ma english ka word hota ha un ko iska answer perfect dana muskil hot a ha is liya un ko chahye ka wo log is ma kabhi bi hard work ko na chora
            • #21 Collapse

              Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

              ap education ki bat karte ho mene bohat sare ase trader daikhe hai jin ke pass knowledge b bohat hai or education b lakin wo is business me loss kar rahe hai unko mya hi nahi samj lag rahi ke loss hum q kar jate hai bhai ya business samj me ana wala nahi hai is me emotions aa jate hai jis ki waja se hum loss karte hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Log Kam education Ki Waja Se Log Forex Trading Ko Samjh Nahi Pate Hain

                Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul sahi Kaha Hai Ki Kuch log lack of education ki vajah se a Forex trading co samajh Hi Nahi paate Aur loss hi kar dete hain aur perfect Unki Muqaddar mein nahi hota
                Visit My Profile

                اب آن لائن

                Working...
                X