Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha
    Dear members forex ko seekhty howe hm trade ko analysis krny mein bht time daity haen hr tareeqa seekhny ki koshish krty haen ta k hm behter se behter trade analyst bn sakaen laikn kuch cheezon pe hamara dehan bht kem hota ha Jo trading k liye intehai zruri hoti ha for example proper stop-loss aur take profit ka lagana,money management ka sahi tareeqa kiya ha aur trade ko kb tk open rakhna aur market behaviour ko dakhty howe acha faisla krna ye sb hamaen achy tareeqy se seekhna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

    Je haan daily jo bhi analysis karain proper tarikay sey karain kuch bhi skip na karain aap ki nazar har cheez pe he honi chahiye lazman jo jo trading kay liye intehai zaroori chezen hain unko lazman dekhey money management wagaira achi strategy ka proper use ye sab chezon pe aap ko lazman gor karna chaiye.
    • #3 Collapse

      Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

      Dear forex main hum tab hi kamiab ho sakte Hain jab hum is business ko proper tarike se samjh pate Hain is k ups and downs ko samjh pate Hain aur trading k aik aik tool k bare main humain sahe information ho k kab Kon sa tool kidhar use karna hay tab hi hum is business main success hasil Kar pate Hain aur aik ache trader ban pate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

        Aapne bahut acchi information di. Analysing to sab log karte hain lekin Inki Jean par Jo Dena bhi zaroori hota hai agar Hum analyse thik kar lena aur trade Sahi open kar de lekin take profit Jyada big kar de to market profit mein aane ke bawjud Hamein kuch nahi milega isliye in cheezon par Bhi Tawajo karne chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

          Good morning friends all forum members....
          hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or jahan baat experience or knowledge ki a jati hai to hum ye jan jaty hain k ham ko as cheez ki zarort hai agar hum dil sy as mien kaam krty hain
          to hum experience or knowledge hasil kar sakty hain as lyi hum ko jab bi as main trade karna hota hai tu hum ko experience or knowledge zaror hasil karna hota hai or ham ko as ki base per har bar earning ho sakti hai as lyi hum ko jab bi jo bi kaam karna hota hai experience or knowledge k lyi try zaror karna hota hai
          as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker earning karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

            G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, bahut saray traders trading k doran bari bari mistakes say to bach jatay hain but choti mistakes par woh dheyan nai detay jis ki waja say un ko loss aa jata hay esleay har trader ko chaheay kah choti ya bari kisi bi mistake ko ignore na karain.
            • #7 Collapse

              Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

              G hn jaidy keh hm Forex work mn dekh len trade ope karny mn hmari tawajo nh hoti aksar hm market ko achy sy read hi nh kar paty aur es ky ilawa aksar jub hm trade open karty hn tu trade mn stop loss aur take profit ko ehmiyat hi nh dety liken hmary liken hmen en par achy sy tawjo deni cahiya
              • #8 Collapse

                Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                bhajan Apne bilkul theek kaha hai hamein chahiye ki market coach Itna Soch Samajh Kar FIR Lagaya Agar Hum isme market ko achi Tarah Dekh Kar kaam Karenge to kya Hum Hai Kabhi love Nahin Hoga FIR Hum isme Kamyab ho sakte hain isliye hamein chahiye ki Hamesha main market Council chij Karke Phir kaam Karen parameswaran aasani se kamyabi ho sakte hain aur tu Har Jagah Prasad bhi Kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                  my dear brother assalam o alikukm aap ne bilkul theek baat share ki hai hamare kuch cheezon perhamare tawajo nahi hoti hai jin cheezon per hamare tawajo nahi hoti hai ham en cheezon main kabhi kamyab nahi ho sakte hain ager ham ne kise cheez main kamyab hona hai to ham ko chaye k ha mahnat karen aur es per full tawajo den
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                    g ha sir ap nay bilkul theek kha me ap ki is bat par full agree kay kuch cheezo par humari tawajo boht hi kam jati ha pak forex trading me boht say asy members ha jo is me choti choti mis tak karty rahty ha or wo is apni mistake par tori c bhi tawajo nhi dety jis ki waja say loss ho jata ha or kuch members sawal kay motabiq jawab nhi dety is kay bary me senior ka kya khna ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                      Hello friends ye bat bilkul durust he k kuch cheezon pe hamari bilkul tawaja nahi he hamein apni pori koshish karni chahye k jitna kaam thek ho sakta he aur koi mistake na ho tu behtr he hamari tawaja is kaam me honi chahye agr tawaja nahi hogi tu kam sahi nahi kar sakeingy . hamein sochna chahye tawaja k begair koi kaam thek nahi ho saky ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                        sey karain kuch bhi skip na karain aap ki nazar har cheez pe he honi chahiye lazman jo jo trading kay liye intehai zaroori chezen hain unko lazman dekhey money management wagaira achi strategy ka proper use ye sab chezon pe aap ko lazman jab hum is business ko proper tarike se samjh pate Hain is k ups and downs ko samjh pate Hain aur trading k aik aik tool k bare main humain sahe information ho k kab Kon sa tool kidhar use karna hay tab hi hum is business main success hasil Kar sab log karte hain lekin Inki Jean par Jo Dena bhi zaroori hota hai agar Hum analyse thik kar lena aur trade Sahi open kar de lekin take profit Jyada big kar de to market profit mein aane ke bawjud Hamein kuch nahi milega isliye in cheezon par Bhi
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                          ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Pakistan Forex Main Agar Hum kaam karte hain to Hamein Jitna ho sake utna Jyada Hamen mehnat karna chahiye aur achi posting karnai chahi aur Hamein market Ko Bhi Saath analyses karte rehna chahiye aur Market ke news Ko Tu lazmi se Hamein read karna chahie thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                            money management Karke open ki jane wali trade se nuksan hi hota hai ya FIR account aapka watch ho jata hai is wajah se Hamein Soch Samajh Ke apna kaam karna hoga ISI Mein Hamara fayda Hai Agar Hum Is Tarah Se Soch Samajh Ke aur apne kaam ko manage Karke Karenge To Ham is business se fayda Hasil kar sakte hain otherwise Hamein nuksan hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kuch cheezain pe hamari tawajuh bht kem hoti ha

                              Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai in tool ka bahut kam log use karte hain tabhi Tu account wash hote hain Agar stop loss ka istemal kiya jaye Tu Kisi Ka Bhi itni jaldi account washna Ho money management SEBI Chala J2 account save rehta hai lekin in Baton par bahut hi kam trader Amal Karke Chalte Hain...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X