invesrment ka hona zarore nahi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    invesrment ka hona zarore nahi hain
    forex mai hum bager pasiao ky account ban kar be kam kar sakty hain or bonus earn kar sakty hain forex ik bohat bara buisness hain yai hamy learning ky sat ache earning be dte hain hum is mai mahnet kary gy to he hum kamyabe hasal kar saky gy forex aik unique busines hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

    G han dear ager ap kay pass acha sarmya ni hai kay ap es mai investment kar skain tu ap kaliye zaroor hai kay ap forum pay acha kam kar kay edher se bonus hasil karain aur pher us pay trading karain tu zayda better hai kiyu kay jitni zaydahnet kay sath kam karain gaye tu humain faida bhi utna zayda he ho ga
    • #3 Collapse

      Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

      Ap ki baat theak hai k Jab hum Pakistan forex forum key sath attached hai tou hum es business mai begar investment key bhe trade kr sakty hai. Es business mai Pakistan Forex forum ka bohat important rolle hai. Es sey hum market mai begar investment key trade kr sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

        Assalamu alaikum my dear friend yeh baat bilkul haqeeqat hai ke hamare pass forex trading kar knowledge experience a to hamein investment ki jarurat nahi kyunki hamare paas ek sabse badi opportunity yahan par Pakistan form the post karne ki hai idhayam Pakistan form par post karte hain to uska record hamein bonus ki Surat milta hai jise hum deposit bhi Kya sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

          kay ap es mai investment kar skain tu ap kaliye zaroor hai kay ap forum pay acha kam kar kay edher se bonus hasil karain aur pher us pay trading karain tu zayda better hai kiyu kay jitni zaydahnet kay sath kam karain gaye tu humain ke hamare pass forex trading kar knowledge experience a to hamein investment ki jarurat nahi kyunki hamare paas ek sabse badi opportunity yahan par Pakistan form the post karne ki hai idhayam Pakistan form par post karte hain to uska record hamein bonus ki Surat forum key sath attached hai tou hum es business mai begar investment key bhe trade kr sakty hai. Es business mai Pakistan Forex forum ka bohat important rolle hai. Es sey hum market mai begar
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading 1 international business hai yeh bahut hi accha business hai hi is business me Hamein hai investment Ki Zaroorat Nahin Hoti Agar Hamare Paas Forex trading ka knowledge aur experience hai 2 Hamein investment ki koi Zaroorat Nahin Hum Iske bagair bhi apna account Bana sakte hain Hum Apni learning se posting Karke a bahut accha bonus Haasil kar sakte hain aur Usi bonus se a trading Karke acche earning Hasil kar sakte hain Hamare Paas knowledge aur experience Ka Hona bahut hi zaroori hai Yeh Dono cheez Ho To Hum Duniya Ka Har kaam kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

              Je bhae ye he to forex ki quality hai k es ma zero investment hai ham yaha posting sy bonus hasil karty hai or es bonus ko ham trading ma use kar k earning kar sakty hai mgr earning k lae himmat or hosly sy kam lyna parta hai or wo he kamyab hoty hai jo musalasal forex sy sekhty rehty hai
              • #8 Collapse

                Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

                Investment ka hona zarori to nahe he lekin is ke bager ap kuch kar bhe nahe sakte ku ke investment se he ap aram se kama sakte hoo or agar bager investment ke kam karo ge to broker ap ko spreed ke mad me inte mar de ga inte mar de ga ke ap kuch bhe nahe kama pao ge or apna time west karte raho ge is leye thore se investment kar le kuch bhe nahe hota or mehnat se kam karen take ap ko fida ho sake.
                • #9 Collapse

                  Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

                  Forex market main agar ham trade kerny ky liay personal amount invest nehi ker sakty tou hamain forum ki help leni perti hai ky lagatar forum main posting job kerny sy hamain forex market main trade kerny ky liay acha bonus hasil hota hai tou phir personal investment ki zarurat nehi perti
                  • #10 Collapse

                    Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

                    g han dear forex main main bhe investment ke haq main nhe hon mere mutabiq bonus is better than investment q ke jub hum invest karte hain or Allah na kare loss ho jata hae to phir hum kea karen gy to is liye humen sirf bonus par he trading karne cahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: invesrment ka hona zarore nahi hain

                      Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul sahi kaha hai ki investment Ka Hona zaroori Nahin Hai ismein posting Karke bonus ke Jaroori bhi trade kar sakte hain Apne investment Agar Na Karen 2
                      Visit My Profile

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X