Discipline k sath trade karin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discipline k sath trade karin
    Dear friends umeed ha k ap sub theak hp gay friends hum ko caehyh k hum jub be trading karin to discipline k sath rah kar he trading karin ta k hum ko zada say zada fida ho aur kabi be hum ko discipline ke khlaf warzi nahe karni cahyh kau k jub be hum discipline break karty hain to hum ko zada loss hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discipline k sath trade karin

    New traders k sath aksar yeh problem hoti ha k wo aik discipline k sath trading nai krtay misal k tor pay me nay yeh mind bnaya ha k me agr EURUSD pay trade kru ga to is lot say ziyada nai lgaon ga lekin jb koi sudden movement hoti ha aur market bahut ziyada volatile ho jati ha to hum sochay hain k jaldi jaldi trade lgane kahe hum profit say pecahy na reh jaen. So ic tarha ki khamian door krain aur focus ho k discipline mind k sath trading krain gay to results bhi achay milain gay.
    Kinza789 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Discipline k sath trade karin

      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai discipline ke sath trading Karni chahiye jaldbazi Nahin Karni chahiye Forex trading risky business hai is Mein bade hi Itihas se Soch Samajh Kar kaam karna chahiye simple we say market ko dekhna chahi discipline ke sath trading Karni chiyeee ..
      • #4 Collapse

        Re: Discipline k sath trade karin

        Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main Discipline ky sath trade karain gay too aap zaroor kamyab hoty hain iss ky liay aap ko achi earning bhi ho sakhti hay iss liay hamain daily basis per aapna target achieve kerna chahay.
        • #5 Collapse

          Re: Discipline k sath trade karin

          bohat acha sawal ha ager hum koo forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum discipline ka sath trading start kardaa q ka ager hum discipline ka sath trading kartaa ha to epr hum ko achi profit hotee ha laken ager hum discipline ka sath trading nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga.................
          • #6 Collapse

            Re: Discipline k sath trade karin

            G han dear jhan tak dicipline ka sawal hai tu khair koi bhi kam es se kiya jaye tu us ko 4 chand lag jatye hain yani kay us mai hum kamyab zaroor ho jatye hain tu humain hamesha aisa he kam karna chye ta kay hunm es mai kamyab ho sakain
            • #7 Collapse

              Re: Discipline k sath trade karin

              Forex mein discipline ko qaim rakhna bahut zaroor hai aap forex mein mehnat sae kaam kerain aur forex rules ko follow kerain aur jub aap forex rules ko follow kerain gay tou aap ki trading achi ho gi aur aap discipline kay mutabiq forex mein kaam ker rahay hoon gay
              • #8 Collapse

                Re: Discipline k sath trade karin

                G baai aap nay sahee kaha forex trading may hamay deceplin ka buhut khyal rakhna chahiay kionka agar aap k trading may deceplin nahee hoga tho aap kabhi be achay trader nahee ban sakhthay our is k elawa be hamay har kaam deceplin say he karna chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: Discipline k sath trade karin

                  Forex mein discipline kay sath kaam kerain soch samajh ker kaam kerain agar forex mein discipline ko maintain rakhain gay tou aap ko forex mein koi mushkil pesh nahin aye gi aap ki trading achi ho gi aap jo kaam kerain gay rules kay mutabiq ho ga aur aap forex mein lazmi kamyab ho jayain gain
                  • #10 Collapse

                    Re: Discipline k sath trade karin

                    Trading mein discipline bht zruri ha ap ne apni trading ko disciplined banana ho ga. Apny banaye gaye qanoon Jo ap ne aik trade ko analyze krny k liye banaye haen un pe amal krna aur apni strategy pe strict rehna ye sb ap ki trading discipline mein atta ha es ko follow krna bht zruri ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Discipline k sath trade karin

                      Good morning all forum friends....
                      hamain as mien aa ker her bar dil chaspi say kam karna hota hai or ap ny belkul sahi baat ki hai or main aap say agree karta hon k hum ko learning zaror karna hota hai agar hum learning karty hain tu earning karna bhut he easy ho jata hai as lyi hum ko forex trading main agar learning karni hai to hum ko as trading forum main demo account use karna hota hai
                      or hum ko as main acha practice karna hota hai or bad main hum as mien as qabil ho jaty hain k ham aik expert ban kar as main khud ko prove ker lain aor apny lyi aik acha future hasi kar lain or hamain as mien aa ker dil say try karna hota hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Discipline k sath trade karin

                        good After Noon Friends
                        ham ko is main discipline k sath is main tarde karna chahye aor ham ko is mein daily posting karna hoga aor ham ko is mein mehnat bhi karna chahye is mein ham ko hard working karnma hog ais mein ham kamyab ho skate hain aor ham ko is mein ace ache posts karne chhhey is mein ap kamyab ho skate hoan aor is mein apko ihtyat se kam karna chhhaye tyab ja kar ap s mien kamya ho sakte hia oar is mein earnm alr sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X