drawdown kiya hota hai.......?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    drawdown kiya hota hai.......?
    forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmara account zer ho jta hai jis ko hum account wash hona kahty hain jub hmara account small rah jta hai os k bad humain jub balnce milta hai mtlab k hmain apni trdaing main balce kam hota jata hai tu hum osko kahty hain k drwadown main hmara account ja rha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: drawdown kiya hota hai.......?

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein trading kay dauraan jub humara account drawdown hota hai tou phir aisay account ko humain recover kerna hota hai humain soch samajh ker kaam kerna hota hai kyun kay acciunt ki recovery profit hasil kernay kay lye bahut zaroori hai
    • #3 Collapse

      Re: drawdown kiya hota hai.......?

      Dear members of forum assalam o alaikum kase han ap sab dosto bhi ne boht achi bat ki ha k forex trading mn agr loss zada ho Jay jo aksar hamari over trading ki waja se hoti ha aur hamara account drawdown condition tak chala Jay to ham ko chahie k jo trades loss mn chal rahe hon un ko close kr dain aur apne balance ko mazeed kam hone se bacha lain
      • #4 Collapse

        Re: drawdown kiya hota hai.......?

        Dear friend Jab Hamara capital thoda Hota Hai To Hum Kehte Hain ke drawdownn Hai blncc cake kam hai aur jab Hamara account was ho jata hai to balance bilkul thoda ho jata hai usse trading nahi kar sakte phrr next bonus Ka Intezaar Karke Apne capital ko increase Kiya jata hai...
        • #5 Collapse

          Re: drawdown kiya hota hai.......?

          Hey friends how are you. Aj mery Bhai ny boht achi baat humy btai Hy jis ka humy bilkul nhi pata tha drawdown ka matlb hy k jb trading krty hoy jb humara account nechy aata jata Hy usy drawdown khty hain
          • #6 Collapse

            Re: drawdown kiya hota hai.......?

            Dear simple si baat hai jub bhi aap ko forex mein loss ho ga tou aap ka account balance kam hota jata hai aap ki equity kam hoti jati hai aur jub equity kam hoti jati hai tou uss ko hi drawdown kehtay hain aur iss mein acha ho ga kay aap kam balance kay sath minimum lot per trade kya kerain
            • #7 Collapse

              Re: drawdown kiya hota hai.......?

              hum trade ko drawdown kar sakty hain forex aik wasee business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy expert ban ky is mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: drawdown kiya hota hai.......?

                hold mai trade rahky ko draw down kahty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai jitna zada kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex aik international business hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: drawdown kiya hota hai.......?

                  forex aik aam job ki nisbat bohat hi achi job hain ham is main trading karty hain jab ham main trade lagaty hain to apny account ko hold main rakhny ko drawdon kehty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real job hain
                  • #10 Collapse

                    Re: drawdown kiya hota hai.......?

                    Forex trading main traders ko bar bar loss honay say un kay account main balance kam hona shuru ho jata hay jisay draw-down kehtay hain is kay musalsal honay say trader ka ccount wash ho jata hay aor usay trading kay liay dobara deposit karwana hota hay draw down say bachnay kay liay traders ko trading kay doran apnay account main stop loss ko set kar dana chahiay ta k ziada loss na ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: drawdown kiya hota hai.......?

                      Down trend kamultab hai k jab market top sey down ati hai tou es ko down trend khtey hai. Ap trend ka confirm es waqat hio gy jab ap trend line ko draw krey gy aur market mai analysis krey. jis sey ap market ka down trend ya up trend maloom kr sakty ho.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X